Episode - 58

41 1 8
                                    

Raj : *come near rajveer*
Meri taraf dekh 🙂

Rajveer : *look at raj*

Raj : *slapped rajveer*

Rajveer : 😣

All : 😥😤😦😨

Sonal : 😥😨

Reeti : kya kar rahe ho raj tum😰🥺

Raj : 🖐️ main apna bete se baat kar raha hu koi bich pa nhi bolega.. 😤
Tujha to tere maa ka sath hi maar jaana chaiya tha, besharam😡😤

Rajveer : 😓

Dadi sa : raj, sambhalo khud ko..

Raj : kaisa sambhalu ma sa? Kaisa sambhalu? Isna ajj mera sar sharm se jhuka Diya, sharm arahi hain mujha isha apna beta kehta hua... 😤

Rajveer : *slowly said* apna mujha apna beta mana hi kab tha 🙂😓

Raj ; kya kaha?😕

Rajveer : maina kaha, 🙂 apna to mere maa ko hi apna nhi mana mujha kya manenga.. 😾

Raj : *again slapped rajveer*
😡

Rajveer : 😓

All : 😨😥

Reeti : bas karo raj 😨😩

Rajveer : marna dijiya inko jitna marna hain mujha.. Marna ka ilawa or daat na ka ilawa inko aata hi kya hain🙂🥺

Raj : chupp ekdamm chuppp😤😡 galti karta hain or zuban chalata hain baap se.. Teri shakal bhi dekhna ka dil nhi kar raha mera, tere jaisa beta hone se na hona hi behtar hain.. Nikal jaa ghar se nikall😤

Tej : bhai sahab ap sant ho jaiya.. 😥😅

Dadi sa : raj tum chup raho main kar rahi hu na rajveer sa baat tum sant raho..

Reet : 😭 *crying*

All : 👀

Reet : ye sab humari wajasa hua hain jiski saza ap sab bhugat rahe ho... Hum accepted karta hain humna galti ki past pa but humare intention galat nhi tha bas kabhi kabhi insaan sahi wakt pa galat chiz kar beeth ta hain wahi kiya humna😭😓

Mohini : tu to chup hi reh😭😤 or ye rona ye rona kyu baha rahi hain😭 rona to mujha chaiya tujh jaisa churail ki wajasa mera bete nhi raha ajj teri wajasa😭 or tu rajveer😤 tujha humesha maa jitna pyaar kiya mainaa mainaa kiya😭 bua bua karka thakta nhi tha us bua sa uska beta ko cheen liya tune😭 apna bhai ko mar diya tune kaisee😭 kaise😭 is chudail ki wajasa tu sab bhul gaya apna bhai ka barama bhul gaya😭 kha gayi ye ladki mere bete ko kha gayi😭

Shivani : maa ap sant ho jaiya plz 🥺 yaha beethiya *mohini sit on the sofa and crying*

Dadi sa : mujha tum dono ka mu sa sach janna hain bolo kyu tum dono alag hua or voh baccha mara kyunn🙂😾

Sonal : dadi sa, main kahu 🥺

Dadi sa : nahii😾jiski kahani hain wahi kahegi.. Jab tumha kehta hua ajeeb nhi lg raha to isha kyu lag raha hain.. Bolo tum dono hum a janna hain ki aisa saccha pyaar pa duriya kaise aayi😾 chupp kyu ho bolooo😤

Reet : main, main or *reet bol nhi pati kaap rahi hain*
Main😭🤧

Dadi sa : ye kya bakri ki tarah main main kar rahi ho, kaho sach.. Jab ye sab hua tab to sharm nhi ayi tum dono ko or jab ab sach bahar aya ab mu se hi bahar nhi araha kaho mujha sunna hain 😾

Reet : dadi sa, main nhi keh sakti😭🤧 sorry🤧

Sonal : *come near reet, touch her shoulder* dadi sa, reet ki taraf se uska pyaar saccha tha, galti to apka pota na ki😤 ussa puchiya sach.. Reet na to apna baccha khoya uska andar himmat nhi hain batane ki lekin rajveer keh sakta hain ussa puchiya kaisa ghenoni ilzam lagaya tha usna reet pa 🥺😾

HumSafar - Seasone 2Where stories live. Discover now