GIVING IT BACK

1.4K 148 9
                                    

MANJIRI (coming from outside) - tu yaha kya kar rahi hain fhirse iss pariwar se kuch chinne aayi hain na tu. Pehle Aarohi se uski maa baap chinliya fhir humse hamara beta, fhir Shefali aur Shivu ko hum sabse dur kardiya aab kya baki rehgaya hain chinne k liye jo dubara yaha lout k aagayi

AKSHARA (angrily) - aap aapne hadd mey rahiye Manjiri Birla. Jis baat ki sacchai aapko pata na hona uss baat mey aapni tang aadani ki jarurat nahi hain. Maa baap sirf Aarohi k nahi thye mere aur Kairav Goenka k bhi thye. Hum chilla chilla k aapna dukhna nahi rote iska yeh matlab nahi hain ki humey dard nahi hota. Mujhe aapki aur Aarohi ki tarha logo k samne tamasa karna ya hayee mein bichari banna nahi aata

MANJIRI (looking at Abhi) - dekh rah hain Abhi yeh kyase baat kar rahi hain mere sath

AKSHARA (annoyingly) - kabhi toh akele ladna sikhiye. Har bar kya dekh Abhi sunn Abhi kehti rehti hain aap. Aapko agar khud k liye ladna nahi aata na toh chup rahiye. Agar aap mujhe ek baat sunayengi toh mein aapko soh(100) baatein sunaungi aur aapko sunna parega. Mein Akshu nahi hu jo koi kuch bhi kahega toh sunlungi. Mein Akshara hu aur mein sunungi bhi aur char baatein sunaungi bhi samjhi aap.

MANJIRI (shedding crocodile tears) - mujhse mera beta chinn k aab mujhe sunayegi tu

AKSHARA (raising her brows)- mujhse mera pariwar chinn k, mera pati chinn k, mere baccho k sar se baap kah saya chinn k aap mujhe sunayengi

MANJIRI (angrily) - meine tujhse kuch nahi chinah hain samjhi tu

AKSHARA (going near to her and slowly) - ek baat mein bhi janti hu aur aap bhi ki 6 saal pehle kya huwa tha isliye mera muh maat khulwaiye warna Abhimanyu k samne jo aap yeh acchi bani fhirti hain na wohi Abhimanyu aapko dhakke mar k yaha se bahar fekega. (Smirks) Isliye mujhse ulajne ki galti maat kijeyga samjhi na ya kisi aur tarike se mein samjhau

MANJIRI GETS SCARED LISTENING TO AKSHARA SO SHE JUST KEEPS QUIET.

AKSHARA (looking at Abhi) - Abhimanyu tumhari maa aab kuch nahi bolegi toh mein hi bolti hu mere Aksh ya Shree k aaspas bhi tum ya tumhari family member dikhai bhi diye na toh mein Birlas k yeh jo name fame hain na sab ko tabha karke rakhdungi yaad rakhna

ABHIMANYU (helplessly)- tum mujhe mere baccho se durr kyase karsakte ho

AKSHARA (sternly) - yeh sawal tumhe mujhse puchne kah hakk tum khochuke ho. Tumne sirf aapna sperm diya hain uske alawa konsa farz pura kiya hain tumne baap hone kah. Baap hu kehdene se koi baap nahi banjata.

ABHIMANYU (pleads) - Akshara please yesa maat karo mere sath

AKSHARA - 6 saal pehle agar tumne meri baat ek bar sunliya hota na toh yeh nobat nahi aati aaj Abhimanyu.

AKSHANT aur ABHISHREE unn logo se sakt nafrat karte hain jinhone unki maa ko hurt kiya hain isliye kehrahi hu durr raho unse. Unki nafrat nahi sehpaoge tum.

ABHIMANYU - Akshara

AKSHARA LEAVES...

MANJIRI (angrily) - Abhi tu uski baat par dhyaan maat de tu ja aur mere pota poti ko ghar leke aaja na jane kyase pala hoga usne

ABHIMANYU - mein Aksh aur Shree ko aapne maa se alag nahi karsakta.

MANJIRI (trying to manipulate) - Abhi tu aapni maa kah baat nahi manega uss ladki ne 6 saal tak tujhe tere baccho se durr rakha hum sabse badla lene k liye

ABHIMANYU (with questioning look) - woh badla kyu legi maa. Aur usne yesa kya kaha aapse ki aap chup hogayi aap mujhse kuch chuparahi hain na maa

MANJIRI (stammers) - mein tujhse kya chupaungi aur tu kaha uski baat par dhyaan derah hain.

ABHIMANYU WASNOT CONVINCED AT ALL. IT WAS FIRST TIME WHEN ABHIMANYU SAW HIS MOTHER WAS HIDING SOMETHING BIG..

AT NIGHT ABHIMANYU VISITS AKSHARA HOME..

AKSH (looking at Abhi) : aap hamare ghar mey kyu aaye ho dubara hamari mumma ko hurt karne na chale jao aap yaha se

SHREE (angrily) - haa jaiye aap humey aapki tarha papa nahi chaiye jo hamari mumma ko hurt kare

AKSH - yess

SHREE (scrunhing her nose) - SNAJYS

ABHI (trying to holds her hand) - beta please ek bar papa

AKSH (pushing him) - papa nahi ho aap

ABHI (with teary eyes) - Aksh

AKSH (angrily) - Akshant. Akshant Akshara Singhaniya naam hain mera. Aksh mujhe sirf meri mumma bulasakti hain

SHREE - yess BIR

ABHI - Shree

AKSHARA (sternly) - Shree nahi Abhishree nam hain meri beti kah. Babies aap andar jaiye mumma ko inse baat karni hain

AKSHREE (hugging her by waist) - no mumma

AKSHARA - yes now go 3 2 1

AKSHREE GETS INSIDE THEIR ROOM

ABHIMANYU (with teary eyes) - kyuuu Akshara kyuuu

AKSHARA (with a determined voice) - iss kyuu kah jawaf tumhe kal miljayega Abhimanyu woh bhi sabut k sath aabi k liye ghar jao. Go home and ride safely..

ABHIMANYU LEAVES WITH HEAVY HEART.

A BIGGEST STORM WAS GONNA HIT HIM THE VERY NEXT DAY.

GUESS WHAT WILL AKSHARA TELL TO HIM...

ABHIRAजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें