Chapter 3

1.3K 132 31
                                    

Avu went and greeted her friends. Her friends are girls because her parents don't like her and Anu to talk with boys.

Avu: Hii Reemie. Hii Vaishu

Vaish: Hey

Reem: How are you?

Vaish: Of course she will be extremely happy Reem

Reem: I know right. Today the first lecture is her favorite

Vaish: And the teacher as well

Avu rolled her eyes.

Avu: Will you two just shut up?

Vaish and Reem chuckled at her.

Vaish: Yrr college ki saari ladkia uspar marti hai sirf tereko chhod ke

Avu: To? Unke to aankhe aur dimaag dono kharab hain. Hai hi kya uss khadoos, akdu insaan mein aesa?

Vaish: He is hot, good looking

Avu: Achha? Tu bhi pagal ho gyi hai

Reem: Wo nhi tu pagal hai. Itna mast ladka hai wo aur tujhe pata nhi usse kya problem hai

Avu: Hoga. Mujhe kya? Aur waise bhi yrr kyu subah subah uski baat kar rahe ho hnn? Waise bhi usiki shakal dekhni hai jaake. Mera din to waise hi kharab hai aaj ka huh!!!

Vaish: Achha okk. Let's not talk about him. By the way aaj literature ka test hai. Prepare kia Reemie? Avu ne kia hi hoga

Avu: Mereko na karna padta hai. Papa saare answer sheets check karte hai. Aur mereko roz roz unka lecture sunne ka na koi shok nhi hai. You know he is really strict

They were talking when bell rang.

Vaish: Chal chale

Avu: Tum log jaoo. Mein washroom jaakar aayi

Vaish: Avu aaj fir late jaegi to firse daant padegi

Reem: Hnn Avu aur tujhe koi washroom nhi jana hai. Late aane ka excuse hai bass

Avu: Abe tum log chalo na. Aati hu

Vaishreem went for class. Avu went to washroom. She passed 10-15 minutes and then went to class unwillingly. Sid was teaching.

Avu: May I come in sir?

He stopped and looked towards her and then looked on his watch.

Sid: 9:25. 20 minutes aur late aana tha. Next lecture shooroo ho jata

Avu: Sir may I come in?

She asked again ignoring his taunt.

Sid: Miss Kaur lecture start hone ka time kya hai?

Avu: 9 AM

Sid: And roz ki tarah aap aadha ghanta late hai

Avu: To theek hai na aage se nhi houngi

Sid: Pichle 1 mahine se yahi chal raha hai jab se year shuru hua. Aur kitna time?

Avu just stood quitely.

Sid: I don't think aapke upar koi asar hai. Chalo betho. Aur hnn next time se agar mere aane se pehle pohonch jaao to well and good. Nhi to meri class mein aane ki koi zaroorat nhi hai

Avu: First lecture hai sir. Wo traffic mein late ho jata hai

Sid: Shut up. Baki sab to mere aane se pehle aaye hote hai. You are not special. Aana hai to class ke rules ke according aaoo warna permanently bye bye boldo ko. Traffic is not my headache. Take your seat. Mere paas faaltu time nhi hai aapke upar waste karne ke lie

Avu went and sat next to Vaish and Reem gritting her teeth.

Avu: (mumbling) Baki sab chudaile pehle aa jaati hai isko dekhne ke lie. Mein kyu aaoo?

Sid completed his lecture.

Sid: Any doubts? Kisiko koi problem?

A few students asked doubts while Avu was making faces looking at clock waiting for 9:45. Bell rang.

Sid: So see you guys tomorrow. Aaj jo karwaya revise karke aana

He left the class.

Avu: Saala khudko samajta kya hai? Itni bhi kya baat hai jo saari class ke saamne meri beizzati kardi

Vaish: Yrr tereko to hum bolte hai time se chal hamare saath. Par nhi. Tereko khud ko beizzati karwane mein mazza aata hai

Avu: He offended me guys

Reem: Yrr tu usko mauka hi kyu deti hai kuch bolne ka?

Vaish: Exactly. Aur yrr. Tu time se aaya kar. Wo principal sir ka one of the favorite teachers hai. Kahi usne unke saamne jaake kuch bol wol dia na to sir se teri class alag lagegi. Ab tu dekhle

Avu: Baat to theek hai. Papa bohot daantenge unhe pata chala to

Reem: To dude class mein time se aa jaya kar

Avu: Hmm. Aati hu kal se. Iss khadoos ki shakal better hai papa ki dant se

Vaish: Itna bhi khadoos nhi hai

Avu: Chalo yrr

Rest of the day was normal. Girls attended their rest of lectures. Avu went home with her father.

To be continued

Stay tuned for next chapter

ALLURING INTIMACY {COMPLETED} ✔️✔️जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें