A BATTLE - VII

837 94 3
                                    

ABHIMANYU KEPT QUITE WHILE AKSHARA LET GO HIS HAND.

AKSHU (with tearful eyes) - Mein janti hu Abhi tumhe mujh par bharosa karna muskil horahi hogi lekin trust me mein bhalehi 6 saal Abhinav k sath rahi lekin hamare bich wyasa kuch nahi huwa trust me

ABHI KEPT LOOKING AT HER TRYING TO UNDERSTAND WHAT SHE WAS SAYING

AKSHU - Trust me Abhi mein aur Abhinav bhalehi sath rehte thye pati patni ban k lekin hamare bich kabhi wyasa rista nahi tha. Hum

ABHI (angrily holding her) - Akshara how dare you to even say this. Tumhe khud ko justify karne ki koi jarurat nahi hain. Mujhe koi farak nahi padta. Meine hamesa tumse pyaar kiya hain sirf tumse. Suna tumne mujhe farak nahi padta log kya kahenge mujhe sirf iss baat se farak padta hain ki meri Akshu kya sochti hain. Meine kabhi bhi tum par shak nahi kiya hain Akshara na kabhi karunga

AKSHARA WAS CRYING. ABHIMANYU TOOK HER IN A TIGHT HUG LETTING HER CRY. ABHIMANYU CARRIED HER AND TOOK HER TO A ROOM

ABHI - Akshu baba shaant hojao shaant

AKSHU - Abhi kya hum kabhi

ABHI - Akshu hum iss barey mey baad mey baat karey.  tum aaram karo mein junior ko dekh k aata hu

AKSHU NODES

ABHIRAजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें