Chapter-36

7.4K 762 78
                                    

" ye ky badtmeezi ki thi kal raat tumne sidharth ke saath, sohar ki Izzat krte hai or tum ho ki muh pe darwaza band kar dia" asma said doing champi of shehnaaz.

"Ammi toh unhe bhi to smjaye, aise hi kisi aur ke samne mujh par baras pade, acha lagta hai aise" she asked her.

" dekho beta humesa sidharth ki Izzat karna, kabhi beadtmeezi se pesh mat aana, ye miya biwi ka rishta na bhut nazuk hota hai aur ishe bhut smbhal ke rkhna padta hai, pyar se sb khuch nh hota hai, ek dusre ki achi buri saari aadaton ke Saath rehna padta hai, khushi hogi toh dukh bhi aayenge, pyar hai toh takrar bhi hogi lekin ek dusre ka hath mat chorna, kabhi kabhi lagega ki sb khuch chor de, ki ab bs ho gya hai, woh imitihaan hota hai, kabhi woh gussa ho toh Tu chup hoke sun, aur kabhi Tu gussa hai toh woh, balance banana na bhut important hai, dekho rishte me kabhi bhi respect or trust kam nh hona chiye, pyar bhale hi kam ho jaye lekin jid din vishwas tut gya na fir khuch nh bachta"

" ammi aap tension na le, mein unki dil se behad Izzat krti hu, bhut manti hu unko, woh mere liye bhut azeez hai, ye sb toh mein bs unhe tang karne ke liye krti hu, unke waqt ke liye, par apne ek cheez nh kahi ammi, ki agr ek boring ho toh dusre ko chulbula hona chiye, you know balance bana rehta hai" she laughed with her wholeheartedly.

" arey waah bahi waah aapi aap toh aise hass rhi hai jaise kal raat apne sidharth bahi ke muh pe darwaza band kia hi na ho, subah se khundak me ghum rhe hai, aur mujhe toh aise badi badi aankhein kar ke dekh rhe the Allah miyan kyun soye hue sher ko jagati hai ap" he said sitting beside his mother.

" bs nautanki karwa lo" shehnaaz stated checking her message box but he didn't message her.

" zyada naraz hai ky??" she asked biting her lips in nervousness.

" ab woh toh mein ky hi btau, mein unhe nasta dene gya tha lekin mujhe daffa kr dia" she stands up quickly wearing her slippers and tying her hair in a bun.

" ammi mein na abhi lunch dekr aati hu, breakfast ka time toh kabka khatam ho gya aur ye Tu mujhe ab bta rha hai aly ke bache, teri khair nh"

" aapi kesi baatein kar rhi hai aap abhi toh mera nikkah bhi nu hua bache kha se honge"

" ho hi na jaye ish langoor ka nikkah, kon baap apni beti dega tere karname janne ke baad" aliyah stated munching on lays.

" haan toh tere bhi khuch kam nh hai, koi langde lulle se nikkah karwaenge tera"

" hamid bahiiiiiiiii" she shouted smirking at him.

" ye cheating hai yrr,"
************
Shehnaaz founds the door already open, she walked slowly towards the kitchen, putting the box on a slab, she takes the broom in her hands.

" Allah miyan please meri help karna, chor zyada khunkaar na ho, waise toh kitna intelligent smjhte hai khud ko aur ab dekho darwaza khula chor ke kha chle gye" she saw a man sitting on his bed but it was not him.

" ye chor bahishaab rest krne aaye hai ky, aram se bistar pe bethe hai" she murmured to herself, going nearer him she hits him on the head and his back.

" tumne kya socha humare ghr me chori kroge aur mein karne doongi"

" shehnaaz please stop, I am zaheer" he said.

" hain ye chor toh mera naam bhi janta hai" sidharth went outside for buying cigarettes but the view in front of him made him laugh out loud, his cute little bunny hitting Zaheer with the broom, and the way she is hitting him he is sure it's not at all gonna affect him.

" apko saram nh aa rhi wahan khade hoke hass rhe hai aur ghr me chor gussa hua hai" she said turning back towards the thief and her face went pale seeing professor zaheer in front of her eyes, she throws the broom instantly.

"Allah I am sorry sorry merko nh pta tha aap hai, apne bola kyu nh, maine toh apk muh bhi nh pakad rkha tha" she stated.

" bola tha maybe you didn't listen to me"

" mein chlti hu," shehnaaz said remembering how he became angry yesterday seeing her with Zaheer.

" nh betho aao" sidharth said, next half an hour Zaheer told her about his feelings towards Nancy, how he fall in love with her feisty yet innocent nature, strong yet weak, and how she soothes him.

" so apk wife nh hai" she asked after listening everything.

" nahi"

" fir toh koi baat hi nh hai mein toh kehti hu humari ruksati wale din ap dono nikkah kar lo" shehnaaz stated.

" shehnaaz tum Pagal ho gyi ho ky, Nancy ignore kar rhi hai, mera phone tak nhi uthaya chaar dino se, class me nh aati hai after we shared a ki...."

" bs bs itna detail nh chiye sir"

" shehnaaz!!!" sidharth called her name sternly, she huffed sitting beside him.

" khadoos"

" toh mein ye keh rhi hu, ushe lagta hai ki apk biwi hai, ap ushe bta de nh hai, bs problem solve,"

" mtlb??? She feels for me" he asked.

" woh toh ap tab phuch lena jab ye baat btao, par pehle ye clarify krde"

" par woh mile bhi toh sahi"

" toh zabardasti mil le, usme ky badi baat hai, ghr toh aap jante hi hai"
*********
" ap kal raat ke liye naraz hai mujhse" she asked making his plate.

" kisne kha" he asked standing behind her leaving almost no space in between them.

" wo..h aly..ne...kha" she tried to speak but her word lost when he put his cold lips on the crook of her neck, kissing their softly, suking and licking, her grip hardened on the kitchen slab as his hand went inside her t-shirt, his long fingers feel amazing on her bare skin, she throws her neck back closing her eyes.

" I missed you so much jaan, aap nasha ban gyi hai mere liye, aapse khuch der bhi dur rehta hu toh aise lagta hai ki mein kho gya hu" he whispered in her ears, kissing her earlobe.

" do you miss me??" he asked sliding her tee from the shoulder, she moaned feeling his lips on her shoulder.

"Answer me??"  he asked turning her, she is a sight to behold, her cheeks turned beetroot, her eyes closed, her breathing fastened.

" saadgi toh apk hai hi jaanlewa,
Par mera qatal -e-aam toh apk
Sarmane ka andaz bnega"

Do like, comment and share ❤️❤️❤️❤️

Jaan-e- Adaa ( complete)Where stories live. Discover now