A BATTLE - V

747 99 17
                                    

ABHIMANYU WAS BEYOND SHOCKED TO HEAR THAT. HE KNEW HOW MUCH HIS BETU HIS JUNIOR LOVED AND ADORED HIS MOTHER. AFTER ALL ABHIR WAS A MINI ABHIMANYU.

ABHI (caressing her back) - Akshu baba please shant hojao yese rone se kya hoga hum Abhir ko samjayenge woh samajega

"Nahi Abhi meine bahot kosis ki woh meri baat sunhi nahi rah" sobbed Akshara

ABHI - Akshu listen mein baat karta hu junior se. Aur tum janti hona woh aapni mumma se jyada naraz nahi rehsakta

AKSHU  NODES..

"Accha suno aabi Goenka House chalte hain Abhir se baat karne. Lekin usse pehle aasu pochlo bilkul Annabella lagti ho sare kajal behgaye hain" said Abhimanyu teasingly

AKSHU - Abhiiiii

ABHI - Akshuuuu

AKSHU LAUGHS LOOKING AT HIM. AFTER SOMETIME THEY REACH GOENKA VILLA ONLY TO SEE EVERYONE THROWING DRAGGERS AT THEM. BUT ABHIMANYU CHOOSED TO IGNORE THEM

ABHI (happily) - Junior dekho aapse milne kon aaya hain aapke docman Junior kaha ho aap

MANISH - woh yaha nahi hain

AKSHU - yaha nahi hain matlab kaha hain kaha hain mera Abhir

MANISH - meine usse Abhinav k pas bhejduya hain aur aab tum Akshara tum bhi unke sath jao

"bade papa agar yeh majak hain  toh isse aabi band kijey kaha hain mera beta" said Abhimanyu angrily

MANISH - meine kaha na Abhir Abhinav k pas khush hain. Abhir ki khushi Akshara aur Abhinav k sath hain Abhimanyu jabarjasti bich mey aane ki jarurat nahi hain. Aur tum Akshara bag pack karlo aur wapas Abhinav k sath jao hum court mey tumhara aur Abhimanyu kah divorce file kardenge uske baad Abhir hamesa tumhare aur Abhinav k sath rahega.

ABHIMANYU WAS READY TO ANSWER BACK WHEN AKSHARA HELD HIS HAND

SWARNA - dekh Akshu tune Abhimanyu k sath hamesa dukh saha hain lekin aab jab teri ek khushal pariwar hain toh aab usse samhal. Bhale aajtak koi rista na samla ho lekin yeh samhal le. Teri khushi Abhinav k sath hain

KAIRAV - 6 saal pehle meri behen kah sath xoddiya tha na toh aab kyu uske sath khade ho. Dekho Abhimanyu meri behen Akshara Abhinav k sath bahot khush hain uski khushi k bich mey maat aao.

AKSHARA KEEPS ON LISTENTING THEM UNTIL...

MANISH - tumne kabhi hamari Akshu kah khyaal nahi rakha na uski izzat ki na parwa ki toh aab yeh dikhawa band kardo

Sahi kaha aapne bade papa bahot sahi kaha jab 19 saal pehle mera ungli xodchuke hain toh aab yeh jhuti dikhawa kyuuu kyuuuu roared Akshara Abhimanyu Birla

EVERYONE LOOKED AT HER.

"Kisse puch k hamare bete ko aapne Abhinav k pas bheja who the hell gave you permission to send our child without our knowledge. Agar mere bete ko ek kharoch tak aayi na toh kasam hain mujhe mere kanha ji k aab sab k jindagi mey yesa tandav machaungi na ki marte dum tak yehi afsoos hoga ki kyu humne Abhir ko Abhinav k pas bheja" roared Akshara as her patience level was breaking

Yeh kya tarika hain baat karne kah Akshara bhulo maat hum tumhare pariwar hain, scolded Manish Goenka

(Scoffs) Pariwaar konsa pariwar jisne pichle 6 saal tak mein jinda hu ya margayi pata karne ki kosis nahi ki. Aray tab kaha thye aaplog jab mujhe aap sab ki jarurat thi. Kaha thye aaplog jab mujhe Aarohi Sirat ki mout k liye blame karti thi. Yaha mojud har ek insaan janta hain ki Sirat ki mout jimmedar mein nahi Aarohi thi. Aap sab chahte toh Aarohi ko rok sakte thye lekin aap mey se kisine yeh nahi kiya. Aap sabne Aarohi k ghusse ko bhadne diya aur mujhe sab kuch sehne diya. Sirf 12 saal ki thi mein meine bhi maa khoya tha sagi na sahi lekin khoya tha meine bhi, papa meine bhi khoya tha lekin mera dard Aarohi k dard se kaam kyu managaya kyuu. Meine akele meri panic attacks meri anxiety depression le lada hain tab kaha tha yeh pariwar kaha thaaa. Agar pariwar kah matlab na pata ho toh pariwar ki duhaaye maat dijey.

