Someone Special

By ImMadIKnowIt

37K 2.1K 1.4K

Join me in the journey of Yuvrani Manyata Kumari and Yuvraj Udayveer Singh towards their destiny #ManVeer... More

Character Sketch
Character Sketch
Part 1
Part 2
Part 3
Part 4
Part 5
Part 6
Part 7
Part 8
Part 9
Part 10
Part 11
Part 12
Part 13
Part 14
Part 15
Part 16
Part 17
Part 18
Part 19
Part 20
Part 21
Part 22
Part 23
Part 24
Part 25
Part 26
Part 28
Part 29
Part 30
Part 31
Part 32
Part 33
Part 34
Part 35
REINCARNATION
Part 36
Part 37
Part 38
Part 39
Part 40
Part 41
Part 42
Part 43
Part 44
Part 45
Part 46
Part 47
Part 48
Part 49
Part 50
Part 51
Part 52
Part 53
Part 54
Part 55
Part 56
Part 57
Part 58
Part 59
Part 60
Part 61
Part 62
Part 63
Part 64
Part 65
Part 66
Part 67
Part 68
Part 69
Part 70
Part 71
Part 72
Epilogue

Part 27

431 31 55
By ImMadIKnowIt

Hello Beautiful People..!!

Honestly, I felt like Daya from CID while drafting the update. In fact, I was playing 'Singham' songs while writing the interrogation scenes.. 

Who watches CID here..?? Assemble here..!! 

Anyways, enjoy your update.. :)

.

.

.

.

Vj: Uday Banna, aap kab se work ki tension le rahe hai. (raising an eyebrow at him)

Unnati: Lagta hai dada ko iss baat ki tension hai ki kahi kaam ke tension mein Manyata ko yeh theek se time de payenge ya nahi.. (Manyata turns pink)

Vj: Oh really?? (raising his eyebrows at Manyata and Uday.)

*In Hiranandani, Powai, Mumbai* (Inspector Shinde and his team of 2 constables, one male and one female reach to Mrs. Deepika Waghle's home, she was Keerthi's friend and also a businesswoman handling décors. The cops ring the doorbell where Deepika opens the door and gets shocked looking at cops on her doorstep.)

A maid serves them water while a girl of 3 years come having her favourite chocolate. The cops smile at her while Mr. Sharath Wagle, husband of Deepika Wagle take her inside to give them privacy of their interrogation.

Inspector Shinde: Mrs. Deepika Wagle, shayad aap ko pata hai ki hum yahan kyu aaye hai. (She keeps a confused expression) Hum aap ke dost Keerthi Rai Chaudary ke murder ke baare mein baat karne aaye hai.

Deepika: Sir, Hum Keerthi ke murderer nahi hai. Hum uski best friend the in fact woh meri behen jaisi thi. Mere parents ke dihaant ke baad wo Rai Chaudary's mere extended family ban gaye the.

Inspector Shinde: (frowning as this was not mentioned by his informer) Aap ke maa baap ka dihaant kaise hua?

Deepika: Unka plane crash hua tha, uss wakt main 9th standard mein thi. Main, Abhi aur Kitty 2nd standard se friends hai. Mere dad aur Mohan Uncle friends the lekin Kitty ki death ke baad jab Uncle US shift ho gaye, maine unse baat nahi kiya. Main yahan apne business mein aur personal life mein busy ho gayi thi. (wiping a little tear off from her eyes)

Inspector Shinde: Aap ko hum Keerthi ke baare kuch sawal karna chahte hai. Jab tak yeh case solve nahi ho jaata tab tak aap sheher chod ke kahi nahi ja sakthi. Hum aap ko kabhi bhi police station bula sakthe hai agar aap ne hum se co operate nahi kiya toh hum aap ko arrest bhi kar sakthe hai. 

Deepika: Hum aap ki poori madad karenge, sir. (determining confidently)

Inspector Shinde: Hum jaan na chahte hai Keerthi ki koi boyfriend ya koi dushman tha ya nahi?

Deepika: Umm, Kitty ke koi dushman toh nahi hai lekin ha ek ladki thi humare class mein jo use ladti bahut thi lekin hume nahi lagta ki wo kisi ki murder karegi. Unke jhagde bahut bachpane wali thi jaise ki marks ki wajah se ya phir first bench ke liye ladna aise type ke the.

Inspector Shinde: Wo ladki ab kahan hai?

Deepika: Sir, wo humare 9th standard mein hi London shift ho gayi hai. In fact jab Keerthi ki murder hua tha tab wo London mein hi thi. (The inspector looks at her like 'What to do with this lady' while lady constable almost giggle at her.)

Inspector Shinde: Achcha yeh chodiye, Keerthi ke koi boyfriends the kya?

Deepika: Sir, wo bahut silent type ladki thi. Uske friends bhi kam hi the. Uske koi boyfriend toh nahi tha. Mujhe kuch yaad nahi aa raha. (thoughtfully)

Male Constable: Yaad karne ki koshish kijiye, madam. (Deepika still thinks keeping a hand on her forehead)

Deepika: Oh yes, uska ek boyfriend tha.

Inspector Shinde: Kon tha? (desperately)

Deepika: Hum use mile nahi. Shayad Hrithik, Chetna ya Abhi use mile honge. Hum use kabhi mile nahi lekin wo school pe bahut saare gifts leke aati thi.

Inspector Shinde: Kaise gifts?

Deepika: Ek baar wo ek chotti se teddy bear leke aayi thi. Ek baar usne Parker pen gift mila tha. Ek baar usne chain aur ring gift mila tha.

Inspector Shinde: Aap kabhi Keerthi ke boyfriend se mile kyu nahi? 

Deepika: Hum milne wale the lekin mere parents ke death ke baad main apne dada ji aur dadi ke saath rehne lagi thi. Mera mere friends ke saath hang out karna thoda mushkil ho gaya tha kyun ki mere dada ji ke ghar humare school se door tha.

Inspector Shinde: Ok. Agar zaroorat pade toh hum aap se phir milne aayenge. Aap ka number humare lady constable lengi aur jab hum aap ko call karenge tab aap ko police station aana hoga.

Deepika: Ji Sir. (The cops leave and she slumps down the sofa, thinking about her deceased best friend cum sister.)

*Simultaneously in Worli, Mumbai* (Inspector Bapat along with his team, a male constable and female constable ring doorbell of Mr. Hrithik Garg but Ms. Chetna Shenoy open the door frowning at the sight of police.)

Inspector Bapat: Miss. Chetna Shenoy, aap Mr. Hrithik Garg ke ghar pe kya kar rahi hai?

Chetna: Hum Hrithik ke fiancée hai. Humari shaadi next month hone wali hai. Kya hum jaan sakthe hai inspector aap yahan kya kar rahe hai?

Inspector Bapat: Hum yahan aap ke dost Keerthi Rai Chaudary ke murder ke baare mein baat karne aaye hai. (Chetna's expression changes to sad and her eyes tear up)

Hrithik: (shouting from inside) Baby, kon hai door pe? (removing his chef hat from his head) Police?

Inspector Bapat: Kya hum andar aa sakthe hai?

Hrithik: Ji.. Please andar aayiye, sir. (Chetna is just standing like a statue while Hrithik nudges with his elbow to bring her out of her thoughts.)

Inspector Bapat: Hum yahan aap ke dost Keerthi Rai Chaudary ke murder ke baare mein baat karne aaye hai. (Hrithik's expression also mirrors Chetna's.)

Hrithik: Batayiye sir. Hum dono aap ke kya madad kar sakthe hai?

Inspector Bapat: Hum unke murder ke investigation kar rahe hai. Wo case phir se khul gaya hai aur hume pata chala hai ki aap dono victim ke bahut khareeb dost hai. Iss liye hume investigation mein aap dono ki cooperation chahiye.

Chetna: Hum aap ke madad karne ke liye tayyar hai, inspector.  (wiping a little tear from her eyes)

Inspector Bapat: Hum aap se kuch sawal karna chahte hai. Humare constables ke paas aap ke numbers honge jab bhi zaroorat padegi hum aap dono ko police station aana hoga.

Hrithik: Ji, theek hai sir.

Inspector Bapat: Hume jaane ko mila hai ki aap dono victim ke bahut khareeb ki dost hai. Toh hum jaana chahte hai ki unka koi dushman ya phir aisa koi insaan hai jo use maar saktha hai aap ke jaan pehchaan mein?

Chetna: Keerthi bahut hi pyaari ladki hai. Hum uske bahut khareeb dost the. In fact wo hum se sab kuch share karti thi. Us se koi dushmani nahi kar saktha. Itne ameer ghar ki hote hue bhi uske man mein koi gandgi nahi thi. Har kisi se ache se rehti thi.

Inspector Bapat: Uska koi boyfriend ya phir koi pagal Aashiqui hai? Aksar aisa hota hai ki khoobsurat aur ameer ghar ke ladkiyon ke peeche yeh mohalle ke ladke lage rehte hai.

Chetna: Nahi sir. Uska koi Aashiqui toh nahi tha lekin Abhi ko Kitty pe bada wala crush tha.

Hrithik: Haa par uss wakt Kitty ne hume bataya ki uska ek boyfriend hai. Hum log toh shock ho gaye.

Inspector Bapat: Kyu shock ho gaye aap log?

Hrithik: Sir, Kitty bahut silent ladki thi. Uske dost bhi bahut kam the. In fact hum logo ke alawa uske koi dost nahi the. Hum paanch log bachpan se ek dusre ko jaante hai.

Inspector Bapat: Kahi aap ke Abhi ne ladki pe badla lene ke liye uska khoon toh nahi kiya? Kyun ki ladki ka boyfriend tha aur iska pyaar usne accept nahi kiya.

Chetna: Sir Abhi ne Kitty ko kabhi bataya bhi nahi ki wo use pyaar karta hai. Jab Kitty ne hum sab se aake kaha ki wo kisi se pyaar karti hai tabhi Abhi ne decide kiya hai ki wo Kitty se move on karega.

Inspector Bapat: Yeh baat jhoot bhi toh ho sakthi hai na?

Hrithik: Abhi ne humare 12th ke baad Europe chala gaya apne Art course ke liye. Jab Kitty ki murder hui tab tak Abhi Europe chala chuka tha. In fact Kitty ki thervi per hum teeno use airport se pick karne gaye the.

Chetna: Jab woh Europe mein tha tab wo puri tarah Art pe hi focus kar raha tha kyun ki artist ban na toh Abhi ki life ambition thi.

Inspector Bapat: Achcha toh ladki ki boyfriend ke baare mein aap dono ko kuch pata hai?

Chetna: Haa sir, hum use mile bhi the. Uska naam kya tha? (thinking) Baby, tumhe kuch yaad hai?

Hrithik: Akash, Arnav.. aisa hi kuch naam tha (thinking vigorously) Aarav ha kuch Aarav hi tha uska naam.

Inspector Bapat: Achcha yeh Aarav kahan milega? Kuch pata hai aap dono ko?

Chetna: Nahi sir, hum sirf ek baar hi mile hai uss se.

Hrithik: Unka kuch business tha, sir. Kitty ne aisa kuch bataya tha. Hume theek se yaad nahi aa raha hai.

Inspector Bapat: Theek hai. Jab aap dono ko kuch yaad aa jaye tab station aa kar sab bata dena aur ha, aap dono iss sheher chod ke kahi mat jaana. Humare aankhein aap dono pe hi hogi. (They both nod and the cops leave their home.)

*Aarav's Room, Mehrotra Mansion, Mumbai* (He sits in his room working in his laptop. He lifts his phone which was ringing continuously.)

Kalia: Boss, maine aap ko uss Commissioner ke saare details bhej diya hai. Thodi der aap ko ek lifafa milega.

Aarav: Theek hai. Main tumhe phir call karta hoon. 

(Moments later, a maid gets a white envelope to Aarav. He opens the envelope after the maid leaves.)

Name: Atharv Adikari (photo attached)

Spouse: Aaradhya Kumar (fiancée) (photo attached)
Occupation: To be CEO of Adikari Inc.,
Extra Information: Orphan, arranged alliance by Sanjay Adikari, former intern in Adikari Inc., student from London School of Economics. Class topper and scholarship holder.

Father's Name: Sanjay Adikari (photo attached)
Occupation: Chairman of Adikari Inc.,

Mother's Name: Radhika Adikari (photo attached)
Occupation: Home maker

Weakness: Family

Scams: None

Achievements: Raipur crime rate reduced by 85% in his tenure. Encounter specialist. 2 gold medals. UPSC AIR 385.

Aarav: Waise maan na padega impressive track record hai. Lekin Aarav Mehrotra ke raste ko har pattar ko hata deta hai. Tumhe iss case se hatna hi hoga Atharv. Yeh case ke anth tak koi nahi pahunch saktha. Mujhe kuch karna hoga..

(smirking at Aaradhya's photo, He dials a number and keeps the phone to his ear.) Kuch kaam karna hai. 

*In D&J Mansion, New York* (Everyone packed their luggage and staff get them down. Everyone are having light snacks before boarding their jet. Youngsters are little sad that their vacation time is up and need to join their work back. Elders are as usual busy in their business, planning the upcoming, most awaited wedding of #ManVeer.)

Uday suddenly holds Manyata's hands while she glares at him, silently telling him to leave her hand. Uday simply smirks challenging her to do it by herself.

Unnati and Vj are glancing at each other when the other person is not looking at them. 

Jay is very sad thinking that her sister will soon go away to Jaigarh Palace, leaving her back forever. She tries to be happy but again her thoughts go back to same topic. Jay is very close to Manyata as she thinks Manyata is like her mother when Komal was very busy in doing royal duties and also with Menaka, whose husband was abusive and was in depression due to their divorce.

Vj was 8 years old when Menaka took divorce from her husband. Komal supported her very well while Rajmata was sad that she couldn't get good husband for Menaka. Menaka considers Komal as her best friend and confidante, from then. Youngsters don't know about Menaka's divorce or about her husband being abusive to her.

*In Adikari Inc., Mumbai Office* (Aaradhya comes out of the conference room and goes to her cabin. She signs some documents and informs her PA to call when there is an emergency. )

She drives her car while Radhika (Atharv's mother) call her to pick some goodies as she will be coming in the same way.

She picks the items and starts the car when she observes a black SUV following her from sometime. She wantedly takes turns and the car keeps following them even when there is place for overtaking, moreover filled with people wearing black outfits with masks. She hurriedly calls Atharv.

Atharv: Hey Baby. Aaj hume working hours mein kaise yaad kiya?

Aaradhya: Atharv, humari baat dhyaan se suno..

Atharv: Hmm..

Aaradhya: Hume koi follow kar raha hai. Hume bahut dar lag raha hai. Main kya karun?

Atharv: (getting up from his chair, tensed little) Kya? Tum ek kaam karo.. tum crowded areas mein hi raho aur koi short cut lene ki koshish mat karna. Panic mat ho main tumhare phone ko trace kar raha hoon. Okay Aaru? 

Aaradhya: Theek hai. (getting emotional) Mujhe kuch nahi hoga na, Atharv.?? Mujhe bahut dar lag raha hai.

Atharv: Baby, tumhe kuch nahi hoga. Main hoon.. (He calls his subordinates to trace Aaradhya's phone.) Baby, mujhse baat karti raho, Please

Aaradhya: Atharv, Wo log mujhe abhi bhi follow kar rahe hai.

Atharv: Kuch nahi hoga, Aaru. Trust me.

Aaradhya: Atharv, abhi ek sunsaan jagah aa jayega. (looking into rear view mirror) Wo log mere paas aa rahe hai. Atharv, mujhe dar lag raha hai. (starts sobbing)

Atharv: Hum tumhe trace kar chuke hai, Aaru. Mere team tumhare paas aa rahi hai. Don't worry.

Aaradhya: Atharv, I love you. I really love so much (sobbing as she thinks she don't have time.)

Atharv: Kuch nahi hoga, Aaru. Main tum se 4 minute ke door main hoon. Meri team aa rahi. Don't lose hope. I won't let you happen anything. Okay?

Aaradhya: Ok.

*Aarav's Study Room* (Aarav is smiling looking at Manyata's photos which he downloaded from internet. He imagines himself with Manyata and thinks to finish off Uday.)

Just then, he gets a call from one of his sidekicks.

Person: Boss, hum uss ladki ka peecha kar rahe hai.

Aarav: Ok. Use khoob dara ke rakhna. Dekhte hai wo commissioner kya karta hai. (smirking)

Person: Ji boss. 

Aarav: (talking to Manyata's photo) You are the first girl who made me think about marriage. Don't worry, baby doll hum aap se shaadi kar ke rahenge aur uss Yuvraj Udayveer Singh ko hum apne raste se hata kar rahenge. (smiling like a creep)

*In Youngster's Private Jet* (Manyata and Unnati sit near each other while Jay is sketching her upcoming designs as she neglected her work in New York. Vj and Uday sit together discussing about something.)

Unnati: Hume aise baite hue kitne din ho gaye hai na?

Manyata: Haa. 😊 Tumhare aur Vj bhai ki story kahan tak aayi hai?

Unnati: (her mouth and eyes forming perfect 'o' shape) Tumhe kaise pata?

Manyata: Shayad tum bhul gayi ho lekin Jay hum se kuch bhi nahi chupati. Ab batao?

Unnati: Meri taraf se sab sorted hai lekin aap ke bhai hi hai jiska kuch pata nahi hai. (Manyata nods) Achcha yeh chodo.. Jay ab kaisi hai uss din itna upset ho gayi thi na?

Manyata: Bechari bahut koshish kar rahi hai lekin mujhe pata hai ki use thoda time lagega. Usne Uday ko accept toh kiya lekin puri tarah se yeh baat kab accept karegi pata nahi hai.

Unnati: I understand. Wo tum se itni attached jo hai, time toh lagega hi.

Manyata: Achcha yeh chodo, yeh batao tum Vj Bhai ko apne feelings batane wali ho ya ab bhi waiting hi hai.

Unnati: Nahi, main unhe kuch nahi bataongi. Main chahti hoon ki Vj hi mujhe propose kare.

Manyata: All the best, Unnati. I hope humare bhai ko jald hi unke feelings ke baare mein realization ho.

Unnati: Hoping the same.. (they both chuckle imagining Vj.)

.

.

.

.

I hope I have entertained you enough with this SHITTY, SUPER BORING UPDATE..!! Actually I was not getting ideas for further chapters that's why the delay..!! 

Sorry for the boring interrogation scenes but you will know the murder mystery in a while..!! I guess we already know the murderer of Keerthi Rai Chaudary..!! 

Deepika Wagle, Chetna Shanoy, Hrithik Garg and Abhilash Mukherjee are Keethi Rai Chaudary's best friends and are for an update only..!! May be they will come again in future updates as I have not yet decided..!! 

Do you guys think Aaradhya is in danger..?? Will Atharv save her or not..?? Oh my #Athya..!!

Our Villain Ji, Aarav is very wicked..!! I hope Atharv teaches him good lesson..!! 

Please do VOTE and COMMENT, if you're enjoying the updates. Don't forget to click on the STAR icon (⭐️) and write few words about the update in the COMMENT section. It makes your Writer Sahiba, really happy..!!

I'm repeating myself again and again but there is no proper response.. I really need your appreciation in either VOTES or COMMENTS. Each update takes so much of my patience and I am squeezing out my free time to give you best of best updates.

I am pretty serious this time and I was being patient so far..!! Please try to understand as the updates are squeezing my 'Me Time' but I'm updating patiently so far.

Until then, BYE-BYE..!!

Continue Reading

You'll Also Like

406K 14.1K 34
#1indiangirl rank in 24/06/2020 #9 robertpattinson rank in 21/09/2020 #1sonakshisinha rank in 26/09/2020 #21wattpadindia rank in 04/10/2020 #8xavier...
2.7M 92.6K 38
DEDICATION- To all the girls who dream of being royal , your dream will partially get filled with this book. " If you love me accept the promise my c...
15.7K 1.4K 28
|LOVESTORY OF *THREE* COUPLES| ~ DOSTI, PYAAR AUR NAFRAT ~ COUPLES:- 1. AAROHI SINGHANIA & YUVAAN SINGH RAJVANSH (Main couple) ♡ ...
290K 12.9K 37
His aura dominated the surroundings charging it with electricity. The taut muscles, the broad shoulders,along with the dangerous stance screamed cont...