AKSHARA

1.4K 152 11
                                    

ABHIMANYU RINGS THE BELL CONTINOUSLY..

AKSHARA (opening the door) - door bell hain koi madir kah ghanta nahi jo kabse bajaye jarahe ho

ABHIMANYU (looking at her) - Aksh..

AKSHARA (coldly) - what are you doing here Mr.Birla

ABHIMANYU (rudely) - I came here to meet my kids

AKSHARA (raising her brows) - wait a minute your kids may i know where are they

ABHIMANYU (pleads) - Akshara tum bhi jante ho ki mere bacche kaha hain mujhe milne doh unse please

ABHISHREE (happily) - aap aap yaha kya kar rahe ho

AKSHARA (calmly) - Shree go inside

ABHIMANYU (smiles) - Shree mein aapka papa

ABHISHREE (shocked) - aap mere papa ho

ABHIMANYU (going towards Shree) - Haa beta mein aapka papa

AKSHANT (pushing him) - nahi ho aap hamare papa. Hamare mumma aur papa dono Akshara Naira Singhaniya hain. Aap hamare kuch nahi lagte chale jaiye yaha se jyase 6 saal pehle hamey aur hamari mumma ko xod k chale gaye thye akele

ABHIMANYU (trying to hold him) - beta..

AKSHARA (coming between them) - Sunn liya na now you may leave

ABHIMANYU (angrily) - badla lerahi hona mujhse Akshara toh thik hain lelo badla lekin mujhe mere baccho se durr karne ki kimat tumhe chukani hogi yaad rakhna

AKSHARA SLAMS THE DOOR IN HIS FACE

SHREE (holding Akshara) - woh sach mey hamare papa hain jaan

AKSH (angrily) - Abhishree nahi hain woh hamare mumma jinhone hamari mumma ko hurt kiya woh hamare papa kabhi nahi hosakte

AKSHARA (calmly) - Aksh yesa nahi kehte bade hain na woh aap se

SHREE - no mumma bhaiyu is right woh nahi hain hamare papa. Jaan you are our mumma and papa

AKSHREE HUGS AKSHARA...

ABHI (angrily) - yeh tumne sahi nahi kiya Akshara bilkul bhi sahi nahi kiya mein mere baccho ko wapas leke rahunga..

ABHIMANYU FILES THE CASE...

AKSHARA (enterng Birla House while shouting) - Abhimanyu Birlaaaaaa

ABHIMANYU (smirks) - oh you here

AKSHARA (yells) - himmat kyade hui tumhari mere baccho k liye custody case file karne ki

ABHIMANYU (yells) - woh mere bhi bacche hain Akshara baap hu mein unka

AKSHARA (angrily) - baap hu kehdene se koi baap nahi banjata. Baap hone kah farz bhi nibhana jaruri hota hain. Yesa konsa farz nibhaya hain tumne Abhishree aur Akshant k liye jo itna chilla chilla k baap hu unka kehrahr ho

ABHIMANYU - farz nibhane kah mouka hi toh nahi diya na aapne Akshara

AKSHARA (shouts) - meine mouka nahi diya ya tumne mouka gawadiya Abhimanyu. Jab mujhe pata chala tha na ki hamare bacche jinda hain sabse pehle sab kuch bhula k tumhe call kiya tha meine. Tab tumne kaha tha ki durr chali jao Akshara. Fhir bhi mein tumhe call karti rahi din raat lekin tumne ek bhi call recieve nahi kiya. Jab mein labour room mey dard se chilla rahi thi, mout se ladrahi thi tab bhi meine tumhe call kiya Abhimanyu tumhe. Taki mere bacche anath na kehlaye lekin tab bhi tum aapne ego aur gusse mey thye.

Akshant hamara first baby healthy tha lekin Abhishree nahi thi woh ek hapte tak mujhse durr ventilator par thi tab tum kaha thye, jab mein 4 din tak behos hospital k bed pe padi huyi thi tab tum kaha thye, Akshant aur Abhishree ne jab pehli bar Papa kaha tha tab tum kaha thye, jab mujh par aur mere baccho par ungliya uthai jarahi thi tab tum kaha thye Abhimanyu

ABHIMANYU (angrily) - mana ki meine tumhara call nahi uthaya mana ki mein ghussa tha lekin tum wapas toh aasakti thina kyu nahi aayi tum wapas kyuu

AKSHARA (shouts) - mein wapas aayi thi Abhimanyu lekin tumhari maa ne

ABHIMANYU - maa ne kya Akshara

AKSHARA (looking at him) - kuch nahi baccho ne kehdiya na ki unhe tumse nahi milna toh yeh sab kyuu

ABHIMANYU (holding her)- mein kuch puchrah hu Akshara maa ne kya kiya kya kaha

AKSHARA (looking away) - tum sach sunn nahi paoge aur mein keh nahi paungi so leave me

ABHIMANYU - mein aapne baccho se durr nahi rehne wala. Family hain Shree aur Akshant mere

AKSHARA (angrily) - Konsa bacche Abhimanyu. Tumne kiya hi kya hain jo family k naam ki akaad mujhe dikharahe ho. Bhulgaye ho toh yaad dila deti hu Akshant aur Abhishree mere bacche hain sirf mere. Unhe mujhse durr karne ki himmat maat karna warna mein tumhari life mey yesa tandav machadungi ki puri life yehi pachtawa rahega ki meine Akshara ki baat kyu nahi suni wyase aab bhi pachtawa toh horah hoga na ki 6 saal pehle meine Akshara kah call kyu nahi uthaya kyu usse kuch bolne kah mouka nahi diya

ABHIMANYU (shocked) - Ak

AKSHARA (pointing her fingers towards him) - meri baat aabi puri nahi huyi hain ek baat yaad rakhna mein woh 6 saal pehle Akshu nahi hu jo easily manipulate hosakti thi ya emotional fool thi. Mein Akshara hu Akshara Naira Singhaniya aur yeh Akshara aapne baccho k liye kisi bhi hadd tak jasakti hain kisi bhi hadd tak.

ABHIMANYU GULPS LOOKING AT HER. SHE WAS NOT SAME AKSHU WHO CAN BE EASILY MANIPULATED OR FOOL. SHE WAS NOW AKSHARA A FEARLESS AND BOSS LADY WHO IS NOW MOTHER OF TWO KIDS. AND A MOTHER CAN DO ANYTHING AND EVERYTHING TO KEEP THEIR CHILD SAFE.

ABHIRAजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें