Chapter 44

140 8 0
                                    

Abhi: Sid avu ko humare room me leke jaa or first aid laga main aaya.

Sid nodded and took Avu in bridal style. He left glaring dadi.

Abhi: Sagai Avneet or main todi. Galat sirf Avneet hain. Move on dono ne kiya kisi or ke sath par galat sirf Avneet hain or haan vo galat hain jiske sath maine move on kiya. Kyun aesa? Main dhood ka dhula hoon? Kya main itna pagal hoon ke Avneet ne mujhe bola or maine sagai tod di. Iske (pointing at vaish) kehne se main isse pyaar kar baitha. Koi bhi mujhe kuch bhi aa kar bolega or main maan luga? Mere aas pass puri duniya hi galat hain na? To kyun nikala mujhe is duniya me. Rakh dena tha locker me band kar. Na koi dekhega na nazar lagayega. Itna bhola hoon main to? Kyun dadi?

His voice was laced with anger. With each and every word he was taking steps towards dadi.

Dadi: Tu ye sab kya bol raha hain? Vo anath hain or-

Sum (cuts her): Anath hain to aap bina galati blame karegi usko or abuse karegi?

Abhi: Aese to mere bhi maa baap nahin hain. Main bhi anath hoon maro mujhe, karo mujh par blame, karo mujhe abuse.

Dadi: Tu us ladki ke liye apni dadi se ladega? Ye din dekhne ke liye main zinda hoon? Vo ladki ne sab kuch mujhse mera sab kuch cheen liya.

Abhi: Dadi baat to ghoomana band karo. Or ek min aap aaj usko is tarah maar rahi thi. Itni berahmi se. To aapne to pehle bhi usse mara hoga. Pehle bhi usse abuse kiya hoga?

He got quiet for few minutes. So everyone was. Abhi was thinking deeply about something. Dadi was all quiet, scared, nervous, trying to close topic.

After few minutes.

Abhi (gritting his teeth): Meri aur Avu ki sagai ke liye. Avu kabhi ready nahin thi. Vo humari friendship ko rishte me badalne ke liye last tak na hi bol rahi thi inspite this was our parents last wish. That time we were too sad for loosing our parents. Phir suddenly ek din vo khud aa kar boli usko ye engagement karni hain. Kahi aapne isi tarah aapne usko torture to nahin kiya tha for this engagement? Kya ye sach hain dadi?

Dadi: Main ghar jati hoon. Mujhe bahut hurt hua. Teri baato se bahut dukh hua.

Abhi (shout): Main aapse kuch pucha? Mere sawalo ka jawab chaye mujhe.

Mallika: Firstly she have to apologize to Avu.

Dadi: Hargiz nahin.

Sum: To hum bhi aapko ghar nahin jane dege.

Dadi: Main maafi nahin maangugi.

Abhi: Dadi mere sawalo ka jawab de.

Just then SidNeet came there.

Abhi (cupping avu's face): You fine?

Avu nodded.

Abhi (sternly): Avu sach sach batana. Jooth bola to mujhse bura koi nahin hoga tere liye.

Avu nodded nervously. She got scared because of his tone.

Abhi: Dadi ne tujh par aaj ke pehle bhi aese kabhi hath uthaya hain. Sach batana Avneet.

Avu nodded looking down. She was scared of dadi's reaction as well as Abhi's anger.

Abhi: Tujhe hum dono ki engagement ke liye dadi ne force kiya tha kya?

Avu nodded still looking down.

Dadi (shout): Ye jooth bol rahi hain.

Avu flinched. Sid held her through should, trying calm her.

Abhi (showing his hand to dadi): Bas. Maine aapko chance diya tha sach bolne ka. Tab aapne baat ko sirf ghoomaya. Now don't interfere.

He turned to Avu.

Abhi: Idhar aa baith or mujhe sab sach bata.

He took her towards bed and made her sit comfortably.

Abhi (holding her hands, rubbing her knuckles with thumb): Tujhe kisi se darne ki need nahin. I am here with you.

Avu nodded and looked at dadi. She glared her.

Abhi: Tujhe darne ki koi need nahin hain. I am here with you.

To be continued

Stay tuned for next chapter

IN WAIT OF ECSTASY (COMPLETED)Where stories live. Discover now