❤Love is in the air !❤

539 25 3
                                    

After seeing Karan's message ,Monu was blushing in the deepest shade of red not realizing Juhi was still in her room
JUHI: lagta hain kisi khaas ka message aaya hain isliye toh meri laado ka chehra khil utha hain.....ufff dekho toh zara kitna sharma rahi ho!

MONAMI: kya Maa aap bhi.....ab na aapko filmein aur tv serials dekhna thoda kam karna chahiye...is umar mein Mandir jaana chahiye ,satsang mein jaana chahiye aur bhajan gaane chahiye .

JUHI: accha aur yeh jo abhi abhi aapne mujhe gyaan diya hain zara kasht karengi Devi Monami yeh aapne kaha dekha hain

MONAMI:Balike....!!Yeh sab mera gyaan hain jo mein aapko sikha rahi hoon aur yeh na muft ka hain toh chillar na bhi ho toh chalega......and she giggled

JUHI:Achha bacchu bahut masti sooj raha hain na ruko tum and saying so Juhi started tickling Monu and Monu was laughing......hearing their laughter , Deepak cam running and stood outside the room adoring his small and happy family.

After sometime Juhi stopped tickling Monu and Monu laid her head on her lap.
(Sach kahu toh maa ki godh mein koi toh magic hain jisse saari tension chutkiyon mein door ho jaaata hain........yeh mera maanna hain...aap mein se kis kis ko yeh baat sacchi lagti hain batayega zaroor)

Juhi was caressing Monu's hair and was also getting emotional as in a few days her Monu will not be there to trouble her and irritate her....to make the kitchen a mess to go for shopping.....(this is from a mother's point of view when her daughter's marriage is fixed she feels happy but at the same time she is nostalgic too she remembers how she carried her in her arms when she was a tiny doll, to dressing her up and plaiting her hair to send her to school, teaching her and also learning a lot of new things from them.... taking them to the parks and gardens to eating the street food and relishing desserts. Going for shopping and buying pretty dresses and also trying to cook New recipes to encouraging them in their lows.....scolding them when they fall into the wrong path and correcting them ....all these memories remain with them forever and ever and they would share it with their grandchildren)

Noticing Juhi's moist eyes , Monu realized what her mother was going through she squeezed her hand gently and wiped the tears that were about to fall.

MONAMI: Maa aise rote thodi na hain......itni khushi ki baat hain aur aap ko agar lagta hain ki mein shaadi ke baad aapko tang nahi karungi toh yeh khayal na apne mann mein se nikal lijiye.......mein subah shaam, har roz yaha aaungi aur aapke saath gappe ladaungi fir aapka thoda dimaag khaungi aur aapko apke dawaiyan dekar hi jaaungi......ya fir usse bhi badi baat mein na shaadi ke baad yahi rahungi aur Karan ko bhi yaha saath mein rehne ko kehdungi yeh kitna accha hoga.......na aapko mujhse dur rehna padega aur na mujhe aapse dur rehna padega...kya mast idea diya hain maine

JUHI:Chal pagali.....aulad chaahe kahi par bhi rahen lekin maa se dur reh nahi sakta aur pata hain kyu, kyunki maa aur aulad ka rishta hi kuch aise hain jo dil se bani hui hain....haan maine tumhe janam nahi diya lekin tum mere liye mere khud ke aulaad se kam nahi ho....tum sirf ek mahine ki thi jab tumhare Mata Pita ka accident ho gaya aur tumhara bhai bichhad gaya....uss raat tum itna ro rahi thi hospital mein ki sab pareshan ho gaye aur jab maine tumhe uthaya apne haatho se aur doodh pilaya tum thodi shanth hui....phir achanak se tumne meri ungli pakad li aur pata hain mere andar ki mamta jag gayi....main aur Deepak kabhi mata pita nahi ban sakte the kyunki mere uterus may infection hua tha jiski wajese meri surgery hui thi aur mera uterus nikal diya gaya..par jabse tum humari zindagi mein aayi ho maano humari zindagi jo berang thi usmein tumne indradhanush ke saare rang bhar diye....

par jabse tum humari zindagi mein aayi ho maano humari zindagi jo berang thi usmein tumne indradhanush ke saare rang bhar diye

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

(This is how baby Monu held Juhi's finger )

DEEPAK: haan bacche tumhare aane se hamari zindagi mein mithaas layi hain aur mein Ishwar se har roj bas unki shukriyada karta hoon ki unhone hame tum jaisi pyaari bacchi ko sounpa.
Accha bahut ho gaya yeh emotional baate ab jaldi chalo ....aaj Suhana ji se bhi milna hain taaki shaadi ki rasmein ke baaremein bhi baat chit ho jaye aur shopping ki list bhi banate hain aur bacche aaj tum aaram se aana koi jaldi nahi main jaantu hu tumhare aur Karan ke dinner plans ke baaremein aur haan meri or se dher saari icecream khaana okay!
MONU: Okay Papa mein bahut saari ice cream khaungi lekin mein aap dono ke liye kulfi aur vadapav parcel karke laungi aur manna mat kijiye ga.

DEEPAK AND JUHI: Theek hain baccha and chalo ab hum bhi chalte hain aur tum sambhal ke jaana aur shaadi ke baaremein sochti mat rehna kaam ke time par dhyaan sirf kaam par hona chahiye okay to be Mrs.Shergill...

Hearing Mrs.Shergill Monu turned into a beetroot and rushed to the bathroom th hide herself.
Deepak and Juhi chuckled looking at her state and left from Monu's room

Monu quickly got ready and wore a beautiful saree and was applying her kajal when she realized she should visit Abeer as his Bade Papa had been hospitalized and he couldn't attend her engagement. She quickly finished applying her kajal and ran to the kitchen were Juhi was packing her and Karan's lunch and took a box of Kaju barfi. She told Juhi why she took it and Juhi told that she should carry a bouquet if flowers and give it to Abeer's bade papa so that he gets well soon.

On the other , Aadya who was obsessed with Karan decided to play dirty .Her rage knew no bounds inspite of Sameer asking her to stop acting crazzy he even told her that she is so obsessed with Karan that she doesn't even know what she is doing is right or wrong and warned her telling that if anything goes wrong and anything happens to Monami he will take a strict action against her.

Aadya frowned listening to that but nonetheless she didn't give a damn to what Sameer told.

Monu reached the office where all her friends and colleagues congratulated her for her engagement. She politely thanked everyone and entered her cabin she started working on the files that she had been assigned and soon it was lunch time.

Karan entered Monu's cabin and saw that she was busy setting up the lunch he smiled and quickly sat on the seat opposite to hers .

KARAN: Waah kya khushbu aarahi hain khane ki waise aaj tumne yeh saree kyu peheni hain kuch special hain kya warna tum humesha kurti yah jeans aur shirt pehenti ho office mein.

MONAMI: MR.Shergill maine aaj Saree isliye pehena hain kyunki aaj rat main apne manghetar ke saath date ke liye jaane wali hoon aur chalo khaana khate hain warna lunch break khatam  ho jayega na toh for directly raat ko  khaana milega aur main bhook bardash nahi kar sakti hoon

Ek Ladki Ko Dekha Toh Aisa Laga SEASON 2Where stories live. Discover now