Chapter 75

705 97 187
                                    

So yes here is today's update. The next update will be after 30+ votes and my comments as well, also those of you who have commented on the Suggestion post thank you. Those who haven't done it I request you to please do so since it will really help to plan the updates and book accordingly.

Dehradun

Everyone had now returned back after having a fun time together and were now chilling

Ananya- Hum log kuch zyada jaldi nhi aa gaye

Naina- Haan thoda aur rukna chahiye tha

Ananya- You know muhe wo dress kaafi pasand aa rahi thi I think mujhe wo khareed lena chahiye tha

Vansh- Haan itna kharch kar ke tum dono ka man thodi naa bhara hai

Gunny- Haan ab tak to sirf company se call aa rahe the tum sab ka bass chalta to wo to khud hi yaha aa jaate

Naina- Haan to kisne bola tha aisa surprise dene ko

Gunny/ Vansh- Both of them folded their hands and replied galti ho gayi hume maaf kar do

Gunny- Haan ab to Training ke liye kya

Vansh- Tum sab ko to ab KMA se hi kahi bahar le kar nhi jaayenge

Huda- Haan to usme kya hua aap sab nhi leke jaayenge iska matlab ye thodi naa hai ki hum sab khud nhi jaa sakte hai

Ananya- Haan tumhare saath to mujhe ab sach mai kahi nhi jaana hai, with that she left from there

Soon everyone started to leave from there one by one apart from Gunny, Vansh, and Naina

Gunny- Sab teri chakkar mai hua hai

Naina- Maine ka kara

Vansh- Kya kara pura accout khaali kar diya

Naina- Haan to usme galti dono ki hai to bass it was a little payback

Gunny- Agar ye little hai to mujhe bade waale ke baare mai jaan ne ka koi shaukh nhi hai

Naina- Waise Ansh tere liye to ek free advice hai abhi bhi Ananya ko pata le warna kahi aisa naa ho ki yaha se wapas jaane se phele yaa baad mai tera breakup ho jaaye

Vansh- Haan tu to yahi karegi, kaisi si hai yaar tu pata nhi konsi patti padhai hai usko

Naina- Ab tak to nhi padhai par ab lagta hai ki padha deni chahiye, kya bolta hai

With that Vansh left to pacify Ananya, Gunny headed towards his room to call certain someone as for Naina she had too much fun for the day and headed back towards her room as well

Vansh- Nia, soon a pillow landed on his face, maine kya kara

Ananya- Kya kara haan tum bhala kuch kyu karoge kabhi bhi

Vansh- Aree to maine kaha mana kara tha agar tumhe wo dress pasand thi to le leti

Ananya- Tumhe kya soch kar Army waalo ne wo saare medals diye hai haan tumhe sach mai aisa lagta hai ki mujhe gussa ss dress pe aa raha hai

Vansh- Haan

Ananya- You know what Naina ek dum sahi kehti hai ab to mujhe bhi aisa lagta hai wo tumhara sword of Honour nakli hi hai

Vansh- Ye sahi hai tum dono ka jab dekho to mere peeche pad jaati ho jo hai saaf saaf bata naa

Ananya- Jab saamne waala andhe ke saath saath bewakoof bhi ho naa to usse kuch keh ke koi fayada nhi hai

Vansh- Accha baba sorry naa ab to bata de hua kya hai

Ananya- Hua kya hai tumhari ab bhi ye himmat ki mujh se puch rahe ho ki hua kya hai, iss se accha to yahi tha ki maine Karan ko apna boyfriend bana liya hota

Written in the StarsWhere stories live. Discover now