Mission Rescue

308 21 3
                                    

Here, Juhi too started having intuitions of something going wrong....she went to the temple nearby and prayed to Goddess Durga!

Juhi: Maa aap toh Jagat Jannani hai aap janti hain na ki main kabhi maa nahi ban sakthi thi lekin aapne mujhe Maatratva ka ehsaas dilaya jab aapne mujhe Monami ki Maa banne ka saubhagya diya. Aaj mera jee bahut ghabra raha hain pata nahi kyun. Maa meri bacchi ki raksha karna woh kabhi kisi ke saath na toh galat karti hain aur na hi kisi ke baaremein galat sochti hain.
Woh toh masoom hain aur bacchon ki tarah uska dil bhi saaf hain. Haan woh hamesha badmashi karti hain par uski badmashi main bhi woh bachpana hain. Maa aaj aapse ek maa bheek maang rahi hain apne dono baccho ki raksha karna, ek Monami aur dusra Karan.
Jai Maa Bhavani!!!

Priest: Arre Juhiji aaj aap yaha, pata hain maine subah hi puccha that Monami bitiya se ki aaj Mandir mein kirtan hain toh tumhe aur Juhi ji ko zaroor shamil hona chahiye. Main khush hoon ki aap aayi hain. Aap bhi sthan grahan kijiye, Kirtan bas the kuch hi der mein shuru karenge.

Juhi: Ji Pandit ji!!

On the other side , Smaeer drove the car at really high speed and reached the warehouse.

Karan and Sameer decided to split up, Sameer would check the warehouse from back side whereas Karan would check from the front.
They tiptoengly, walled and tried not to make any noise.

Karan will going carefully inside, heard someone speaking.

Someone: Ji Madam , uss ladki ko abhi tak hosh nahi aaya hain....aur maine woh injection uske gardan mein teen baar daal diya...ab toh aisa lag raha ki iski antim vidayi karne mein kuch ghantein baaki hain. Lekin madam mereko ussko acche se dekhna ka hain...kyaa maal hain......

Hearing all this , Karan's anger knew no bounds,......if anyone looked at him , he would look like Mahakal, ...he quietly followed the goon and his eyes almost popped out looking at Monami 's condition...her body had started turning blue.

He realized that he had to be quick and save her. He contacted Sameer and informed him about the situation.
Sameer decided to distract the goons and in the meantime ,Karan would reach out to Monami and quickly take her to a hospital.

Sameer also informed Mahesh about the warehouse and Monami's kidnapping.

Meanwhile Sameer fought the goons as the goons attacked to him but a gun shot made everyone freeze.

Mahesh and his team of police officers quickly reached the warehouse as DadaBhai and his members were the MOST WANTED CRIMINALS OF MAHARASHTRA, and how could they miss this opportunity!

Mahesh and his teammates arrested all the goons and took them to their Sasural for acchi khatirdari.......Sameer rushed to his car and asked Karan to sit in the backseat along with Monami.

They quickly reached Shergill hospital, and admitted Monami in the emergency ward. Karan called up Juhi and Suhana and explained the entire situation to them.

Juhi was shattered hearing about Monami ,she and Deepak quickly rushed to the hospital along with Suhana .
Faizi also got to know about Monami and informed Ramesh, Sanjana, Sid, Manorama and Dadi (Faizi and Sanju's Dadi who dislikes Monami).

All of them were worried about Monami....they rushed to the hospital only to witness a heart wrenching scene of Karan breaking down.

Karan literally was crying and was sitting on the floor , all he wanted was his Monami to come back to him. Suhana ,Juhi and Deepak were too shocked and weeping as they couldn't see their kids in this condition, one battling for her life in the emergency ICU and the other lying lifeless outside waiting for his Dhadkan to come back to him and hug him.

Dadi as usual started bad mouthing Monami , having enough of it , Faizi screamed.

Faizi:Bas Dadi bahut galat bol liya aapne meri behen ke baaremein lekin ab kuch aur nahi. Pata nahi aapko kaunsi bimaari hain ki aap Monu se itna nafrat karti hain. Woh bichari abhi zindagi aur maut ke beech jhul rahi hain lekin nahi aapke mann mein toh itni kadwahat hain uske khilaaf ki aap yeh bhul gayi ki ussi ki wajese Sanju aur Sid ki shaadi hui aur aaj aapki pothi ek bade ghar ki bahu hain. Aap yeh kaise bhul saktu hain ki jab aap ko heart attack aaya tha uss din Monu ne hi aapko bachaya tha, jo ham mein se koi nahi kar paya....jab bhi aapki dawaiyaan lani hothi hain toh woh sab kaam bhulakar aapke liye dawaiyaan laati hain. Pata hain aapko, bhale hi aap usse kitni bhi kadwi shabd suna they hain uske mann mein aapke khilaf koi kadwahat nahi hain. Bachpan se woh bas yeh chahti thi ki aap bhi usse Dadi ka pyaar de....lekin aapke mann mein toh bas zeher bhara hain uske khilaf.
Aap kehti hain woh Manhoos hain, kyunki uske janm ke baad hi uske asli Mata Pita ka accident ho gaya aur woh uske bhai se bicchad gayi...usmein uski kya galti woh toh sirf ek mahine ki thi, usse kya pata tha ki uss raat ko woh bhayanak accident ho jayega.
Pata hain Manhoos woh nahi aapki soch hain. Aaj mujhe sharm aa rahi yeh kehte hue ki main aapka pota hoon.
Mere bhi toh Mata Pita ka accident ho gaya tha ,toh uss hisab se main bhi aapke liye manhoos hoon?!
Hain Na!!

Dadi: Nahi beta yeh kaisi baatein kar raha hain tu....main jaan gayi ki mujhse bahut badi galti ho gayi, maine anjaane mein hi sahi kisi nek dil ladki ko kitna bura bhala kaha, shayad iske liye Bhagwaan bhi mujhe maaf nahi karenge.
Juhi, Deepak ho sake toh mujhe maaf kardena....maine itni badi galti kardi,...

Juhi and Deepak: Maaji aap hamse umra mein badi hain, aap hamse maafi maangke hamein sharminda mat kijiye.

Dadi smiled slightly and kept her hand on Juhi's head and told that Monami is a fighter and she will be fine soon.

The door opened and everyone stood up in attention, the Doctor informed that she had been drugged with a poison that could lead to major organ damage and death but luckily she was brought a few minutes earlier else she could have lost her life. Right now they would keep her in the observation room and monitor her vitals but if she doesn't get consciousness in the next 24 hours then she might slip into coma or may die. The next 24 hours are very crucial.

Ek Ladki Ko Dekha Toh Aisa Laga SEASON 2Where stories live. Discover now