THE DAMNED WORDS

2.2K 150 29
                                    

“YEH KAISA DUSAHAS HAI BHRATA YUDDHISTIR, DAND KABHI APRADH SE BADA NAHI HOTA. VASUDEV NE DAND KE NAAM PE PRATISHOD LIYA HAI.” Duryodhan said, Shakuni tried to stop him.

“BHRATA DURYODHAN,  CHEDI YUVRAJ NE HUMARA APMAAN KIYA, HUMARE PITA KA APMAAN KIYA, VASUDEV SHRI KRISHNA KA APMAN KIYA, YADAV KULVADHU RUKMINI, SAMRAGINI DRAUPADI AUR TRIRASHTRA KI SAMMAAN, RAJKUMARI AVANTIKA KA BHI APMAAN KIYA. YEH DAND UCHIT HI THA.” Yuddhistir said.

“BHRATA DURYODHAN AAP SHISHUPAL KI VYARTH CHINTA KAR RAHE HAI.” Krishna said. Duryodhan went to his seat and got his mace.

“VASUDEV MAI TUMHE DWAND YUDH KA AWAHAN DETA HU.” Duryodhan said.

“MERE BACCHE WOH UCHIT KEH RAHE HAI, BAITH JAO.” Shakuni tried to stop him again but Duryodhan pushed him aside. He fell on the ground.

Arjun, Bheem, Sehdev, Nakul and Karna stood in front of Vasudev making a protective barrier. Ashwathama and Dushashan also came with their weapons and stood with Duryodhan.

“APNE MALEEN RAKTA SE ISS SABHA KO DUSHIT MAT KIJIYE BHRATA DURYODHAN, VASUDEV KE PRATI SHASHTRA UTHANE WALE KO MAI KSHAMA NAHI KARTA.” Arjun said.

“AGAR YEH YUDH KA AWAHAN HAI BHRATA ARJUN, TOH MUJHE SWIKAR HAI.” Duryodhan said.

“YUVRAJ, YUDH KA AWAHAN KEVAL HASTINAPOOR KE MAHARAJ SWIKAR KAR SAKTE HAI.” Vidur said.

“KINTU HASTINAPOOR KE MAHARAJ YAHA UPASTHIT NAHI HAI.” Duryodhan argued.

“KINTU HASTINAPOOR KE MAHAMANTRI YAHA UPASTHIT HAI, AUR AGAR AAPNE YUDH KA AWAHAN DIYA, TOH MUJHE MAHAMAHIM BHISM KO INDRAPRASTH KI RAKSHA HETU SHASHTRA UTHANE KA ADESH DENA HOGA.” Vidur said. They lowered their weapons.

“SAMRAT, AAPKI SABHA MAI SHASHTRA UTHAYE GAYE HAI, AAPKO INHE DAND DENA HI HOGA.” Krishna said.

“MAI BHRATA DURYODHAN KO KSHAMA KARTA HU.” Yuddhistir said trying not to create a scene.

“NAHI DAND DO, ISSE DAND DO...” The kings present pressured.

“SAMRAT, APRADHI DAND KA HAKDAR HOTA HAI. CHAHE WOH APKA BHAI HI KYU NA HO. AAP ARYAVART KE SAMRAT HAI, AAPKO SABHI LOGO KO SAMAN DHRISHTI SE DEKHNA CHAHIYE.” Amarsri said.

"AMARSRI SATYA KEH RAHI HAI BHRATA, ARJUN KO BHI MRTYU DAND DIYA THA. JABKI USNE PANCHALI KE SAMMAAN MAI SHASHTRA UTHAYE THE." Bheem said.

“SAMRAT KI AGYA HO TOH MAI KUCH KAHU ?” Draupadi asked, Yuddhistir nodded.

“EK YODHA KE SHASHTRA LENA BHI PARYAPT DAND MANA GAYA HAI. AAP INHE ADESH DIJIYE KI YEH APNE SHASHTRO KA TYAG KARE, HUM INKE SHASHTRA HASTINAPOOR SAMMAANPURVAK PAHUCHA DENGE.” Draupadi suggested.

“UCHIT KEH RAHI HO TUM, ARJUN, BHEEM AUR SEHDEV BHRATA DURYODHAN,  BHRATA DUSHASHAN AUR ASHWATHAMA KE SHASHTRA LELO.” Yuddhistir ordered.

“SABHA MAI SHASHTRA UTHANE KE LIYE MRITYU DAND MILTA HAI, HUME BHI WOH DIJIYE SAMRAT” Ashwathama said.

“RAKT BAHE YA NA BAHE, ISSE HI APNA MRITYU DAND SAMJHLO ASHWATHAMA.” Arjun said, snatching his bow. Sehdev took Dushashan’s sword and Bheem snatched Duryodhan's mace.

Duryodhan angrily stomped out of there, Ashwathama and Dushashan followed him, just as he reached the entrance he slipped and fell in the water. The court burst into laughter, Vasudev and Amarsri suppressed a laugh. But their smile turned into a frown listening to the damned words that came next out of Draupadi's mouth.

“ANDHE KA PUTRA ANDHA.” Draupadi said laughing.
------------------------
A/N
DRAUPADI SAID THOSE DAMNED WORDS.

THIS IS THE FIRST UPDATE FOR TODAY.
VOTING IS OPTIONAL BUT APRECIATED.
STAY SAFE.

HARIHARESHWARI 1 : DHARMSTHAPNAWhere stories live. Discover now