Episode - 12

47 0 7
                                    

Bidai time.. 🥺

Sonal : *crying*
🥺🤧😭 *look at sanjeet and hug him*

Sanjeet : 🥺😭

Sonal : mujha nahi jaana bade papa apko chodke😭

Sanjeet : aisa nahi kehta beta, jaana to parega,na🥺

Sonali : tu chali jaygi , pure ghar ki rounak chali jaygi😭

Sonal : badi mumma😭 *hug sonali*

All : 🥺🤧😞

Sonal : main kaise rahungi ap dono ka bina,😭

Sanjeet : beta. Ro maat tu roygi to tujha bidai kaise karenga 🥺

Dadi : or tu kahi parai ghar thodi jaa rahi hain beta 🥺 tera apna ghar hain, roo maat..

Rajveer : 🥺😊 *clean his tears*

Sonal : par main bade papa or badi mumma ko chodka kaisa jau😭

Dadi sa : ohoo😑

Veeransh : sonal, baccha 🥺 aisa nhi kehta tu thodi humesha ka liya jaa rahi hain matlab tu to aati rahegi na humse milna, ro maat plz🥺

Shivani : haan beta 🥺 aisa nhi roota *clean sonal tears* har ladki ko shadi karka jaana padhta hain i know suru suru main bohot tauf hota hain lekin karna parta hain, or tu chinta kyu karti hain sab apna hi to hain yaha teri or ek family hain, or reet teri behen woh bhi to rahegi tera sath.. Dekh woh ro Rahi hain kya, sab ladki ko iss situation se guzar na padhta hain, or main bhi to aungi kuch din baad fir kaisi kami bol 😉

Reet : sonal tu ro maat, hum bilkul waisa hi rahenga jaisa apna ghar pa rehta hain, or humari apni family hi to hain, or tu apni badi mumma or papa se humesha ka liya thodi dur jaa rahi hain, jab marzi tab milna aa sakti hain or reh bhi sakti hain.. 😌

All : hmm😊😞😥

Dadi : chal beta ro maat or, aaja mera pass *hug sonal* meri bacchi, bhagwan kare tujha duniya ki saari khushi mila🥺😘
Rajveer  beta..

Rajveer : jii biji🥺

Dadi : meri sonal ka khayal rakhna, bacchi hain na ab zayada kuch samajhti nhi...

Rajveer : Don't worry biji, main sonal ko pura khayal rakhunga, usha humesha khush rakhunga❤️😌 ye mera wadah hain ap sab se❤️

Dadi : chal beta ab roo maat.. 🥺 *then sonal ek ek karka sab ko hug karti hain*

Veeransh : meri behen ka khayal rakhna rajveer🥺 tum mere dost ho tumhare bharosa apni dil ka tukra tumha de raha hu, iska khayal rakhna, i know tum rakhoge.. Or ap sabse ek baat thi sonal thodi alag hain ye baat ap sabko pata hain, agar woh koi galati kare to usha datiya ga lekin pyaar se samjhaiya ga zarur, ye aksar choti choti baato ko dil pa laga leti hain😅

Dadi sa : *slowly said* ye to iska janam lene ka baad se hi problem hain 😑🙄

Veeransh : jabse mummy papa gay hain thodi alag se ho chuki hain.. 😌

Lakshmi : tum chinta maat karo beta, sonal to humari beti jaisi hi hain, theek ho jaygi woh dhere dhere😁

Veeransh : jii😊 *rajveer or sonal ka haath pakrata hain*
Iska khayal rakhna🥺😊😌

Rajveer : zarur rakhunga 😊😌
Chale?👀

Sonal : 🥺 *turned back, look at bade papa and again hug him*
I will miss you bade papa 😭

Sanjeet : i will miss you too mera baccha🤧🥺
*look at reet,then usha bhi bulata hain, she also hug*
Bhagwan meri dono baccho ko humesha khush rakhe🥺😘 *kiss their  head*

HumSafar - Seasone 2Where stories live. Discover now