Mending The Hearts!❤️

2.2K 137 30
                                    

Bondita heard what Anirudh said....she was getting restless....she covered her ears with both her hands and shouted...

Bondita(shouted) -: Nahiiiiii.... Nahi Nahi Nahi Nahi Nahi Nahi!!!.... Aisa Nahi Ho sakta!.... Aap jhoot bol rahe hain..... Mere aisa kaise ho sakta hai!.... Nahi Nahi mere saath aisa nahi ho sakta.... Humaare saath aisa kaise ho sakta hai.....

And she bursted into tears.... And sat on the floor!.... Anirudh was really scared tk see her like this.... He too sat down with her.... And hugged her tightly!.... She kept on crying.... And was getting restless..... She was shivering.... She hugged Anirudh and cried her Heart out!.... After a Few moments she realised that the pain was not only hers....Anirudh was also experiencing the same pain.....
She freed herself from his hug and cupped his face...

Bondiita-: Pati Babu!.... Main jaanti hu ki aapke liye bhi yeh bahut mushkil pal hai... Aapka bhi toh dil toota hai.... Aap pls apne aansu mat chupaiyega.... Duniya chaahe kehti rahe ki Purush nahi rote.... Par aap mere saamne roiyega.... Main nahi chahti ki aap iss Dukh ko apne dil mein daba kar rakhein..... Hum dono ek dusre se apna dukh kabhi nahi chupaenge.... Hum saath mein has sakte hain toh hum saath mein royenge bhi!....haina Pati Babu?!....

Anirudh -: Haan Bondi.... Hum har sukh dukh saath saath hi sahenge... Kabhi kuch nahi chupaayenge ek dusre... Na dard.... Naa aansu....na takleef!...

They bith sat hugging each other.... And cried the whole night.... Their tears had no bound.... They had lost their dream... Their happiness... Their life.... Their Baby!....

Next Morning....

They were still sitting on the floor against the wall and hugging each other... But they didnt realise when sleep caught them....

Bondita woke up due to the sun's rays... And found herself wrapped in Anirudh's arms... She smiled... But soon her pain made her smile fade.... She sat there hugging him again.... But soon he too woke up... He looked at her...
They both kept looking in each other's eyes for a few minutes...they forgot all their pain... All the tears...and didn't even realise their loss!...

Kaka and Binoy came to their room... They both had also not slept the night before....they were in pain too...kaka called Anirudh... Breaking their Eye contact...they both stood up...

Binoy-: Beta tum dono thik toh ho na... Hum samajh sakte hain tumhara dukh.... Par ab hum sabko aage badhna hoga...

Kaka-: Haan beta... Hum chaahte hain ki yeh dukh ke pal jaldi hi chale jaayein humaari haveli se.... Jise jana tha vo toh chala gaya... Ab hum kya kar sakte hain....

Bondita sat on the bed with a jerk... And said..

Bondita-: par Kaka sasurji... Baba.... Aisa mere saath hi kyun hua.... Kyun meri hi khushiya chheen li Dugga Ma ne?!.. Kyun?!..

Kaka-: Beta Bhagwan humaari pareeksha le rahe hain... Ayur vo unhi ki pareeksha lete hain jinpar unhe poora vishwaas hota hai....

Baba-: Haan beta tum dono bahut strong ho... Tum aise toot nahi sakte!... Tumhare aage toh pura jivan pada hai... Ba s yeh samajh lo ki yeh ek pareeksha hai... Jisme haar nahi maanni hai tum dono ko!

They all pacified each other.... And soon decided to get their lives back to normal!...

Anirudh-:(in a strict tone) Bondita!... Tum kal se hi college join karogi... Samjhi?!... Bahut din hogaye ab shaadi ko... Ab jaao apne saone ki taraf dhyaan dena hai tumhe!..

Everyone got shocked.... They thought that she should be given some time to get out of her pain... But Anirudh was telling her to work... Why?!...

Kaka-: Beta yeh kya bol raha hai... Abhi abhi bahu itne bade dukh se nikli hai.... Aur tu chaahta hai ki vo kaam kare?!...

Baba-: Haan beta... Use kuch din aaraam karne do... Use iss dukh ko bhulane mein aasaani hogi!...

Bondita was all quite.... She was just listening like an obedient child...

Anirudh-: Maine jo keh diya vo hi hoga.... Bobdita jaayegi college... Thik haina Bondita?!.... Jaao ab jaake kal college jaane ki taiyyari karo!...

She nodded and left...

Baba-: Tu pagal ho gaya hai kya Anirudh!... Yeh kya bole jaa raha hai... Bechari ko daant raha hai.... Samajhta kyun nahi tu...

Anirush-: Baba samajh toh aap nahi rahe hain... Bondita jab tak iss dukh mein khoyi rahegi.... Vo ise kabhi bhula nahi paayegi.... Agar vo college jaayegi... Toh vahan busy ho jaayegi.... Aur jaldi recover karlegi... Kyun kaka maine kuch galat kaha kya?!

Kaka-: Nahi beta... Teri baat bilkul sahi hai... Hum sab toh kaam par chale jaate hain.... Bahu ghar par akeli hogi... Toh bas yahi sab sochti rahegi... Kahin... Yeh hi thik rahega ki vo bhi kaam par chali jaaye!

Anirudh-: Aur ab jitna ho sake hum sabko normal rehan hai... Bobdita ko bhi aur ek dusre ko bhi yeh ehsaas nahi hone dena ki kuch khoya hai humne!... Ab jo khoya hai vo toh vaapis aa nahi sakta.... Aur iska dukh toh jeevan bhar rahega.... Par aage badhna bahut zaruri hai....

The Trio hugged and went to their respective work...

Anirudh was in his study... He took all the books related to pregnancy... That he had brought gor Bondita and hid them... He didnt want her to remember anything!...
.
.
4 days later...

Bondita came in with his coffee... She was lost in her thoughts... She kept the coffee on the table and was about to leave when Anirudh held her hand... She was still sad...not smiling...he brought her near him and hugged her...

Anirudh-: Mera Roshogulla dukhi dukhi pasand nahi mujhe.... Mujhse baat karo na... Aise chup rehne se dukh kam nahi hone wala na humara Bondi!....

Bondita-: Pati Babu main kya bolu.... Mere toh saare vichaar hi khatam se ho gaye hain.... Aisa lagta hai ki sab khatam ho gaya!.... Aur bahut darr lag rha hai.... Aap hi bataiye main kya karu!?

Anirudh-: Main sab samajh raha hu Bondi.... Par main Nahi chaahta ki iss dukh mein tum zyada der raho.... Doctor ne kaha hai... Darne ki koi baat nahi hai... Tum bilkul swasth ho.... Aur rahi baat dukh ki... Toh yeh toh jeevan bhar nahi kam ho sakta.... Ab humein iske saath rehna seekhna hai ya isko apne mann par bhaari nhi padne dena.... Yeh humpar nirbhar karta hai!
Main hu na tumhaare saath toh kyun darti ho tum!...

Bondita-: Par Pati Babu.... Aapko pata hai... Jo aurat apna baccha kho de... Use samaaj kya kehta hai?!.... Baanjh!.... Main Baanjh hu kya?!...

Anirudh-: yeh Kya hota hai?!.

Bondita -: Jis aurat ki koi santaan nahi hoti.... Use samaaj baanjh kehdeta hai... And she bursted into tears!..

Anirudh-: What The hell Bondita!... Pagalo jaisi baatein mat karo!... Tum baanjh nahi ho!... Samjhi?!... Tum maa Ban sakti ho!... Aur zarur banogi!... Yeh Faaltu baatein chodo... Aur chalo tumhaare Ma Baba ke ghar chalte hain.... Tumhe accha lagega!...❤️
They both went to her parents home...and that actually made her a bit relieved.... She was not that sad.... But trying to overcome her pain... Which can never be forgotten!

Author's POV..
Here Anirudh and Bondita are showcasing the ideal steps that must be taken in such shattering situations.... One should not hide the pain and the tears... Saath mein sab kuch face karna chahiye!... And Anirudh is not being rude... He is trying to keep her as normal as he can!..

Hope you all like this part!❤️😍
Thats all for today...dont forget to comment!...

Love Author!❤️





....

Anidita: A Beautiful tale of Love {Completed!}Where stories live. Discover now