Beautiful night turned Nightmare !

401 17 5
                                    

Karan and Monami feed lunch to each other and quickly go back to work.

On the other hand Dev and Abeer went back to the hospital and Dev seemed visibly disturbed . Sooraj,Avinash and Mahesh observed this. Sooraj made up a plan and asked Abeer to call the doctor as he was having pain in his chest. Abeer nodded and went out of the room.

Sooraj: Abeer beta zara doctor ko bulaao na mujhe apni chaathi mein dard ho raha hain.

Abeer:Ji Bade Papa main doctor ko bulaake aata hoon.

Abeer left the room

Sooraj: Dev kya hua......aise muh ke barah kyu bajeh hain.....dekh kuch bhi ho toh mujhe bata lekin teri iss shakal ko dekhkar mujhe ghabrahat ho rahi hain.

Hearing all this words Dev started crying inconsolably.
Sooraj , Avinash and Mahesh were shocked to see Dev's vulnerable condition....Sooraj wiped Dev's tears and made him drink water and asked him to tell what was bothering him.

Dev: Bhaiyya aaj main jab ghar gaya aur apne kamre main gaya waha maine Malini ko kisise baatein karte hue suna, woh shayad Ashish hi hoga....woh kisi Rawat aur uske Aadmi ki laash ko thikane lagane ki baat kar rahe they. Aur unhone hi aaj apka accident karwaya tha.
Jab Malini kamre se chali gayi maine apne kamre ke darwaze ko lock kardiya aur Malini ka cupboard khol diya jismein se mujhe yeh kuch chittiyan mili. Aap ke aur Suhana Bhabhi ke.....shayad ussne galat chittiyan likh kar hamein hamari bhabhi aur apne bhanje se dur rakha taki Shergill industries ka waris sirf aur sirf Abeer ban paye.

Listening to this everyone was in a state of shock and Abeer who had come back heard the entire conversation felt ashamed of mother's dirty deeds he was shocked to such an extent that the file he was holding fell down from his hands.
This broke Sooraj, Dev, Mahesh and Avinash's reverie and they were shocked to see Abeer.

Abeer hugged Dev and cried hard ....it was very hard for both of them to hide their tears . Sooraj, somehow managed to stop them from crying more.

Sooraj: Ab yeh pura khel khatam hokar hi rahega.
Mahesh mujhe jald se jald Suhana ke baaremein sab kuch information nikal ke do aur mere bacche ke baaremein bhi information chahiye. Zameen asmaan ek karo lekin mujhe saara information kal tak chahiye bahut saal main apni Patni aur bacche ke bina guzara hain ab mujhse aur raha nahi jaayega.

Mahesh : Theek hain Sooraj main apni puri koshish lagake tumhe aur Suhana Bhabhi ko milwakar rahunga. Yeh mera vaada hain.

Moran office se nikal chuke hain aur Monami Karan ko request karti hain ki woh ek baar Sooraj se milna chahati hain aur Abeer ko mithaiya dena chahati hain.

Monami:Karan suno na....kya ham Sooraj Sir se milkar unhe flowers dekar aur Abeer ko mithaiya dekar fir dinner date pe chalte hain.

Karan: Monu tumne toh meri dil ki baat bol di....main tumse wahi kehne wala tha!

Monami smiled listening to this and they both reached the hospital where Sooraj was admitted. They went towards his ward and knocked on the door.
Everyone inside quickly wiped their tears and Mahesh opened the door.

Moran: Hello Sir how are you ?!

Mahesh: I am good beta waise congratulations I heard aap dono ki sagai hui hain.

Moran blushed hearing this and politely thanked him and gave him a box of sweets.

Moran: Sooraj Sir ab aap kaise mehsoos kar rahe hain?!
Aapki health better toh hain na ! Yeh lijiye...aapke liye flowers!

Sooraj: I am doing fine beta yeh toh bas ek chota accident tha par dont worry I will be fine aur thank you for the flowers. Waise congratulations to the two of you.....kab hain shaadi?

Moran : 6 mahine baad ka muhurat hain par tab aap sab ko aana hain!

Others in the room : Ham zaroor aayenge!

Monami: Abeer yeh tumhare liye kaju barfi jo tumhe bahut passed hain....aur yeh thalipeeth jo Maa ne aapke liye bheja hain.

Abeer: Thank you so much Monami aur Aunty ko bhi thank you kehna! Waise congratulations bhaiyya aur bhabhi ab toh aapki shaadi mein main bahut naachunga!

Moran: Thank you....haan tumhe bahut naachna hoga !

Abeer: Monami.....tumhare sagai ke pictures bhejo na whatsapp pe.....main Sagai mein shamil nahi ho paaya lekin mujhe saare rasmein dekhne hain

Monami: Haan main abhi bhejti hoon

Aur Moran waha se nikal ke apni dinner date ke liye pahunchte hain.

Monami ko street food khaana bahut pasand hain aur usse bade bade restaurants ya hotels mein khaana itna accha nahi lagta isiliye Karan pehle usse SiddhiVinayak Mandir le gaya kyunki woh jaanta tha Monami ko Sagai ke baad Bappa ke Darshan jo karne they aur waha par ek choti si gali mein street food milta hain jo ki Monami ka favourite hain.

Monami: Thank you so much Karan jo aaj tumne mujhe yaha SiddhiVinayak Mandir le aaye pata hain yeh mujhe sab kuch dete hain mere bina kuchh pucche aur toh aur mujhe tumhare jaise life partner diya hain usse zyaada mujhe kuch nahi chahiye.

Karan when hears all this smiles and thanks his stars for blessing him with such a beautiful pure hearted soul..he kissed Monami's forehead and they both went in the Mandir together to seek Bappa's blessings. Later they enjoy the Chatpata street food.

Sometime later they both hold each other's hands intertwining their fingers and walk to Juhu beach.

They spot a less crowded place and sit side by side enjoying the waves dancing in the moonlight.
Their is complete silence between them and they were enjoying this silence and trying absorb the beauty of the night.

Monami: Karan main tumse vaada karti hoon ki main hamesha tumhari dost rahungi aur ham saath mein milkar har mushkil ka saamna karenge. Main hamesha tumhare saath rahungi aur zindagi ki har mod mein khushi ke saath rahenge aur tumhara sapna ab mera sapna hain aur ham saath main milkar apni khud ki construction company banayenge aur aaj se tumhari har responsibility meri.
Agar mujhse galti ho jaye na toh tum mujhe daatna bas thodusa lekin mujhse dur jaana allowed nahi hain aur hamesha mujhse itna saaara pyaar karna!

Karan was overwhelmed by hearing Monami's words he pressed his forehead against hers and said,
Monu main bol nahi sakta ki main kitna lucky hoon ki tum meri life partner ho , log kehta hain paisa sab kuch hain lekin mere liye sabse badi daulat toh tum ho. Tumhare bina main kuch nahi hoon Monu...jabse tumse mila hoon meri black and white zindagi mein tumne rang bhar diye hain....mujhe pyaar karna sikhaya aur mujhse itna pyaar karti ho jitna aaj tak shayad kisine nahi kiya. Pehle main yeh sochta tha ki pyaar insaan ki kamzori hoti hain lekin tumne mujhe sikhaya hain ki pyaar insaan ki sabse badi taakat hoti hain!

Monami smiled and pressed her lips against his and they shared a beautiful passionate kiss filled with love !

Meanwhile Aadya hired a few goons and asked them to kidnap Monami and keep hee in the godown!

She sent Monami's pictures and the goons were paid hefty amount for kidnapping Monami!

Ek Ladki Ko Dekha Toh Aisa Laga SEASON 2Where stories live. Discover now