A BATTLE - II

962 97 10
                                    

So many of you said i had whitewash Abhimanyu and i was bias but no. The story has more to unfold their scars, pain, insecurity, anger and so on. Abhimanyu has flaws so does Akshara they both had share of mistakes. And i am going to show it.

And honestly saying Abhinav chapter is closed in my book. No matter how nice he is but his character sounds little cringe to me. In todays time no one is that much nice the way makers had potrayed him. In whole show he is only shown as aadarsh accha aadmi.

JUDGE - so the custody goes to the Mr.Abhimanyu Birla and Mrs.Akshara Abhimanyu Birla

THUDDD THE ROOM WAS FILLED WITH COMPLETE SILENCE. BOTH THE LAWYERS AND FAMILIES LOOKS AT EACH OTHER NOT KNOWING HOW TO REACT

yeh kya bakwas hain shouts Manjiri Birla and Manish Goenka

JUDGE - yeh bakwas nahi sach hain Master Abhir k biological Mother aur Father kah jab divorce huwa hi nahi hain toh custody battle kisliye.

MANISH - kyaaa lekin

JUDGE (chuckels) - ek paper par sign kardene se divorce nahi hota. Divorce kah aapna ek procedure hota hain. Shadi divorce yeh koi khel nahi hain ki jab maan kiya kheliye aur jab maan bhargaya khelna band kardiya. Legally Akshara is still Mrs.Birla. Unke Abhinav Sharma k sath shaadi illegal hain. Woh kehte hain na one single sheet of paper cannot decide whole future wyasehi kuch samaj lijey. One single paper without a legal stamp is nothing.

Meine aapna faisla sunadiya hain Master Abhir ki custody unke biological parents ko jata hain. Aab yeh unpar hain ki woh Master Abhir ko kyase samjhayenge jo mess aap logi k bachpane aur ghusse ne fehlaya hain usse samet lijey. Abhir aap dono kah beta hain usse kyase sach batana na its upto you. Mr.Abhinav Sharma aapko sayad yeh faisla galat lage lekin sach yeh hain ki ek bacche ko aapne sagey maa baap se jyada koi nahi janta. Akshara agar chahe toh Abhimanyu ko divorce desakti hain lekin tab bhi Master Abhir par unka hak utnahi rahega jitna Akshara aap kah. Abhinav ji aap kah aur Akshara kah rista ek jhut par khada tha jo aaj sach ki diwar ne toddi hain. Aapko mera faisla bilkul bhi manjur nahi hoga lekin Abhir ko hak hain uske biological father k bare mey pata hona. Court Mr.Abhinav Sharma ko 3 days visiting rights deti hain with the presence of biological parents. Court yeh bhi chahti hain ki Master Abhir k birth certificate correct kiya jaye. Government paper par biological parents kah name hona chaiye jo ki Mr.Abhimanyu Birla hain

ABHINAV (cries) - yeh mujhe manjur nahi hain. Abhir mera aur Akshara kah beta hain woh hamara

JUDGE - Abhinav ji mein aapki jazbat samaj sakti hu lekin aapko bhi yeh samajna hoga ki Abhir aapka nahi Abhimanyu Birla kah beta hain. Dil k riste beshak sacche hote hain lekin dil k riste k chalte hum law kah majak nahi banasakte. Aapki aur Akshara ki shaadi illegal hain bhalehi 6 saal se aapdono Abhir k liye parents ho lekin law k hisab se aap dono Abhir k parents nahi ho. Iss baat mey koi shak nahi hain ki aap Abhir se pyaar karte hain lekin Abhir ki bhalai isimey hain ki woh aapne real parents k sath rahe. Abhir ko jiss jhut k bubble mey aaplogo ne wrap kiya tha usse unwrap karne kah time aagaya hain. The case is closed.

THE JUDGE LEAVES AND SLOWLY EVERYONE

ABHIRA WERE STILL LOST IN THE DECISION OF COURT.

ABHIR KI CUSTODY MR.ABHIMANYI BIRLA AUR MRS.AKSHARA ABHIMANYU BIRLA KO MILTA HAIN...

ABHINAV WAS BROKEN. EVERYONE WERE BLANK...

ABHIRA - WE NEED TO TALK

EVERYONE LEAVES THEM ONE BY ONE .. ABHINAV LOOKS AT THEM AND CRIES SILENTLY

ABHI - Akshara i know tum

AKSHARA - aaj mein bolu Abhimanyu ya aaj bhi tum aapni kisi logic ko sach maan k bethjaoge

ABHIMANYU NODES

AKSHARA - Abhimanyu 8 saal pehle jab tumse mein Gopi mask festival mey mili thi mein tabse tumhe pasand karti thi. Lekin meine hamesa Aarohi k liye tumpar mey se give up kardiya lekin tum tum toh hamesa mere sath mere liye hamare pyaar k liye ladte rahe na toh fhir kya huwa ki tumne mujhe jane ko kehdiya Abhimanyu.

ABHIMANYU - 8 saal kah tha mein tabse leke aajtak mein aapni maa kah dhaal bana hu. Hamesa unhe protect kiya mere maan mey tha ki mein hamesa unhe protect karu hamesa unse har problem durr rakhu. Jab bhi Sir Neil aur maa ko kuch kehte thye mujhe bahot ghuusa aata tha. Neil aur Maa bas indono k khatir mey Birla House mey rehta tha. Meine hamesa yeh kosis ki hain ki undono ko khush rakhsaku. Lekin jab mere Neil ne mere haat mey aapna dam toddiya mein kuch nahi samajpaya. Neil ki maut hamari babies ki maut, maa ki halat, Aarohi k blames mujhe kuch samaj nahi aaya mein bas chahta tha ki tum insab se durr raho. Jitna tum Maa aur Aarohi k pas jarahi thi unka ghussa utna badrah tha tumhare liye jo sahi nahi tha isliye meine tumhe divorce diya aur kaha chale jane ko. Meine bade papa se bhi kaha tha ki tumhe leke chalejaye lekin tum usse pehle chaligayi thi. Meine kosis ki dhudne ki lekin jab bade papa ne kaha tum khush ho wapas nahi aana chahti toh meine bharosa karliya. Aur jab 7 mahine baad tumne phone kiya toh sabkuch tut k bikhargaya

Mein aapne actions justify nahi kar rah Akshu sorry Akshara

AKSHARA - kyu huwa yeh hamare sath Abhimanyu

ABHI - mujhe bhi nahi pata..

AKSHARA - tum jante ho meine hamesa chaha ki meri wajha se tumhe kli takleef na ho lekin jane anjane mey mein hi tumhari takleef ki wajha bangayi.

ABHI - yesa nahi hain Akshara tum nahi balki mera ghussa meri takleef ki wajha hain

AKSHARA - toh karte kyu ho itna ghussa

ABHI (chuckels) - kisi ki aati nahi meri jati nahi

AKSHARA (laughs) - pata hain jab Abhir hone wala tha na toh mein ahmesa sochti thi ki woh tumhari tarha hoga ya meri

ABHIMANYU - meri tarha hain na bilkul

AKSHARA - haa bilkul methidana

ABHIMANYU - aur tum kya girija

AKSHARA - Abhiiii

ABHIMANYU - Akshuu

THEY JUST LOOKS AT EACH OTHER.

AKSHARA - kya tum court kah faisla mante ho

ABHI - tum batao tum manti ho

AKSHARA SIGHS AND ABHIMANYU TAKES IT IN OTHER WAY

ABHI - i know tum sharma ji se pyaar karti ho and its

BEFORE HE COULD COMPLETE A SLAP LANDS ON HIS CHEEKS..

ABHI - Aaa..kk..

AKSHARA - chup tumne yeh sab socha bhi kyase ki mein

ABHI - uss din Kairav k

AKSHARA - i was sober Abhimanyu meine bas kehdiya meine Abhinav ko sirf ek dost k najar se dekha hain aur kuch nahi

ABHI - I am sor..

AKSHARA (walks away) - mujhe kuch nahi sunna

ABHI - Akshara meri baat suno Akshuuu

AKSHARA (shouts) - ABHIIII......

ABHIRAजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें