Oberoi house.. Room
Ariya : *on call* armaan tumha kya
Zarurat thi itni jaldi batane ki 😩Armaan : arey main😐 voh dadi sa shadi ka barama bol rahi thi to maina socha bata du😅
Ariya : acha koi na batana hi to tha, par maina ab tak ghar pa kisi ko inform nhi kiya humara barame..
Armaan : tum bhi bata do jaldi, warna mere ghar wale to taiyyar hoke beethe hain tumhare ghar rishta le jane😜
Ariya : kya sacchi😲
Armaan : 😂 arey abhi nhi, tum pehla baat karo ghar pa sabse fir hum ayanga rishta leke😉
Ariya : accha😁
Armaan : waise main tumha batana bhul gaya😜
Ariya : kya? 👀
Armaan : tumse pehla meri life pa ek girlfriend thi😜
Ariya : kon?😧
Armaan : arey tum janti ho, Sonal 😂
Ariya : oh han😅 par tum dono to game khelta tha na🤨🤔
Armaan : han bhai game hi khelta tha, sach much ka nhi tha😂 tum or rajveer to dar rahe ho🤪
Ariya : han to aisa game kheloge to darenga hi na😒😜
Armaan : ab hum nhi khelenga ab to hum matured ho gaye tab to bacche tha🤪
Ariya : han han pata hain, ab biwi arahi hain na apki, dekhti hu kon girlfriend ata hain life pa🤪😒
Armaan : bapree, shadi ka pehla se hi dhamki😱
Ariya : jii haan😛 sambhal ka rahiya,ga mr hone wale pati..
Armaan : okay, my miss dear wife😚
Ariya : accha ab rakhti hun badma baat karungi😁
Armaan : okay bye😉 *call cut*
Another side, Pari waiting for rohit on the road, voh bhi itni dhoop pa
Pari : 😣 ye rohit ka baccha humesha late aata hain, upar se itni garmi...
Rohit : *come with his bike*
Pari : Itna late aata hain kya koi?😤
Rohit : arey chilla kyu rahi hain road hain🤷♂️
Pari : nhi chillau to kya karu bina chillane se to meri baaten teri kano tak nhi pohac ti na😤
Rohit : acha sorry baba, beeth jaldi
Pari : sorry my foot 😤 *sit on the bike, rohit drive bike*
Pata hain kabse dhoop pa khadi hui thi😣Rohit : han to ho gayi galti yrr maaf kar de, 🤷♂️
Or tu ajj mujhse favour kyu mang rahi hain teri basanti ko kya hua *matlab scoty*Pari : pata nhi kharab ho gayi hain, repare ka liya diya hain😞
Rohit : 😂 usna bhi tera sath chod diya😜
Pari : oyee tera ye hero *matlab bike* bhi to kabhi kabhi kharab ho jata hain maina kabhi kuch kaha😒 to mera basanti ka barama bhi kuch mat bolna..
Rohit : okay nhi bolta🥴
Pari : jaldi chala na already late hain😩
Rohit : arey ye bike hain cycle thodi na 🤷♂️
Pari : to tu cycle ki spreed se chalayga to lage ga hi na, tu utar mujha chalane de utar
Rohit : arey kya kar rahi hain? Pari
![](https://img.wattpad.com/cover/354699389-288-k975820.jpg)