A BATTLE - IV

785 108 7
                                    

AFTER A WHILE DOCTORS CAME OUT OF OT AND INFORMED ABHUMANYU IS OUT OF DANGER. AKSHARA WAS ABOUT TO GO INSIDE WHEN MANJIRI STOPPED HER

MANJIRI (glaring at her) - Akshara tune thodi dher pehle jo bhi kaha uska jawaf bhalehi meine nahi diya lekin tu aab mere bete k aaspas bhi nahi rahegi. Jab jab tu uske aaspas hoti hain tab tab uske sath kuch na kuch galat hotahi hain

AAROHI - Maa Akshu aabi bhi Abhimanyu ki patni hain

MANJIRI (hatred totally dripping out of her mouth)- woh patni jo kisi gair mard k sath 6 saal se sath mey rehrahi thi

AKSHARA (angrily) - aap hadh par kar rahi hain. hadh mey rahiye Mrs.Birla wohi aapke liye accha hoga

MANJIRI (looking at Akshara & Abhinav) - jo paraye mard k sath 6 saal se jhuti shaadi nibharahi ho woh mujhe aapna hadh dikhyegi huh (looking at goenka clan)yehi sanskar hain aapke

AND AGAIN THE GOENKAS STOOD LIKE A STATUE

AKSHARA (angrily and loudly) - aap hoti kon hain mere sanskaro mey ungli uthane wale. Aur aap kisse puchrahe hain sanskaro k barey mey jinhone mujhe 12 saal ki umar mey iss duniya mey ek kudey ki tarha fekdiya tha. Agar meri sanskar bhuri hoti na toh aab tak aap jail chali gayi hoti Mrs.Birla. Mein kuch bhi bhuli nahi hu. Mein aapko defamation case mey aandar karwa sakti hu mind it

MANJIRI (gritting her teeth)- dhamki derahi hain tu mujhe ja tujhe jo karna hain kar lekin mere Abhi se milne k bare mey sochna bhi maat. Tu ja aur samhal aapne nakli najayaz riste ko

AKSHARA (shouts) - Mrs.Birlaaa

MANJIRI - chillane se sach nahi badal jayega ki tera aur tere uss pati kah rista najayaz tha. Sabke samne pati patni banke ghum rahe thye tab saram nahi aayi tujhe.

Mere Abhi k liye kabhi tune lada hain nahi jab bhi Abhi ne tujhse chale jane ko kaha tu chaligai lekin jab bhi Abhi ne tujhse kuch karne se mana kiya hain tab tu sabse pehle wahi karti hain. Shaadi k waqt Abhi ne kaha tha na ki Birlas ko Goenkas maat samjana hamari family alag hain lekin nahi tu har waqt har jagha ghusjati thi. Tujhe mana kiya tha na ki Neil k sach batane k bare mey lekin nahi tab bhi. Tujhe hamesa hamne jo mana kiya tujhe wahi karna tha.

SAYING SO MANJIRI WENT INSIDE ABHI KEPT ASKING ABOUT AKSHARA BUT MANJIRI DIVERTED THE TOPIC..

AFTER FEW DAYS...

ABHI (Text) - We need to talk

AKSHARA (text back)- will meet at Sunset point

ABHIRA MET AT SUNSET POINT..

AKSHARA SAW ABHIMANYU AND HUGGED HIM TIGHTLY.

ABHI (confused) - Akk

AKSHARA - please please Abhi

ABHI (caressing her hair) -  Akshu baba shant

AKSHARA - Aa..bhii..

ABHI - Akshu shaant hojao aur kya huwa batao

AKSHARA - jab mein hospital se ghar gayi tab..

FB STARTS..

GOENKA HOUSE

AKSHARA (seeing Abhinav packing his bag) - Abhinav aap yeh kya kar rahe hain kaha ja rahe hain aap

ABHINAV (faking smile) - wapas jarah hu ji aab toh sabne hamara riste kah majak hi banadiya hain ji toh aab yaha reh k kya karunga. Court ne bhi aapko aur bhai ji ko sopdiya Abhir aab mera kya kaam

AKSHARA (in convincing tone) - Abhinav hum koi rasta nikal lenge aap yese nahi ja sakte Abhir k bare mey toh sochiye

ABHINAV - aab ek hi rasta hain hum Abhir ko yaha she chupchap bina kisi ko bataye le chalte hain

AKSHARA (shouts) - kyaa

ABHINAV - yehi ek rasta hain Akshara aap mein aur Abhir ek happy family hain jisse bhai ji k aane we nazar lag gayi gain

AKSHARA (not getting his point) - ABHINAV kya bolrahe hain aap Abhimanyu jyasa bhi hain Abhir kah pita hain

ABHINAV (looking at her) - aur mein much nahi hu kya bhuliye maat meri wajha se Abhir aur aap jinda hain

AKSHARA - mein uske liye bahot thankful hu Abhinav lekin mein court k against nahi jasakti hum par legal action liya jasakta hain aap samjhiye

ABHINAV (getting frustrated) - humesa mein hi kyu samjhu ji aap samjhiye mein aap Abhir air chahe toh Abhir kah chota bhai ya behen bhi

AKSHARA - Abhinav meine hamesa aapko ek friend ki nazar we dekha hain mein aapke sath

ABHINAV (chuckles)- Kya baat hain AKSHARA kuch time pehle take aap mujhse pyaar ki baatein karti this aur aab..

AKSHARA - dekhiye Abhinav hum koi rasta nilal lenge

ABHINAV - koi rasta nahi hain Abhir bhai ji ko kitna chahta hain jante hain na aap aur jab usse pata chalega ki bhai ji uske real wale papa hain toh woh daud k unke pas jayega. Aur jaha Abhir waha aap. Aapko yad hain na kyase usne bataya tha ki bhai ji kah ghar kitna bada hain waha kitne sare log hain

AKSHARA - ghar nahi insaan kah dil bada hona chaiye Abhinav aur

ABHINAV (angrily) - aur kuch nahi Akshara aap Abhir ko sab sach batadijey. Mein aab aur iss jhut ko nahi nibha sakta meine hamesa aapka aur Abhir kah socha hain lekin mujhe sayad aab aapne bare mey sochna chaiye. Meine aaplogo k liye 6 saal barbaad kardiye aab

SAYING SO ABHINAV PACKS HIS BAG AND LEAVES

ABHIR (crying) - Docman mere real papa hain. Aapne mujhse kyu chupaya mumma. Aapne mujhse mere papa se durr rakha. Mujhse aapse koi baat nahi karni

AKSHARA - Abhir beta meri baat toh sunn

ABHIR (running away) - nahi aapne jhut bola sach chupaya mein hamesa katti katti hamesa k liye katti hu

AKSHARA FALLS ON THE FLOOR WHILE CRYING.

FB ENDS...

ABHIRAजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें