Bye Bye Wassim.....

2K 103 63
                                    

Continuing from previous part

As rubina(phupho) voiced out truth about haseena's hidden intentions behind her so called marriage proposal for Zoya , Sabina(zoya's amma) cover her mouth in shock , jaavida and aahil sigh hearing finally their phupho replying to this wicked sister- in- law of her and zoya ., well she look at her phupho who always stayed calm silent fearing if her in-laws tell her husband about her replies then he'll beat her up black and blue which he do anywhere not caring about her dignity and emotions now she said all this with so much confidence that give her a hope . If phupho can get over phupha's anger fear then she can too get over her past ., it's not so late for her to move on . Haseena shocked hearing rubina reply say  " Kya bakwas kar rahi ho bhabhi tum mein apne bhaijaan ki kasam khati hun maine toh sirf isliye zoya ka rishta maanga tha kyunki woh tumhari bhanji hai mujhe Kya pata tha ki tum mujh par ilzam lagao gi , agar bhaijaan yaha aate toh unhe tumhare asli rang dekhne ko milta" she mutter last line crying well fake crying but rubina with full anger say  " toh aapa ji aap kyu abhi tak yaha ruki hai jaake aapne bhaijaan ko bata dijiye ki maine aapse Kya bola hai maar toh waise hi khani padti ghar puhanch kar ab kam se kam ek wajah toh hai maar khane ki aur yeh bhi bol dena ki ab se mein aapko yaha nahi laongi apne sath jaaiye " she directly ask haseena to leave this house and never come back . Haseena is beyond shock now but she has her" so called " self-esteem to save so she left from their house muttering she see them afterwards and warning her bhabhi to get ready for his brother's wrath .

Afazal thank his aapi who give him an assuring smile say " afazal zoya sirf tumhari hi nahi meri bhi beta hi hai bhanji hai meri aur mein har waqt apne sasural walo ke tum longo par kasse taane nahi sun sakti , tum chinta mat karo mujhe kuch nahi hoga thik hai " she tapped on her younger  brother cheek lovingly like she used to do in their childhood and turn to Sabina, jaavida aahil and zoya asking  " arre Sabina khana milega ya nahi hain ! Tum longo ka toh patta nahi par itne drame ka baad mujhe bohut bhok lagi hai waise bhi aise muake kabhi kabhi aate hai jab haseena kisi ki liye khana choode 😁" all laugh on this statement and jaavida jumped to hug her phupho commenting on her bravery how she shut down dayan haseena , aahil too join her praising phupho . All then set peacefully to have dinner , chating and smiling but through out dinner one thought repeatedly coming in zoya's mind that how she screwed up everyone's life with her wrong decision , she seems lost in thoughts while having dinner which not gone unnoticed by both abba and phupho but she single her younger brother by hand gestures that she'll talk with zoya .

Later that night phupho talked with her sons and daughter in law informing them about what happened here who told her not to take tension and stayed there for night by this she can atleast spend some time with them stressfree 🙂 she agreed on it and say bye to them for tonight .

Aahil is near his gate trying to call nigaar for tenth time but she isn't picking his calls . Before haseena arrival he talked with her telling her about his aapi's decision about quiting her job on which nigaar first question is that now his whole family responsibility fell on him ? He said yes and she scolded him to be this much fool that he ask his sis to leave job now her pay cut off and all will depend on his salary 😑 he try to explain her that it was all a mistake but she gave him last chance to made her sis change her decision which seems not going to happen as he knows his aapi very well . Afazal come out seeing aahil walking back and forth in tension thinking about nigaar when he ask to him  " aahil Kya hua yaha kyu ghoom rahe ho sonaa nahi tumhe kal office nahi jana Kya? "  aahil sigh and put his phone in pocket facing his abba say " ummm .. abba main soch raha tha ki aap aapi ko samjhaye na ki woh job na chode itni choti si baat par matalab agar woh abhi job chodegi toh kanhi jaldi job nahi milegi "  , Afazal look at him knowing exactly why he said this suddenly but he reply  " aahil thodi der pehle tumne hi uss par ilzam lagya tha ki job ke bahane woh aadmiyon ke sath ghoomti hai toh ab zoya kyu na aisi job chode job daman pe dhag laga rahi hai usske ? " . Aahil shook his head hearing this giving a sotic smile to say  " mujhe samjh lena chahiye tha ki aap aapi ki hi side lenge , har baar ki tarha iss baar bhi aap aapi ko hi choose karenge aapne baaki bachoon mein se ! "  Afazal let out a weak breath say  " main apne bachoon mein se kissi ek ko kabhi nahi chun sakta  , tumhe aur shaami ko yeh lagta hai ki mein sabse jayda zoya ko pasand karta hun lekin kya kabhi tumne socha hai ki jayadtar gharo mein ladkiyon ko sarkari school mein bheja jataa hai takki ladko ki padhai private school mein ho sake aur kanhi kanhi toh school bhejna bhi pasand nahi karte lekin yaha maine apne saare bachoon ko ek jaise hi tarbiyat de hai par mere hi ladke yeh sab keh rahe hain . Janteho mere abba hazor hamesha meri aami hazor ko mara, pita, ek-ek cheez se toka karte the . Pura bachpan maine unse sirf nafart ki hai aur hamesha karta rahunga , jab 15 ka hua toh aapi 19 ki thi abba hazor ne unki shaadi tumhare phupha se kardi thode din baad hi aapi jab ghar aayi toh unka pura muh chutoon se bhara hua tha , aapi ne abba hazor se bheek tak mangi ke unhe waapis unke sasural na bheje magr abba hazor ne saaf kah diya ki agar woh wapis nahi gayi apne shouhar ke pass toh woh apne ghar se bhi unhe nikal denge , uske baad se aapi ne bhi aami hazor ki tarha sab sahna seekh liya . Jab maine apna ghar basaya toh taiy kiya ki kabhi abba hazor jaise nahi banuga aur isliye sabke khilaf jaa kar tumhari aapi ka sath deta hun . Allah na kare kabhi jaavida ke sath aisa kuch hua toh uss waqt bhi mein uska sath dunga aur meri tumse bhi hath jodkar guzaarish hai aahil ke jab mein mar jaaun toh apni bhai behano ka sath mat chodna 🙏 jab tumhare bache honge na aahil tab tumhe pata chalega ki kitna mushkil hota hai maa-baap ke liye kissi ek bache ko chuna " . Saying this he walk inside their house while aahil feel ashamed and guilty for his actions ...

Khawahish Where stories live. Discover now