Episode - 61

40 1 0
                                    

Khurana house ...

Dophar 2 baje, sab ghar pa hi hote hain..

Mohini : *come* ohooo kabse khane deke rakha hain, or in baccho ko dekho kam se collage se aata hi phone pa lut pare..

Siblings : *enjoying using phone😂*
😗

Mohini : Pata nhi inko phone pa aisa kya milta hain😵

Rohit : ohoo bua, chill na hum wese kuch nhi kar rahe jaisa aap soch rahe ho🤪

Them : 😂

Mohini : 😲

Rajveer : oye aisa baat karta hain bua se😒

Mohini : dekha in phone na inko battamiz bhi bana diya 😾

Siblings : 🤦‍♂️🤦‍♀️

Muskan : ohoo bua phone ki wajasa thodi koi battamiz banta hain😅🥴

Mohini : mujha gyaan mat do, arey tum logo ki umaar main to hum stories books padhta tha or ajkal to phone pa hi stories padho wah🥴

Rohit : arey meri pyaari bua, phone ka sath in sab ka kya connection? 🙁
Ap ye sab chodo, khana paroso hum aate hain hm😁

Mohini : 😊 khud leke khao, mujha or bhi kam hain 😒 *she go*

Rohit : arey😑
Yaha baccha bhuka mar raha hain or kisi ko yaad tak nhi 😪

A boy : *enter* arey koi mujha bhi yaad kar lo🤷‍♂️😉

Them : 👀😲

Muskan & Radhika : Armaaann bhaiiii😍😍😍

Rajveer : Armann😍😃

A boy : 😉 *come*

Rohit : omgghhh😲🤩

Ishaan : tu kaha se tapka😲

Ajay : main sachma arman bhai ko hi dekh raha hu na, ya far ye koi sapna hain?😃

Armaan : arey main sachma agaya hunnn🤷‍♂️😉
*all hug him together 😂*
Arey sab ek sath agaye mujha sas to lene do.. 😵

Them : sorry sorry😅

Armaan : han😂

Muskan : or batao itna bada surprised😍

Rajveer : han humna to suna tha tu kabhi ghar nhi ayga😜 *masti*

Them : 🤭😂

Arman : rajveer beta masti nhi.. 😄
Main finally kam se free hua ho is liya socha ajau wapas so agaya😁

Radhika : bilkul sahi kiya jo agaye😃

Muskan : han or hum sab apko kitna miss bhi kar rahe tha 🥺

Arman : jhootha ho tum log 😒 agr karti to mujha hichkiya aati nhi aayi hi nhi🤪

Radhika : baat hichkiya ki nhi hain hum sachma apko miss karta tha🥺

Muskan : or aapna humara sath aisa contract kyu band kar diya🥺

Arman : bas yuhi😄 akele rehna tha is liya..

Radhika : pata hain hum sab kitna paresan hote tha jab bhi apki baat hoti thi sochta tha ki ap kaise ho kaha ho thik ho ki nhi.. 😟

Rajveer : or tai ji tau ji ka jaane ka baad *means dead* to tu bhi aisa laga hain ka bhi nhi hain 😌,
Ab mat jana apna family ko chodka kahi...

Armaan : nahi jaunga pakka😁

Rajveer : *hug armaan* welcome back 😁

Armaan : acha baki sab kaha hain 👀

HumSafar - Seasone 2Where stories live. Discover now