Episode - 22

40 0 1
                                    

Jay Thakur house ..

Jigandar thakur : *scremly Said*
Kya zarurat thi uski family ko mar,dalne ki😤

Jay : zarurat thi, pappa😈 zarurat thi.. Agar nahi marta un logo ko to mera rasto ka bich divar nhi tut ti.. *he doing smoking*

Jigandar thakur : tumna ek divar torna ki chakkar main hazaro divar bana liye.. Kya tumha andaza hain tumhara khilaf kitna sabut milenga unha😡 hazaro logo na,dekha hain tumha ab unki ye dekhna sunna gawa ban jaygi unka liya fir kya hoga pata hain.. Pata hain tumha 😤😡

Jay : chill pappa! Ap mera baap hoke darte ho mere? *laughing*
Pappa, voh log mera bal bhi baka nhi kar sakte, or gawa voh to dur ki baat hain😈

Jigandar thakur : tumha ye sab gawa lag raha hoga jay, lekin jab fasoge na tab pata chalega, tab mera haato kuch nhi rahega 😾

Jay : kya matlab kuch nhi rahega😾 apko hi to mujha bachana hain 😈

Jigamdar thakur : tumha kya lagta hain ye itna asaan hain? Arey Issa pehla bhi hazar bar jail gaye chuke ho kitni FIR aati hain tumhara khilaf tumha andaza hain...

Jay : jail gaya hu fasi to nhi chada na😗

Jigandar thakur : jay har,baat majak mat lo😡😾 kabhi kabhi choti moti galti bhi bada nuksan karta hain... Ye tumna bilkul sahi nhi kiya ab jab fasoge na bohot bure fasoge.. Bohot bure.. 😤 *then he go*

Jay : *smoking*
Fasoge😗🤣 *evily laughing*

Hospital.

Sadvi : *sadvi ko neend main voh sab gun shots wagara chikna chillana yaad aati hain apni family ki*
😣😫 naahhhiii😨

Nurse : mam, ap thik hain?

Sadvi : ye main ye main kaha hu? 😰 mujha apne ghar jana hain jaane do mujha..

Nurse : mam ap aisa nhi jaa sakti apki tabiyat thik nhi hain..

Sadvi : nahi mujha apna ghar jana hain apna family ka pass😰 *sadvi oxygen mask utar ka bhag jaati hain*

Nurse : mam mam rukiya sadvi mam🏃‍♀️

Sadvi : 😨🏃‍♀️ *veeransh se takrar hoti hain, Both look at each other*
😨

Veeransh : sadvi 😥 tum kaha jaa rahi ho?

Sadvi : mujha apna ghar jaana hain jaane dijiya mujha😩😭

Veeransh : sadvi ruko, tum abhi mentally thik nhi ho tumha aaram ki zarurat hain..

Sadvi : *scremly said* arey kaisaa araaamm😭? Kaisa aaram ki baat kar rahe hain ap? 😭 pure bich bazar main mera family ka katil hua hain murder hua hain😭 or main aise,behos padi rahu😨 nai main us jay thakur ko chorungi nhi.. Main usha😤🏃‍♀️*veeransh stop her*

Veeransh : sadvi ruko, is wakt mamla bohot gambhir hain hum a soch samjh ka sab karna hoga, shanaya ishaan rajveer voh sab kar rahe hain na investigate us jay thakur ka liya *touch her cheek* tum dekhna tumhara family ko insaaf milega, zarur milega😥😌

Sadvi : 😭 meri puri family ko mar diya usna😭 kyu mara kyuu😫😭 *touch veeransh shirt coller and shakking him*
Mera sab chale gaye, main akeli ho gayi😭😫 main ab kya karu kya karu main kya karu 😭 *veeransh hug her, touch her head*

Veeransh : ssh🥺 Tum akeli nhi ho hum hain tumhare sath😌 chalo roote nhi hain tum agar roygi to tumhara ma papa bhai,bhabi krisha unki atma ko Shanti nhi milegi.. Voh chahta hain tum lado unko insaaf do to tumha strong banna hain weak nhi😌

Sadvi : 🥺🙂😾 kuch bhi ho jay, is bar agar maina us jay thakur ko fasi pa nhi chadaya na to,mera nam bhi "Sadvi Sharma, Nahi" 😾🔥

Veeransh : very good😌 chalo ab ghar chale, antim sanskar ka wakt ho raha hain...😥

HumSafar - Seasone 2Kde žijí příběhy. Začni objevovat