NIGHT ATTACK GONE WRONG

1.5K 119 42
                                    

Guru Dronacharya unwilling gave in the plan of night attack, he with the entire Kaurav sena sneakily made their way towards the tent of Kaunteyas from the forest to seem less obvious. With the gesture of Guru Dron, the sena threw fire balls at the tent of Kaunteyas. Every Maharathi got out of their tent.

"INHONE KYA DHARM KA PURN ROOP SE HI TYAG KARDIYA HAI ?! ARDH RAATRI MAI YUDH KIS PRAKAR KIYA JAA SAKTA HAI ?!" Yuddishtir said angrily.

"DHARM KA TYAAG TOH HUMESHA SAMPOORN HOTA HAI BHRATA. AAJ SHATRU KO SAARE NIYAMO KA TYAAG KARNA LABH DAYAK LAG RAHA HAI." Krishna said.

"HUMARE PAAS SENA BAL NAHI HAI KI HUM ABHI YUDH KAR SAKE, HUMNE GHAYAL SENIKO KA UPCHAR BHI NAHI KIYA HAI AUR SHAKTI MAAN SENIKO KI SANKHYA KAM HAI." Nakul said.

"CHINTA KARNE KI AWASHYAKTA NAHI HAI, AAJ MUJHE SHASHTRA UTHANE PADENGE." Amarsri said.

"KINTU STREEYA BHAG NAHI LENGI YAHI NIYAM HAI." Yuddhistir denied.

"NIYAM UNHONE BHANG KIYA HAI, WAISE BHI AAPNE KYA NIYAM BANAYA THA USS DIN ?" Amarsri asked.

"YAHI KI 'STREEYA YUDHBHUMI MAI SHASHTRA NAHI UTHAYENGI'." Yuddhistir said.

"YUDHBHUMI MAI. YEH PRAVAS KI JAGAH HAI AUR SABKI RAKSHA KARNA DHARM HAI BADE BHAIYA. AAGYA DIJIYE." Amarsri said.

"AAGYA HAI." Yuddhistir said.

"UTTAM ! SAKHA SABHI GHAYALO AUR STREEYO KO KISI SURAKSHIT STHAN PAR LEJAYIYE AUR APNE SAATH SENA BHI LE JAYIYE." Amarsri said.

"KINTU TUM UNKI 8 AKSHOUHINI SENA SE KAISE LADOGI ?" Bheem asked.

"SAHASTRA DAANAWO KA SANGHAR KARNE KE LIYE KEVAL EK MATA KALI HI PARYAPT HOTI HAI. MUJHE SENA KI AWASHYAKTA NAHI, AWASHYAKTA HAI TOH KEVAL EK SAARTHI KI." Amarsri said.

"MAI AAPKA SAARTHI BANUNGA." Karna said.

"UCHIT HAI. AB HOGA KAURAVO AUR MERE MADHYA PRACHAND YUDH." Amarsri said looking at the huge Kaurav Army.

--

Amarsri on the rath went in front of Kaurav Army, they all laughed seeing a young girl in front of them.

"YEH KAISA UPHAS HAI, JISE SAARTHI BANA CHAIYE THA WOH SHASHTRA LIYE KHADI HAI AUR JISE SHASHTRA UTHANA THA WOH KAYARO KI BHATI RATH SAMBHAL RAHA HAI." Ashwathama laughed.

"SAHI KAHA MITRA YEH SAB KAUNTEY KAYAR HAI, SAB BHAG GAYE." Duryodhan laughed.

"KAYARO KI TARAH KAUN BHAGEGA YEH SAMAYE BATAYE GA. ABHI YUDH KARO YA SHASHTRO KA TYAAG KARKE LAUT JAO." Amarsri said.

"TUM EK NARI HO ! HUMARE SAMNE NAHI TIK SAKTI." Dushashan said.

"NARI AGAR SHANKA BHUL JAYE TOH SHANKAR BAN JATI HAI. AUR YEH BAAT AAJ MAI SIDDH KARUNGI." Amarsri said.

"RAJKUMARI AVANTIKA TUMHARE MRITYU KA SAMAYE AAGAYA HAI." Shakuni said. Amarsi laughed, Karn chuckled.

"TUM MAI SE KOI EK MAHARATHI MERE SAMAKSH 7 SHAN TIK JAYE, MAI TOH SWAYAM LAJJA SE PRAN TYAAG DU." Amarsri said.

"BAHUT BOLTI HO TUM, KINTU YA TOH TUM HUM MAHARATHIYO KE SAATH YUDH KAR SAKTI HO YA TOH SENA KE SAATH. DONO KE SAATH NAHI." Ashwathama said.

"KISNE KAHA ?" Amarsri said and took out a strand of her hair and threw it on the ground. The hair mysteriously caught fire, with flames growing taller by each passing moment.

The Kauravas armies gulped seeing a tall, dark figure of a woman coming out of it. The woman was dark as night, with 4 hands. She wore skin of tiger as clothes and a long garland of skulls around her neck. Her eyes had a lust for the blood of sinners and so did the deadly weapons she carried. She was not Mahakali, but someone with similar lust for justice through destruction.

HARIHARESHWARI 1 : DHARMSTHAPNAWhere stories live. Discover now