Episode - 17

42 0 5
                                    

Night ... Veernal room ..

Rajveer : *sit on the bed, looking upset, he see sadvi picture on his phone*
😞🥺

Sonal : *look at him, and come near him, sit near him, put her hand on his shoulder*
Rajveer😥

Rajveer : 😞🙂

Sonal : dekho aisa upset nhi hote, sadvi bohot jald humare saath hogi dekhna tum😊

Rajveer : sonal, ye ye duniya itni ajeeb kyu hain, matlab.. Jo chiz hum a chaiya hoti hain woh humse cheen jaati hain, aisa kyu hota hain?😕🙂

Sonal : ye hi to hota hain bhagwan ki duniya main, 😌 ye duniya, ye insaan ye sab unhona hi to banaya hain.. Or woh hi sab karta hain, kismat accha bura sab kuch woh hi sambhal ta hain..

Rajveer : mujha to pata hi nahi tha ki dad aisa kuch karenga, maina unse ye umeed bilkul bhi nhi Rakhi thi, agar mujha pata hota ki dad aisa karna jaa rahe hain to main unha rokta.. Apni maa ki aakhri nisani ko aisa kisi or ka hawale nhi karna deta main, 🥺
Mera behen ka sath jo hua na uski wajasa main dad ko kabhi maaf nhi karna wala😓

Sonal : arey aisa nhi kehta, woh dad hain tumhare, or ho gayi unse galti, i know tum naraz ho lekin aisa nafrat na karo , dekho uncle ko tab jo laga unhona woh hi kiya or agr uncle sadvi se nafrat karta hi to usha unka dost ka hawale kyu karta, woh sadvi aanth ashram bhi to de sakta tha ye far aisa rasta pa ye far mandir pa chod dete lekin unhone nhi choda, kyu, kyu ki woh bhi janta tha ye unki mohobaat unki biwi ki aakhri nisani hain..ishi liya unhona sadvi ko suraj uncle ko diya taki woh safe rahe..

Rajveer : humare sath rehta to kya hota?

Sonal : ho sakta hain tab uncle na ye socha hoga ki, tum dono ko woh sambhal ta hain, sadvi tab choti thi kuch din ki bacchi, roygi girgiraygi or itna chota sa baccha ko sarf ek maa hi sambhal sakti hain, mana ki family hoti hain lekin jo maa kar sakti hain woh koi nhi kar sakta ishi wajasa unhona suman anuty ko yeh zimmadari di taki woh sadvi ki maa bane.. Rajveer agar tum khud ki nazar se na sochka, bakiyo ka nazar se sochoge to tumha tumhare sawal ka jawab mil jayga... Or aisa thodi tha ki tumhari behen tumse dur thi, tum to waisa bhi sadvi ko apna behen jaisa hi manta tha na, or unki family bhi to tumhara family ka sath touch main thi, to far sab paraya kaisa hua.. Ye na socho ki ye kyu hua, ye socho ki yeh hona hi shayd sahi tha, or ab jo hoga woh bhi sahi hi hoga😌
Bhagwan pa bharosa rakho, woh sab theek karenga 😊

Rajveer : 😌 thankyou🥺😊

Sonal : 😊 welcome 😇
Chalo ab ye roona band karo or soo jao.. 😁 *rajveer bed pa hi soo jaata hain😜, sonal bhi kuch nhi kehti*

Morning  ...

Veernal ek dusre ko hug karke soye hua hain 😜🙈. Both open their eyes and look at each other..

Sonal : 😊 good morning

Rajveer : good morning 😊 *kiss her forehead , then again hug each other, they close their eyes for 1 sec, 😂 tabhi de realished dono ek sath hain, they look at each other in a shocking way, then jumply uth jaate hain*

Voth: tum?😲
😐 *both thinking*

Rajveer : main yaha🤔

Sonal : kal tum yehi soo gaye tha🥴

Rajveer : oh😅😯🙁
Sorry, woh 😐

Sonal : It's okay😌
Tum kal paresan tha to soo gaya or waisa bhi ye tumhara kamra hain tumhara,bed hain tum soo sakta ho.. 😌

Inside rajveer : itni acchi kyu ban rahi hain ye ajj🙁

Rajveer : mujha to laga tum gussa karogi 🙁🥴

HumSafar - Seasone 2Where stories live. Discover now