THE LAST DAY

1.5K 110 18
                                    

It's the final and the 18th day of war, Duryodhan came to the Ranbhumi with full Vajra body but the Kaunteyas didn't knew that, only Amarsri, Krishna, Ashwathama and Shakuni did.

Bheem and Duryodhan engaged in fierce battle with Duryodhan getting the upper hand. Arjun, Karn and Sehdev looked at them worriedly, Duryodhan seemed almost invincible.

"DURYODHAN KA SHAREER VAJRA KA BAN GAYA HAI." Sehdev said.

"ISILIYE BHRATA BHEEM KE PRAHARO SE UNHE KSHATI NAHI PAHUCH RAHI HAI. VIKAT SAMASYA HAI YEH MADHAV." Arjun said.

"BHRATA BHEEM KO ISKA MAARG SWAYAM DHUNDANA HOGA PARTH." Krishna said.

"KINTU BHEEM KI SAHAYATA KARNA AWASHYAK HAI, VASUDEV." Karna said.

"DURYODHAN KA DHYAAN KAHI OOR KENDRIT KARNA HOGA." Amarsri said looking at Shakuni who was killing mere soldiers at a distance, everyone smirked.

--

Shakuni laughed as he stabbed another soldier to death, but stops as he feels a sword on his neck from behind.

"MAMASHREE AB AAPKI MRITYU KA SAMAYE AAGAYA HAI." Nakul said as Shakuni slowly and carefully turned around.

"BACCHE NAKUL, MERE MRITYU KA PRAN SEHDEV KA HAI. BHUL GAYE." Shakuni nervously chuckled.

"AAPKE PRAAN AWASHYA SEHDEV KE SHASHTRO SE HI JAAYENGE. KINTU AAPKE ANDAR JO ITNA MAEL HAI, WOH HUM BHAI NIKALENGE." Nakul said as they both engaged in a duel of swords, which ended with Shakuni fleeing from him.

"MADRA RAJ AAP HUMARE SENA KE SENAPATI HAI, MERE RAKSHA KA UTTARDAITWA AAPKA HAI. JAYIYE MERA RAKSHAN KIJIYE." Shakuni said to Shalya. Nakul came towards both of them angrily.

"MAI VIVASH HU PUTRA MUJH PAR PRAHAR KARO. WAISE BHI YEH SHAKUNI KUCH KAAM NAHI KAR SAKTA. BHAG JAYIYE GANDHAR RAJ." Shalya said.

"DHANYAWAAD MADRA RAJ" Shakuni said and ran away from there as Nakul and Shalya fought a duel.

"CHALO SAARTHI PURAB KI OOR....NAHI-NAHI PASCHIM...NAHI-NAHI SEEDHA CHLO SEEDHA." Shakuni managed to say as he got on the rath.

Nakul got the upper hand and was about to kill Shalya but Shalya stopped him.

"MAI MERI PARAJAYE SWIKAR KARTA HU, KINTU TUM MERA VADH MAT KARO." Shalya said.

"YEH KYA KEH RAHE HAI MAMASHREE, MRITYU PAAS AATE HI PRAAN PRIYE HO GAYE ?!" Nkaul said sarcastically.

"NAHI PUTRA, PRAAN NAHI. MUJHE MERE MADRI KE PUTRA ADHIK PRIYA HAI, TUM APNE HATHO SE APNE MAMA KA VADH MAT KARO." Shalya said.

"SAMRAT YUDDHISTIR !! MERE ISS BHANJE KO ISS LALCHAN SE MUKT KIJIYE." Shalya said as he and Nakul both got up and Yuddhistir came towards them with two spears.

Yuddhistir gave him one spear and both started fighting which ended in Yuddhistir stabbing Shalya to death.

Shakuni was escaping on rath but it was blasted by Arjun's arrow. He fell on the ground and gulped seeing the Gandiv-dhari himself.

"MAMASHREE SHAKUNI AAPKI DONO AAKHE BAND KARNE KA SAMAYE AAGAYA HAI." Arjun said.

"MAI TOH DYUT MAI VISHWAS KARTA HU YUDH MAI NAHI. YUDH KARNA HAI TOH MERE BACCHE DURYODHAN SE JAKE KARO." Shakuni said. By then Sehdev also came.

"USSE BHI DWAND KARENGE MAMASHREE, AAJ DO LOGO KE VADH KA KARYA SAMPAN KARNA HAI AUR USME KAUNSA KARYA PEHLE HO AUR KAUNSA BAAD MAI USKA MAHTWA NAHI HAI." Sehdev said.

"DHANUSH UTHAYIYE MAMASHREE !" Arjun said.

Shakuni glared at him and took out his bow but instead of raising it against Arjun, he broke it with his sword. Krishna chuckled.

HARIHARESHWARI 1 : DHARMSTHAPNAWhere stories live. Discover now