Episode - 08

48 0 0
                                    

Important - mujha ye kehna tha ki Seasone 1 pa jaisa sab couples ki kahani dikhai gayi thi, iss baar sabki nhi dikhai jaygi ..i mean ki main couple to VeerNal hain so obviously unka scences zayada honga but baki jo opposite couples hain unki story thodi kam dikhay jaygi, i hope ap logo ko koi problem na ho bcz story to VeerNal ki hi hain or sab unko hi dekhanga .. Already shreyansh veeransh or shivani ki shadi ho chuki hain bas Baki khucha hain - saransh, rohan, pari, Ariya or samreeti so yaha pa ariya ko skip kar deta hain kyu ki uska koi important role nhi hain show pa bas seasons 1 ka couples ka main baccho ko hain shivani rahegi to thik hain bas Ariya skip or uska sath armaan bhi, armaan ka entry bhi ab tak maina nhi dikhai to yaha se 1 couple skip ho gaya armaan or ariya.. Or unka saath anil or aparna bhi bcz ghar ki badi dadi,sa hain or woh hi sab dekhti hain to anil or aparna ka rehna or na rehna se koi fadak nhi padhta so anil or aparna ye dono bhi skip... Bas 4 character remove hua hain baki ka jo hain woh log hi rahenga or skip nahi hoga.. So ye hi kehna tha and Reet or kabir ki story hogi ki nhi hogi i am not sure now..... Bcz reet villan rahegi ab last pa kya hoga dekhta hain.. Abhi bata nhi sakti filhal to main...Warna baki couples ki happy ending hogi... Or VeerNaal ki bhi😁❤️
- thanks for reading❤️

Sharma house..

Preeti : arey wah bohot pyaari dresses hain sangeet ki 😃

Sonali : haan, reet or sonal ko dono hi pasand ay is liya ek jaisa le liya .. 😉

Shruti : maa, shadi ka jora nhi liya? 👀

Sonali : woh reet or sonal keh rahi thi ki unko unki maa ka shadi ka jora pehan na hain is liya bas sangeet ka kharid liya😁

Shruti : accha 😌

Samreeti : dhere dhere baccha bhi bade ho gaye or unki Shadi bhi ho rahi hain😊😌

Sonali : haan beta, pehla tum logo ki shadi dekhna ko naseeb hui or ab bhagwan ki kripa se apna pota potiyo ki ho rahi hain😌🥺🙏

Shruti : bhagwan na chaha to ap apna par pota poti ki bhi shadi dekhengi maa😉,*all smiles*

Sonali : bhagwan na chaha to sab hoga😁

Pari or rohan ladhta ladhta ghar ka andar aate hain...

Pari : rohan vhaiya plzz no no no no😩

All : 👀

Pari : plz woh photo uplode mat karna plzzhhh😩

Rohan : main to karunga kya kar legi😜

Pari : dekho ap mera pyaee bhai ho na plz aisi dushmani to mat nikalo plzzz😩

Sonali : arey kya ho gaya tum dono ko aisa aage picha ek dusra ka tom and jerry ki tarah kyu dor rahe ho🤷‍♀️

Preeti : arey hua kya hain in dono ko😂

Pari : bhaiya plzhj plzzhh

Rohan ; ye maina uplode kiya🤪

Pari : nooooooo😩😩 *rohan sofa pa gira hain uska upar pari*

Shruti : rohaannn😾

Pari : bua kuch kaho na 😩

Shruti : uthh chup chap😾

Rohan : mumma😩

Shruti : kya mumma 😾 uth maina kaha

Rohan : *get normal* ☹️

Shruti : kyu tang kar raha hain pari ko😾

Pari : huh🤪

Rohan : arey main to bas masti kar raha tha☹️

Shruti : aisi masti karta hain koi bechari paresan ho rahi thi.. 😾

HumSafar - Seasone 2Where stories live. Discover now