INSULTS

2.2K 159 10
                                    

Next day the Yagya started, many kings arrived including Duryodhan, Dushashan, Shakuni, Ashwathama and Shishupal. The yagya was going on smoothly as Ved Vyas himself conducted it.

Yuddhistir and Draupadi sat on the throne, Ved Vyas asked him to appoint one person here who will guide the Samrat that is give Prathamargya to someone. Yuddhistir was about to appoint Bhisma but Bhisma denied saying that he is a mere servant to the throne of Hastinapoor and bound to orders, thus not independent. He suggested Vasudev Shri Krishna to be given the Prathamargya.
Nakul and Sehdev were washing his feet, Yuddhistir was about to give him the Prathamargya to him but Shishupal stopped him from doing so.

“SAMRAT YUDDHISTIR AAP EK DHURT AUR KAPTI GWALE KO PRATHAMARGYA DEKE HUM RAJAO KA APMAAN KAR RAHE HAI, HUMARE CHAKRAVARTI SAMRAT KE UPAR EK MURKH GWALE KA ANKUSH HO YEH HUM SAHAN NAHI KAD SAKTE HAI.” Shishupal said, throwing 2 peacock feathers from his belt.

“YUVRAJ SHISHUPAL, YAHA VASUDEV KE ALAWA AUR KAUN ADHIKAARI HAI, DHARM-ADHARM, LOK-PARLOK, AATMA-PARAMAATMA, SABKA GYAN HAI VASUDEV KO.” Yuddhistir said

“ASATYA BAATE HAI YEH, RAJAO ! AGAR ISS YADAV KE JEEVAN KO DEKHOGE TOH PATA CHAL JAYEGA KI ISNE JEEVAN BHAR KEVAL CHAL KIYA HAI, JO DUDH AUR MAKHAN PE MAHARAJ KANS KA ADHIKAAR HOTA THA USSE YEH BALPAN MAI CHURA LETA THA.” Shishupal said, Amarsri chuckled. Who thought childhood mischief would be considered a crime by Shishupal ? Idiot.

“YEH VYAKTI, KANS KE PRATI VIDROH KARATA THA. ISNE MAHARAJ KANS KE MITRO KI AKAL HATYA KI, PUTNA, BAKASUR, CHANUR, MUSHTIK, KITNE-KITNE NAAM GINAU RAJAO.” Shishupal said, Amarsri shook her head, he has so much sympathy for heartless demons and unrighteous people but none for the innocent people Kans torchered and killed mercilessly.

“ISNE INDRA KI PUJA BHI BAND KARWAYI, YE KEVAL CHOR HI NAHI ADHARMI BHI HAI, JHOOTHA HAI, VIDROHI HAI YEH. JO ISKE PARAMARSH SE CHALEGA WOH ARYAVART KA KYA UDDHAR KAREGA RAJAO.” Shishupal said throwing more peacock feathers. ‘Is this man for real ?’ Amarsri thought.

“BAS KIJIYE CHEDI YUVRAJ, VASUDEV KE PRATI PRALAP MAI SUN NAHI PAYUNGA.” Bheem warned, Shishupal laughed.

“TUM KYA HATYA KAROGE MERI, HUH ? BHEEM KYA TUMHARA SHARIR HI BHEEMKAYE HAI, YA THODI BUDDHI BHI RAKHTE HO ? ISS VRIKODER BHEEM KO DEKHO RAJAO, ISNE EK RAKSHASHI SE VIVAH KIYA HAI, AUR ISS ADHARMI VRIKODER KO YUVRAJ BANAYA ISS ADHARMI KRISHNA NE.” Shishupal said.

“SHISHUPAL !!!!! MAI TUMHARA MASTIKSH UKHAAD DUNGA.” Bheem roared as he moved towards him but Pitamah stopped him.

“CHEDI YUVRAJ, AAP MERI RAJ SABHA MAI MARIYADA KA TYAG MAT KIJIYE.” Yuddhistir said sternly.

“DEKHO RAJAO, JISNE EK BHAGODE GWALE KO SABHA AI SABSE BADA SAMMAN DIYA HAI, WOH MUJHE MARIYADA KA PAATH PADHA RAHA HAI.” Shishupal said.

“YUDDHISTIR KYA TUMHARE PITA NE TUMHE UCHIT-ANUCHIT NAHI SIKHAYA ? SIKHAYEGA BHI KAISE ? PANDU TOH SWAYAM RISHI HATYA KARNE WALA ADHARMI THA.” Shishupal said laughing.

“CHEDI YUVRAJ, AGAR AAPKO HUMARE RAJSUI YAGYA SE KOI VIRODH HAI, TOH APNE NAGAR LAUT JAAYIYE AUR HUMARI SENA KI PRAFULLIT KIJIYE. MAI VACHAN DETA HU, KI AAPKI MRTYU SE PEHLE BHRATA YUDDHISTIR KE SINGHASAN PE CHATRA NAHI CHADEGA. PARANTU AISE APSHABD BOL KAR HUMARI SABHA KO KALANKIT NA KIJIYE.” Arjun warned.

“TUM TOH CHUP HI RAHO ARJUN, EKLAVYA JAISE VIDHYARTHI KA ANGUTHA KATWA KE TUMNE APNI DHANURVIDHYA PRAPT KI HAI. TUM TOH SABSE BADE PRAPANCHI AUR TUCH HO.” Shishupal said and kept on insulting Krishna.

“YUVRAJ SHISHUPAL, AGAR AAPNE ISSI SHARN MERI SABHA KA TYAG NAHI KIYA, TOH MUJHE AAPKO MRITYU DAND DENA HOGA.” Yuddhistir warned. Shishupal scoffed and again insulted Krishna as to how he killed Jarasandh deceitfully and how he wanted to prove himself to be the most powerful man of Aryavart so he weaved a web of deception.
-------------------------------
A/N
ITS MY 16TH BIRTHDAY !!!! AND YES I UPDATED EVEN THOUGH I SAID I WOULDN'T.  CONSIDER IT AS A RETURN GIFT 🎁

THIS IS THE FIRST UPDATE FOR TODAY
VOTING IS MANDATORY TODAY
STAY SAFE

HARIHARESHWARI 1 : DHARMSTHAPNAWhere stories live. Discover now