A BATTLE

1K 83 18
                                    

Lets start from the custody case at court..

EVERYONE WERE EAGERLY WAITING FOR THE JUDGE TO PASS A JUDGEMENT. MANISH GOENKA WAS SURE THAT THE CASE WILL BE WON BY AKSHARA AND ABHINAV AND MANJIRI BIRLA WAS SURE THAT ABHIMANYU WILL WIN THE CADE BUT LITTLE DID THEY KNOW THE WHOLE CASE WAS GOING TO TURN UPSIDE DOWN. ONE CORNER AKSHARA WAS PRAYING FOR HER SO CALLED HAPPY FAMILY OTHER SIDE ABHIMANYU WAS HOPING FOR HIS SON.

JUDGE STARTS TO PROCEED THE CASE AND BOTH SIDE LAWYERS STARTS THEIR ARGUEMENTS.

AB. L - Mere client Mr.Abhimanyu Birla se unke bete ko chupayagaya Your Honour. Jo hak unka tha woh yesehi kisi ajnabi ko dediya gaya. Mein puchta hu kyu

AK. L - Your Honour mere client Mrs. Akshara Sharma ne yeh sab aapne bete k safety k liye kiya hain. Unhone Mr. Birla ko kai bar contact karne ki kosis ki lekin Mr.Birla ne unhe milne se unse rishta rakhne se saaf mana kardiya. Aur jinhe aap ajnabi kehrahe woh Abhir k pita

AB.L - ahh ahh pita nahi sotela pita. Chalo manliya ki Mr.Birla ne Akshara ji se milne se mana kardiya lekin kya kabhi Akshara ji ne unse rubaru ho k yeh baat batane ki kosis ki nahi. Mere client Abhimanyu Birla uss waqt ek sadme se gujar rahe thye jinke chalte unhone Akshara ji ko chale jane ko kaha aur woh chaligayi. Ekbar bhi Akshara ji ne yeh nahi socha ki Abhimanyu ko time deke aapni baat rakhi jaye woh bas bhag gayi

AK.L  - objection Your Honour whar do you mean by bhag gayi yeh aap galat bolrahe hain. Aur aap jis sadme k bare mey baat kar rahe hain wohi sadma mere client Akshara ko bhi lagi thi.

AB.L - beshak unhe bhi wahi dukh huwa hoga. Ek bhai ko khone kah, bacche ko khone kah aur pati kah sath na hone kah lekin unhe ek dukh kaam huwa ki unhe pata chalgaya tha ki unka ek baccha jinda hain. Jab Akshara ji ne mere client ko phone kiya tab woh aapne hos mey nahi thye aapne bhai, bacche aur biwi ko khone k sath sath woh aapni maa ko bhi khone wale thye. Your Honour jiss waqt Akshara ji ne mere client ko phone kiya tha tabhi Manjiri Birla ko major cardiac arrest huwa tha jiske chalte mere client stressed aur panic mode mey thye aur uswaqt unhone ghusse mey Akshara ji ko kuch kehdiya aur Akshara ji ne manliya

AK.L - Aap aapne client k toxic behaviour ko justify nahi karsakte

AB.L - mein sach bataraha hu ki kis situation mey mere client ne Akshara ji se rista rakhne se mana kardiya tha

AK.L - ekbar unki situation samajlete hain lekin uske baad kya uske baat kabhi Mr.Birla ne contact kyu nahi kiya

AB.L - kamal karte hain aap bhi uske baad mere client ko Mr.Manish Goenka ne yeh kaha ki Akshara laut k aana nahi chahti usse time chaiye. Mere client ne unhe time diya lekin kuch waqt baad ek phone call ata hain ki

ABHIMANYU'S LAWYER PLAYS THE RECORDING WHERE SHE SAYS THAT SHE HAD GOT MARRIED.

AB.L - Aab aap bataiye yeh sunne k baad what do you expect from my client. Kya woh pagalo ki tarha Akshara ji k pichhe bhagte yeh kehne ki Akshara shaadi toddo wapas aajao. Mein manta hu ki mere client se mistakes huye hain lekin aapki client se bhi bahot si mistake huye hain. Mere client ko anger issues thye lekin aapki client ki bhag jane ki issues thye. Mere client Abhir ko ek behtar vawisya desakte hain jo Mr and Mrs. Sharma nahi desakte

AKSHARA LAWYER LOOK AT THE AND DON'T KNOW WHAT TO RESPOND.

JUDGE - meine dono pakcho ki dalile suni aur aab mein iss natije

AKSHARA (stands up)- Your Honour ek minute mujhe kuch kehna hain. Aapne kaha ki Abhir ko Abhimanyu ek behtar vawisya desakta hain lekin aapko yeh nahi pata ki waha sablog kyase hain. Aapne matlab k liye dusro kah istamal karte hain. Waha ja k mera beta kabhi khush nahi rahega. Aur aap Abhir kah pita Abhinav hain samjhe aap eoh koi Birla nahi hain. Aap kya jante hain Abhinav k bare mey unhone mere liye

ABHI (fed up to listen Abhinav jaap) - yaha Mr.Sharma ne tumhare liye kya kya kiya uski baat nahi horahe hain. Tumhara har waqt kah hain Akshara kuch bhi kehne jao tum harbar harbar Abhinav k mahanta kah puran japti ho. For God sake stop it Akshara. Agar chini bhi jyada khaya jaye na toh woh kadwi hoti hain.

AKSHARA (sarcastically) - kyuki jiswaqt mujhe tunhari jarurat thina Abhimanyy usswaqt tum nahi Abhinav mere sath thye

ABHI (rubbing his head) - And i am grateful for that Akshara i am very very thanfuk to you Sharma ji lekin isse aapko mere bete kah pita hone kah haq nahi miljata. Aap Abhir se beshak bahot pyaar karte hain lekin usse aapko pita hone kah haq nahi miljata. Meine bhi Ru ko palposh k bada kiya hain lekin meine kabhi kisi kah hak nahi mara.

AKSHARA- tum yese mere pati ki insult nahi karsakte abhimanyu

JUDGE - Order order the case will proceed after 30 minutes of break

MANJIRI (looking at Akshara) - chahe tum jitni bar bhi mere bete ki insult karo hain na Akshara. Yaad hain kyase mera beta tere liye jail tak gaya. Hum sab se tere badepapa se ladgaya tha tere liye. Mere bete ne hamesa tera sath diya Akshara teri choti si choti baat kah dhyaan rakha. Jab tu ek sal k liye isse xod k gaya thi na tab

ABHI - maa nahi

MANJIRI - nahi Abhi aaj nahi jab tu ek saal k liye xod k gayi thi na tab yeh major anxiety and depression mey chalagaya tha. Tujhe takleef na ho isliye tujhe kabhi pata tak chalne nahi diya.

AKSHARA GETS HURT BUT SHE SHRUGS IT OFF. MANJIRI STUMBLES BACK

SHEFALI - chachi samhaliye Akshara jab Neil ki maut huye thina tab Abhimanyu pura blank hochuka tha woh sab thik karna chahta tha usne tumhe aaram karne ko isliye bheja taki sab shant rahe lekin tum tum khud samne aayi aur dekhliya na kya huwa tha. 6 saal pehle jis bhi circumstances mey tum chaligayi lekin uska blame tum Abhimanyu par nahi laga sakti. Kitna aasan hain na tumhare liye Akshara Aarohi ko Goenkas ko maaf karna lekin Abhimanyu ko maaf karna utnahi muskil. Ek baat kahu Akshara tum na mujhe kabhi kabar situational lagti ho

ABHI - bhabhi

SHEFALI - tumne Abhinav ko Abhir kah pita banaya okay lekin ek bar socho ekbar agar Abhimanyu ne kisi aur ko Abhir ki maa banai hoti toh

AKSHARA (Yells) - bhabhi

SHEFALI (chuckles) - dil dukha na Akshara soch k bhi dil dukha na . Toh jara andaza lagao Abhimanyu k dard ko 6 saal baad tumhe kisi aur k patni bana huwa dekhna. Aapne bacche ko kisi aur ko papa kehte huye dekhna kitna muskil raha hoga Abhimanyu k liye. Mein manti hu Abhimanyu se galtu huye bahot galti huye lekin tumse bhi bahot si galtiya huye hain. Tunhari family jab maan chahe tab tumhara dukh kah jimmedar Abhimanyu ko manta tha isse sunata tha. Lekin sach toh yeh hain Akshara ki tumhari family hi tumhari dukh kah karan hain. Unhone hamesa Aarohi ko jyada priority diya lekin jisne tumhe aapna priority banaya tum uske liya ladna hi nahi sikpayi. Tum Aarohi k nafrat ko pyaar mey badalne ne mey jitna effort lagati thina agar utna effort tumne Abhimanyu aur aapne riste mey lagaya hota toh aaj tum dono yese nahi hote

SLOWLY AKSHARA REALIZES HER SHARE OF MISTAKE

ABHI - bhabhi galti sirf Akshara ki nahi

AAROHI - galti tum dono ki hain Abhimanyu. Pata hain tujhe jab tune Abhimanyu ko maaf karne sw mana kardiya tha tab uski halat kyase hogayi thi. 2 din hos mey nahi aaya kis baat ki sajha di tune Abhimanyu ko. Usse tujhe blame karna galat tha lekin mein bhi toh tujhe hamesa blame karti thina. Birlas aur Goenkas k behaviour mey koi difference nahi tha Akshara toh yeh Birlas galat Goenkas sahi kyu. Jab bhi tu takleef mey thi tab tab Goenkas ne tujhse muh fherliya toh aab Goenkas sahi Birlas galat kyase. Manti hu Abhimanyu galat tha lekin Akshara tu sahi bhi nahi thi. Galti tum dono ki thi lekin sajha sirf Abhimanyu ko mila.

AKSHARA - sayad tu bhulrahi hain Aarohi mein aapne family se 6 saal durr thi

AAROHI (angrily) - woh teri marji thi Akshaa tujhe kisine durr rehne ko nahi kaha tha.

BEFORE AKSHARA COULD REPLY THE CASE STARTS.

JUDGE - so after listening both side the court has decided to give custody of Master Abhir to...

ABHIRAजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें