Episode - 37

30 1 2
                                    

Raghav : *look at sadvi, going to touch her*

Sadvi : 😣

Veeransh : oyee😡
Kisi ko bhi chua tune to jan le lunga tera..

Raghav : accha? Kaisa lega? Tu to khud ked hain🤣
*look at sadvi*
To, karegi mujhse shadi 😈

Sadvi : tujh jaisa janwar se shadi karne se acha hain main mar jau😡

Raghav : *hold sadvi hand tightly*
Kya kahaa😡

Sadvi : aaahh😣

Veeransh : raghav chod sadvi ko😡

Raghav : tujha kyu itni mirchi lag rahi hain? 😡
Nhi karegi na mujhse shadi? Dekhta hu kaisa nhi karti... *haath chod deta hain, then raghav shanaya ka pass jata hain*

Room..

Shanaya beethi thi, raghav come

Shanaya : *stand up* 😦😨

Raghav : arey arey dar mat,main kuch karna nhi aaya hu tera sath, bas yuhi aaya😁😈

Shanaya : chod do hum a raghav plzz🥺

Raghav : kya kaha?  Chod du?
Aisa kaisa chod du *hold her hand*

Shanaya  : aaah😣

Raghav : abhi to tujha chot bhi nhi pohchai aisa kaise chod du😈

Sadvi : *raghav ko ek dhakka deti hain or raghav lamp ka pass jaake girta hain*

Raghav : 😣😡

Shanaya : 😨

Raghav : oyee😡

Sadvi : awaz nicha 😡 teri himmat kaise hui, apni is gandi haaton se meri behen ko chune ki, or dhamki de raha hain hum a tu? Tujha kya lagta hain hum dar gaye tujhse? 😡 huh.. Nhi dare, haath lagake to dikha, ushi haath ka tukra tukra kar dungi😡

Raghav : *sadvi ka mouth ko jor se pakar ta hain*
Bohot zuban chal rahi hain na teri, han👿

Sadvi : 😣

Shanaya : raghav chod sadvi ki chod😨😣

Raghav : haattt😡 *shanaya ko dhakka deta hain or voh bed pa gir jaati hain*

Shanaya : aaahh😣

Sadvi : shanaya di😨 di ap thik hain..

Shanaya : *stand up* 😣🥺

Sadvi : tujha jo karna hain tu kar par hum bhi har nhi manenga, sacchai ki jeet hogi or burai ki har😡 chalo di *then sadvi shanaya ko leke bahar chali jaati hain*

Raghav : hah, Bohot zubaan chal rahi hain na ye dono behno ki dekta hu kya karti hain.. *then raghav jaane lagta hain fir he realished ki rajshi nhi hain yaha,he turned back*
Ek min, agar shanaya yaha hain or sadvi bhi to far rajshi kaha gayi🤔😶
Kahi bhag to nhi gayi? *raghav bahar aata hain*

Hall pa..

Raghav : *hold sadvi hand tightly *

Sadvi : aaah😣

Raghav : bol rajshi ko kaha bhagaya tune bol jaldi 😡

Raghav dadi : *come* kya hua puttar?🤔

Raghav : dadi, voh rajshi bhag gayi humare aankho ka nicha se😡

Raghav dadi : Kyaa😱 aisa kaisa bhag gayi ye behna to ek sath tha

Raghav : han inho na hi kiya hain kuch ab bol rajshi. Ko kaisa bhagaya tune bol.. 😡

Veeransh : raghav singh, hum tera aankho ka samna khel khel rahe hain or tujha bhanak tak nhi hua😼 ab soch hum tera aankho ka samna se yaha se bhaganga tab tu kya karega...

HumSafar - Seasone 2Where stories live. Discover now