meri yaad

12 4 0
                                    

Kya aap ko meri yaad ati hai kabhi? Kya aap mere liye bechain hote hai? Agar aap mere saamne ajaye tho lazmi hai ke mein tumse parda karoon. Ab hamari shaadi ka din door nahin, yeh din azmaane ke dil tum samjha karo. Mera haal hai kya bataun sanam. Mein tadpa karoon, kya aap mujhse pyar bhi karte hai? Kabhi kabhi mein sochti hoon ke kaash mein aur ladkiyon ki tarha hoti koi kamzori nahin hoti jaisi meri nazar ki baat. Darti hai aap ki sajni ke mein aap ka har kam poora karpaungi. Mein aap pe bhoj nahin bana chati.

flowingWhere stories live. Discover now