Anirudh Roy Chowdhary❤️

3.3K 142 12
                                    

The story now moves to London's Kings University Anirudh is studying Barristery here and is highly determined to achieve his goals and career!!!Ans wants to fulfill his parents' dream!😍😍....
The story starts with a young and handsome man going towards a Beautiful British girl with a rose in his hand to propose her😍🙈....He was a like 'a cat on hot bricks'🙈😅(very nervous)....suddenly from behind someone pats him.... He turns to find the most popular guy... Super Handsome...The owner of the cutest smile in the whole college😊.... And the one for whom all girls were literally mad in the college😍😅.... But more of  his dearest friend!😊..... Standing with a wide amile on his face and a glass of water😊....
"Aray Anirudh tum yaha?!" Exclaimed Rohan turning back and becoming a bit normal seeing his dear friend 😅....
Anirudh:- Main yaha nahi toh aur kahan Rohan, mere bhai?😊😅.... Jahan mera yaar vahi main😊..... Jaanta tha main Rosy ko propose karne main jaan nikal rahi hogi teri😅.... Isliye le yeh paani pi... Aur apni jaan vaapas le aa🤣😅.... (Hands him glass of water)
.
.

(Because  everyone is missing Saurabh

¡Ay! Esta imagen no sigue nuestras pautas de contenido. Para continuar la publicación, intente quitarla o subir otra.

(Because  everyone is missing Saurabh... So lets assume him to be Rohan😊🙈)

Rohan-:(Rohan Upaadhyay) (he is partly Indian... Because his father is an Indian) yaar matlab main yaha mar rah hun... Aur tu hai ki...🙈😒... Accha vo chod ye bata kya karun main... Tere shaatir dimaag se koi tareeka nikaal jisse aaram se propose kar sakun main apni Rosy ko😒🙈😍😅....
Anirudh -: Matlab salaah lene ke liye koi aur nahi mila tujhe🙄... Mujhse pooch raha hai😂... Haan agar Rosy koi mujrim hoti toh zarur salaah de sakta tha🤔😜.... Tell tell.... Kara hai usne koi murder, koi chori, kisi pe hamla ya🤔...
Rohan -: Bas-bas🙏... Isse pehle main teri phaaltu baatein sunkar yahin mar jaaun😒🙈.... Pls mere baap kuch bol de🙏😅.... Jaanta hu ki teri love life se zyaada dead toh Dead sea bhi nahi hai😂...... Par phir bhi kuch toh bata..... Kamse kam Himmat hi de 😟🙏😅....
Anirudh-: okay okay, on a serious note!.....sabse pehli baat.... Ghabra mat... Rosy ek bahut pyaari ladki hai, vo tujhe khaa nahi jaayegi.... Zyaada se zyaada ek thappad maar sakti hai😅 😂
Rohan:-😡😠😤
Anirudh-: ab sun le, Gussa baad main karna🙄😅.... Dusri baat, usse pyaar se baat kariyo... And give her some space....she must not think ki tum use force kar rahe ho😊.... Teesri baat... Yaad rakh ki tu ek bahut accha ladka hai... So dont worry.... Aur looks ki tension toh liyo hi mat.... Just carry ur charming smile😊.....
Aur ab chauthi aur sabse important baat..... Yeh kabhi mat bhulna ki auratein tumhaari jaagir nahi hain.... Vo poojniye hain... Vo devi kaa roop hain😊.... Kabhi bhi kisi aurat ya kisi ladki ka dil galti se bhi mat dukhaana.... Agar saath ka vaada kar raha hai... Toh usse zindagi bhar nibhana😊.... Aur Bahut sammaan se baat karna Rosy se.... Kahin tere kaaran uski self respect ko koi thes na pahunche...😊bas mere bhaai.... Ek ladki bas thoda sammaan aur pyaar hi chaahti hai....aur uske badle vo puri zindagi teri bankar reh sakti hai😊😍.... Tu usse vo maan aur pyaar ka ehsaas kara 😊 vo zarur haan boldegi!!
.
.
.
.
Rohan did as Anirudh told.... He took Rosy to an isolated place so that it is not embarrassing for her.... He took care that she feels completely comfortable.... And told everything clearly and waited for her reply calmly.... And also assured her that he will never leave her in any situation and always love her!❤️😍.....
And guess what.... Rosy accepted his love!.... Ofcourse she had too... What more a girl can long for....😍❤️
After returning from a lunch date with Rosy.... Rohan thought to go and thank his yaar for his precious advise..... So he went to Anirudh's home...
.
.
.
.
Rohan rang the bell and Anirudh opened the door... Engrossed in one of his books...
Rohan-: Aur bhai kaisa hai.... (Looked towards his bookand murmured)... Oh... Dikh hi raha hai kaisa hai.... "BBORING😒🙄"...
Anirudh -: (still looking at book)... Kaan bahut tezz hain mere... Agli baar thoda aur dheere bolne ka try karna😒😂...
(Closing his book he welcomed Rohan and they both moved to his room)
Anirudh asked Jim(his huse help) to bring coffee  for both of them....
.
.
.
(In Room) Anirudh's room was full of his family portraits,a beautiful portrait of him specially made by his mom on his last birthday with her(before she died).❤️, portraits of his inspirations- Gandhi ji, Rani Lakshmi Bai, Swaami Vivekananda, even Bharat mata and many more... But the most beautiful and most cared one was of his mother's....
.
.
Rohan was mesmerized by the beauty of all these and was lost in his room's beauty.... And why not... After all Anirudh's room was something thatt Every Indian would ever cherish and feel proud looking at😊😍.....
Rohan-: Wow yaar Ani!.... Tere kamre main aake ek alag hi deshbakti waali feeling aa rahi hai!!....Amazing yaar😍🙏
Anirudh-: Hmm baat toh sahi kahi tune... Humesha inspiration milti hai kuch karne ki apne desh ke liye... Insab ko dekhne ke baad...😍😊
.
.
.
Rohan-: (moving towards Ani's mom's portraut).... Baaki sab ko toh main jaanta hun... Par who is this beautiful lady..... She looks like a goddess....😍😊
Anirudh-: yeh vahi hain jinke kaaran main tere samne khada hun😅.... Jinke sapna pura karne main London aaya😊😍... Aur jinke kaaran tera Pyaar Pura hua.... Meri maa❤️

Rohan :- Ooohh toh yahi hain jinhone iss mahaan purush ko itna maahan banaaya😍😅... Touches the feet of the portrait....Par ek minute... Tujhe kaise pata chala ki mera pyaar pura hua?🤔😅....main yahi bataane toh aaya. Thaa.... Tu kahin meri jaasusi toh nahi kar rah na 😠😡😒😅😂
Anirudh-: haan yahi kaam baaki hai naa.... Jo Barristery chod kar Jaasusi karun.... Jab tu aaya tha na... Toh tere chehre ke khushi aur haav-bhaav se hi pata chal gaya tha... Ki tera pyaar accept kar liya Rosy ne😊....
Rohan-: ohho main kaise bhul gaya... Janaab ne dimaag Barrister wala paya hai🙈😂....par sach kahun... Tera shukriya main kabhi shabdon main adaa kar hi nahi sakta... Tune mujhe meri Zindagi... Meri Rosy dilwaane main meri kitni madad ki...😍😍 tera ehsaan toh Jeevan bhar yaad rahega😊😊.... Par tune aisa kyun kaha ki teri maa ke kaaran hua hai yeh?...
Anirudh-: Aise shukriya mat keh yaar🙈😅... Aur haan maa ke Kaaran hi hua hai.... Vohi hain jinhone mujhe aurton ka aur ladkiyon ka sammaan karna sikhaya...unse pyaar se pesh aana sikhaya... Aur vahi sab maine tumhe sikha diya😍😊
They both chatted for sometime... And Rohan asked
Rohan:- yaar ek baat poochni thi.... Itni acchi love advise dene waale insaan ka pyaar kahan hai... Vo toh kuch khaas hi hoga na...bata na kaun hai vo khushkismat ladki😅😍..... Jo meri bhabhi banegi?😍😅.... Hat baat ki tarah Aisa mat kahiyo ki kisise pyaar nahi kiya.... Varna bahut pitega.... 😂😂
Anirudh-: umm... Pyaar... Haan kiya hai na pyaar... Bahut pyaar kiya hai... Itna ki apni jaan de sakta hun apne pyaar ke liye... Kuch bhi kar sakta hun...usko aage badhte dekhne ke liye... Itna ki usse zyada zaruri mere liye kuch aur hai hi nahi... Din raat bas yahi sochta hun ki kaise use unchi... Bahut unchi udaan bharne main uska saath de sakun... Aosa bana sakun use ki koi aankh uthakar na dekh paaye kabhi usse😡😃....
Rohan-: aray waah... Aur kaun hai vo khushkismat... Naam kya hai...
Anirudh-: Naam hai na... Bahut pyaara... Sabse pyaara😍.... Naam hai.. ......   ... "Bharat".mera Bharat!....Apne desh se zyada aur kuch zaruri nahi mere liye.... Mera desh aur meri Barristery.... Bas yahi dono hain meri Mohabbatein!😅❤️😍

Rohan-: Hey bhagwaan!🙏🙄😂 Maan gaye aapko Roy Chowdhary sahab😅... Aap se toh iss baare main baat karna hi bekaar hai... Ek number ke Bore hain aap janaab🙄😂.... Par koyi nahi... Main jaanta hun jis bhi ladki ke bhagya main tera saath hoga na.... Usse zyaada Bhagyashaali koyi aur nahi hogi😍😊....
Anirudh-: 😂😂 Accha ji aisa kya?!😅😊.... Chal bahut baatein hogayi khaana khalete hain...
.
.
.
.
They both had a great chat and had dinner.... And the Rohan left for his home

That's all for today Readers!❤️  Hope you all Liked it....😍pls do leave ur lovely and inspiring comments..... And yaa... If I write something wrong... Pls do tell me... And pls point out my mistakes!😊

Love Author!❤️

Anidita: A Beautiful tale of Love {Completed!}Donde viven las historias. Descúbrelo ahora