Chapter 46

910 130 58
                                    

Next day

Avu was sitting in front of mirror in bridal lehanga thinking about her cruel fate.

Anu: Di aap bohot achhe lag rahe ho

Avu smiled sadly.

Avu: Does it change anything?

Anu kept a hand on her shoulder.

Anu: Di I know aap bohot strong ho. Koi bhi problem ho I am sure aap achhe se handle kar sakte ho. Don't worry

Avu nodded sadly.

Anu: Ye Vaish di aur Reem di nhi aaye abhi tak?

Avu: Pata nhi. Maine unhe mana kia tha to shayad islie nhi aayi hongi

Anu: Kyu?

Avu: To konsa koi khushi ka mauka hai jo unhe kahoo zaroor aana. Achha hai nhi aaye to

Anu: Nhi wo dono aese nhi hai. I am sure wo dono zaroor aayenge

Before Avu could reply, AM called Anu.

Anu: Achha aap betho aaram se. Mein zara dekh kar aati hu neeche

Avu: Hmm. Ja

Anu went down. Avu was still lost in Sid's thoughts. In sometime, Vaishreem reached her home.

Anu: Aap log aa gaye. Mein bol hi rahi thi di ko ki aap log zaroor aooge

Vaish gave a fake smile.

Reem: Avu room mein hi hai na?

Anu: Hnji. Aap jaoo millo. Unka mood theek ho jaye shayad

Vaish nodded. Vaishreem went to her room. Avu was wearing her jewelry.

Vaish: Avu

Avu turned around.

Avu: Tum dono yaha?

Reem quickly closed the door behind them.

Avu: Itna samjhaya tha ki aane ki zaroorat nhi hai. Lekin nhi. Meri baat na maanne ki to kasam kha rakhi hai tum dono ne

Reem: Hum to subah hi aa jaate Avu

Vaish: Par thoda late ho gaye. Kyuki kisine milne bula lia tha

Avu: Kisne?

Vaishreem smiled at each other.

Vaish: Badi mushkil se kahi subah jaakar meri aankh lagi thi. Tere chakkar mein poori raat neend hi nhi aayi. Aur abhi 3-3:30 ke aas paas neend aayi hi thi ke 4:30 kisika call aa gya

Avu: Pagal ho gayi hai? Seedha seedha bata na baat kya hai. Kyu tang kar rahi hai

Flashback

Vaish was sleeping in her room. When her sleep got disturbed by a phone call. She didn't see the caller I'd and picked up the phone in half sleepy condition.

Vaish: Hello

She said in a sleepy voice

: Meri neendein haraam karke tum log chain se so rahe ho

Vaish woke up with a jerk.

Vaish: Siddharth sir

Sid: Hnn wo mujhe tumse milna hai

Vaish: Kya? Iss time?

Sid: Nhi matlab. Subah aa jana

Vaish: Par hua kya?

Sid: Help chahie

Vaish: Kis baare mein?

Sid: Ye shaadi rukwani hai kaise bhi karke

Vaish: Shaadi aaj hi hai. Principal sir se baat kon karega? Aur wo nhi maanenge. Avu bhi baat karke dekh chuki hai. Kuch aur sochna padega

Sid: Theek hai to tum aa jaoo ghar pe subah. Kuch to solution hoga hi na

Vaish: Umm okk

Flashback ends

Avu turned around and her back was facing them.

Avu: Baarat to aane wali hai. Ab kuch nhi ho sakta. Papa nhi maanenge

Vaish: Hume pata hai nhi maanenge

Avu: To?

Vaish: To tum aur Siddharth sir bhaag jaoo

Avu looked at them with wide eyes.

Avu: What the fuck!!! Tum dono ka dimaag theek hai? Pagal ho gayi ho tum dono

Reem: Avu koi aur option hai?

Avu: Par...

Reem: (cuts her) Hai ya nhi?

Avu: Nhi par...

Vaish: Agar teri zindagi bach sakti hai to kyu nhi?

Avu: Guys....

Vaish: Dekh baaraat aane wali hai. Sab unke welcome mein busy honge. Hum bhi jaate hai. Tu apne kapde badal aur peeche wale darwaze se nikal jaa. Siddharth sir tujhe ghar ki backside par mil jaenge. Wo tera wahi wait kar rahe hai. Andar wo aa nhi sakte the

Avu was standing in dilemma. Her face showed how tensed she was. Reem handed her clothes.

Reem: Zyada matt soch Avu. Jaa yahase

Vaish: Yahi ek raasta hai. Yaha koi nhi sochega teri khushi ke baare mein

Avu nodded. Vaishreem hugged her.

Vaish: Apna dhyaan rakhna and be happy always

Reem: Hum tujhe bohot miss karenge yrr

Vaishreem bid her bye and went downstairs. Avu closed the door and quickly changed her clothes. She covered her face and went out. She somehow reached to the back door. Everyone was busy in welcoming the baraat. Anu and Vaishreem were busy in ribbon cutting and then AM did groom's aarti. Avu's clothes were bit dirty like maid's clothes so even if someone saw no one noticed. Vaishreem brought those clothes on purpose. She reached the backside and was searching for Sid. She felt a hand on her shoulder. She knew this touch well. She tuned around and immediately hugged him and started crying on his shoulder.

Sid: Shh. Bass. Abhi hume jaana hoga Avu. Time nhi hai

Avu nodded.

Avu: Par hum jaa kaha rahe hai

Sid: Ghar nhi jaa sakte pakade jaenge

Avu: Hmm. Par aunty?

Sid: Wo abhi ghar par nhi hai. Mere naani ki tabiyat kharab hai. Wo waha gayi hui hai. Abhi iss sab ka time nhi hai. Hume yaha se nikalna hoga

Avu nodded hesitantly.

Sid: You sure you want to do this?

Avu nodded. Sid nodded and brought his hand forward. Avu looked at his face and kept her hand in his. Sid smiled and they both left.

To be continued

Stay tuned for next chapter

ALLURING INTIMACY {COMPLETED} ✔️✔️Where stories live. Discover now