Aapne kaha na Mrs.Goenka ki mujhse ristey nahi samhle gayi galat kaha aapne Mrs.Goenka riste aaplogo se nahi samhalte isliye iss ghar ki beti Keerti buami aur KRISHNA di aajtak aaplogo se baat nahi karti aaplogo ki shakal tak nahi dekhna chahte. Iss ghar ki bahu cum beti Gayatri Goenka aur iss ghar kah sabse xota pota Vatsal Goenka aaplogo ki shakal tak dekhna nahi chahta. Chachi maa, luv kush chachu aaplogo se baat nahi karte. AG hum sab ko xod k gaye. Kyuuuu mein batati hu kyuki aaplogo se ristey nahi samhalte hain. Woh log aaplogo se baat toh durr aaplogo se rista tak nahi rakhna nahi chahte. Aur aap kehte hain ki mein rista nahi samhal pati. Meine hamesa har riste ko kitna sacchai aur imaandari se nibhayi hain yeh aaplogo se accha koi nahi janta hain.

Meri mumma Naira ne iss makan mey aake isse ghar banaya aaur aaplog ussi kah naam lena nahi chahte thye kyu kyuki Sirat ji aur Aarohi ko bhura na lage. Aray agar meri maa nahi hoti ma toh aaj aaplog yaha hotey bhi nahi. Meri mumma ki wajha se aaj Goenkas kah itna name, fame hain. Meri mumma ki wajha se aaplog aaj jinda hain aur meri mumma kah naam aaplog lete tak nahi hain. Jiss insaan ne iss ghar k liye kuch kiya tak nahi uska birthday pe sradh pe dan hota hain lekin meri mumma k liye kya karye hain aaplog kuch nahi karte aaplog meri mumma k liye. Agar meri mumma nahi hoti na toh aaplog kabhi papa k shakal tak nahi dekh patey yeh baat aaplog acche se jante hain.

AKSHARA POURED OUT HER HEART. SHE WAS CRYING AND STILL STANDING STRONG.

Akshuuu "Abhi nodes no as he knows that she will have to get hospitalized if she keep on shouting and crying"

Agar mere bete ko ek kharoch tak aayi na toh mein purey goenkas ko tabha karke rakhdungi mind it "saying so Akshara held Abhimanyu's hand"

Aur ek baat aap mey se kisi ko kisi ko bhi hak nahi hain mere aur Abhi k riste mey ungli uthane k. Yeh rista hamara hain aur iss riste kah faisa sirf aur sirf hum lenge "saying so Abhira moved towards entrance"

"Akshu beta yesa maat bol kya muh dekhayenge hum aapne kittu aur naira ko" said Suhasni Goenka shedding tears

Kehdena aapke kittu ko ki humne tumhari dusri patni k beti k liye tumhari chotu sherni ko duniya bhar k dard diye hain. Tumhari choti beti ko khush rakhte rakhte tumhari badi beti k bare mey bhul hi gayi. Aarohi mey hum itna khogayi ki kabhi Akshara kah khyaal hi nahi aayi.

Kehdena meri Naira maa se ki humne tumhe niras kardiya tumhara bharosa toddiya hum nahi samhal paye tumhari Akshi ko nahi nibha sake hum aapna kartavya. Kehdena ki Kartik k dusri patni k aatehi tumhe aur tumhare sare acchayi bhulgaye. Sirat aur Aarohi ko samhalte samhalte Akshara kah dhyaan hi nahi aaya. Woh badi thi isliye usse kabhi kuch puchna jaruri hi nahi laga. Akshara toh bholi hain badhi hain toh kabhi uski taraf dhyaan hi nahi gaya ki kabhi usse bhi laad ladaye kabhi usse bhi puche ki Akshu beta tu khush hain na, tujhe kya chaiye. Kartik ki choti beti k chalte hum yeh toh bhul hi gaye ki Kartik ki doh aur betiyaan hain Krishna aur Akshara"said Akshara looking straight into Goenkas eyes"

GOENKS WERE NOT ABLE TO MEET AKSHARA'S EYES...

ABHIRAजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें