Episode - 46

36 0 0
                                    

Khurana house . Sadvi room..

Sadvi : *called siddharth*

Siddharth : *pick up* hii, sadvi, boliya😄

Sadvi : apse kuch important baat karni hain,bahar miliya😾 *she cut the call*

Siddharth : pa😐 cut kar diya?☹️

At garden...

Sadvi : *wait for siddharth*

Siddharth : *come* sadvi👀

Sadvi : *look at him* 👀😾 ye kya majak khel rahe hain ap mera sath dr Siddharth 😾😕

Siddharth : majak? Kaisa mjak? 🤔😶

Sadvi : shadi wala majak😾
Apna mere ghar pa apka or mera rishta kyubheja? 😾 jatana kya chahta hain ap? Maina apse dosti ka hath bharaya or ap us rista ko kahi or leke chale gaye, boliya kuch chup kyu hain?😾

Siddharth : dekhiya sadvi, ap galat samaj rahi hain😅😌

Sadvi : accha, to far bataiya ki sahi kya hain?😾

Siddharth: dekhiya, meri mom ko ap kis intention se pasand aayi i Don't know, unko ap acchi lagi or voh chahta hain ki apki or meri

Sadvi: to far ap mana bhi to kar sakta tha na, keh sakta tha unha ki hum dono ka bich waisa koi rishta hai hi nhi..

Siddharth : maina kaha mom ko lekin mom na suna hi nhi😅

Sadvi : to far ap meri suniya, mujha apse shadi nhi karni, baat khatam *then sadvi jaane lagti hain and siddharth hold her hand*

Siddharth : kyu nhi karni apko shadi mujse🙂

Sadvi : 😕

Siddharth : koi reasone to chaiya hota hai n na, hain koi reasone apka pass?🙂

Sadvi : chodiya mera haath😾 ap kon hote hain mujhse sawal karne wale, apka asli rang maina dekh liya, agli baar mujha apni shakal bhi mat dikhaiya ga😾 *then sadvi go*

Siddharth : 🙂

Night...
Sadvi or veeransh bahar garden pa tehal rahe hain..

Veeransh : chand kitna sundar lag raha hain na?😉 *sadvi lost*
Oyee👀

Sadvi  : haan😅

Veeransh : kaha khoyi hui ho kabse?🤔

Sadvi : kuch nhi😅

Veeransh : kuch to hain, batao mujha.

Inside Sadvi : veeransh ko shadi ki baat bata du kya😥

Veeransh : kya hua bolo?👀

Sadvi : haan voh, mera liya rishta aaya hain shadi ka😞

Veeransh : kyaa? Shadi ka rishta😕 kisna bheja?

Sadvi : dr Siddharth ki mom chahti hain main unka beta ki bahu banu😞

Veeransh : whattt?😕 but dr Siddharth tumha pasand? 😥

Sadvi : shayad kyu ki unka baaton se hi lag raha tha😞

Veeransh  : to tum karogi shadi?  🥺

Sadvi : bilkul bhi nhi😩 *hug veeransh* main tumha chodka kahi nhi jaa sakti, maina keh diya unko ki mujha nhi karni ye shadi or dadi sa papa ko bhi keh diya rishta ka liya inkar kar de...

Veeransh : ☺️

Sadvi : *look at him* mujha saraf tumhare sath rehna hain 🥺

Veeransh : mujha bhi☺️😁 *he touch her cheek & kiss her forehead, she close her eyes, they hold each other hand*
Sadvi or veeransh ko koi alag nhi kar sakta☺️

HumSafar - Seasone 2Where stories live. Discover now