Episode - 54

33 1 4
                                    

Sharma house... Ka bahar..

Tarun come to meet with sharma family after a long time, voh bahar khada hain...

Inside tarun : kya karu? Andar jau ya nahi? Itna saalo baad, kya sochenga sab😥 ki main kyu gaya tha achanak or kyun lota, meri or preeti ka barama to shyd sabko ab tak yaad hoga, sab kitna sawal karenga, sanjeet mama puchenga ki main nani or maa ki barshi par bhi nhi aaya 😓 kya jawab dunga main?  Kya karu, andar jaana sahi hoga ye far chala jaata hun.. *Tarun jaane lagta hain*

Image nation tarun : ruk jaa tarun..

Tarun : 😐

I tarun : ye kya kar raha hain tu? Kyu mu mor raha hain sach se,? Jaa jake baatan sabko ki tera aisa achanak jaana ek majburi thi bas ... Bata sabko jaake ki tu jhootha nhi hain, apna sach bata

Tarun ; kis mu sa batau? Kaisa batau main?🥺 chize bohot complicated ho chuki hain, or itna saal baad aisa laut ka aane ka kya matlab.  😩 22 saal ho gaya sab kuch badal gaya, ab mera aake sab thik karna ka kya matlab 😓 main india kam se aaya tha kam khatam hote hi wapas chala jaunga.. *look at Sharma house* is ghar pa rehna wala koi bhi, mujha maaf kabhi nhi karega🥺 is liya jaisa chala gaya tha waisa hi wapas chala jaunga, mera yaha ab koi apna nahi rehta, koi nhi.. 😓 *then tarun jaisa hi picha murka jaane lagta hain, Pari se takrar hoti hain, pari ka cycle se tarun ka haath ko chot lagta hain*

Tarun : ahhh😣

Pari : oh sorry sorry uncle, aapko lagi to nhi?😥😰

Tarun : nahi beta, i am fine😌

Pari : arey kaha fine ho ap?  Apka haath se to khoon nikal raha hain😰

Tarun : arey ye halki si hain, kuch nhi hoga😅

Pari : nahi meri wajasa apko chot lagi, ap aiya mera sath andar ye mera ghar hain..

Tarun : 😐

Pari : main aapko marham patti kar,deti hun aiya

Tarun : ye tumhara ghar hain?👀

Pari : jii😁 chaliya, aiya *they enter the house*

Tarun look at everywhere the house..

Tarun : 🥺😟

Pari : aap beetho yaha main first aid box layi😁 *she go*

Tarun : bilkul waisa hi hain, 😃🥺 bilkul nhi badla ye ghar, bas log naye agaye, pata nhi ye bacchi kiski beti hain?👀

Pari : *come* arey uncle ap khade kyu hain, beethiya na *they sit on the sofa*
Isha apna hi ghar samjhiya😁, dijiya apna haath *pari tarun ko marham laga deti hain or patti kar deti hain*

Tarun : ghar pa koi nhi hain kya saraf tum rehti ho?👀

Pari : *laugh* arey nhi uncle, Itna bade ghar pa bhala main akeli kaisa reh sakti hun, yaha main akeli nhi rehti mere, dida dadu, cousin, chachi hum rehta hain 😁

Tarun : oh👀

Pari : lijiya ho gaya 😁

Tarun : am thanks

Pari : most welcome uncle 😉

Tarun : chalta hun😄

Pari : okay😊

Tarun jaane lagta hain then

Tarun : am beta👀

Pari : jii👀

Tarun : voh tumhara nam?😄

Pari : Pari 😁

Tarun : pari👀 acha😌 cute name🥰

HumSafar - Seasone 2Where stories live. Discover now