fun evening final part

633 30 11
                                    

Everyone turn behind to see Duryodhan standing there he arrogantly walked towards them along with dushasan and ashwathama on his side and said

D- Kya Baat Hai Arjun Kitna Achcha Veena Baja lete ho. Mitra ashwathama Tum Bhi To dhanurdhar Hona kya tum Veena bacha lete ho.

A - Nahin Mitra Main To veena Nahin Bazata aur mera yah Manana hai ki ek dhanurdhar ke Hath Mein Serf dhanush ki pratyancha shobha Deti Hai na ki Veena Ki Taaren nahi.

D - Uttam Mitra ATI Uttam .

A - vaise Arjun abhi balon ke Manoranjan ke liye Veena Baja rahi ho lagta hai abhi yah inke Manoranjan ke liye Nritya Karke bhi dikhaya Ga .

And everyone starts laughing Duryodhan even remove the necklace and throws it at Arjun's face but before it could reach his face it was caught by Rudra. She said to them

R - Rajkumar Duryodhan Apne bhrata Se Koi is tarike se baat karta hai kya?
8 varsh Tak Gurukul Mein Rah Liye Fir Bhi Tameez nahi Sikhi aapane.

Suddenly the whole hear a voice saying .

?? - kya ho raha hai yahan per?

Everyone turned around to see all the elders of the family staring at them. Before Rudra could say anything Duryodhan quickly said.

D - pitashri Arjun aur Rajkumari Rudra Mera apman kar rahe the.

Dh - kya Ab Tum donon Ko dand Milna chahie.

The troublesome quartet ( Duryodhan, dushasan, ashwathama, shakuni) were smirking.

Suddenly Rudra says

R - aapke Putra Nahin Kaha aur apne man liya hamari baat nahin sunegi Maharaj

Before dhitrashtra could say anything Pitamah bhishm interferes and says

PB - avashya Putri Jo Kehna Hai Kaho.

R - aapka dhanyvad. Toh mein aur Parth Rajkumari Dushala Kahane per Veena Baja rahe the
Tabhi Rajkumar Duryodhan Tali bajate Hue Aate Hain aur aate hi Rajkumar Arjun ki Ninda karne Lagte Hain kyun kyunki ek dhanurdhar ke Hath Mein Serf dhanush shobha deta hai naki ek Veena.
Veena bajane ka arthat ek kala ka apman Kiya Hai Rajkumar Duryodhan ne.
kya yah aapke Rajya Mein kala ka apman Maniya Hota Hai aur kya aapka bhi Yahi Manan hai .
Kshma kijiega Maharaj Kintu Hastinapur Jab Aaye The tab yah Nahin Laga tha ki Yahan Mere Hi Pitadev mahadev aur buashri Saraswati ka apman hota hai aapke iss Rajay
mein.
Aap ke Putra ka yah Kahana hai ki jo Veena bajate Hain vah Yoddha Nahin ho sakte.
Drone Putra ashwathama yah kahkar Rajkumar Arjun ko Chidha rahe the ki vah abhi balaon Ke Liye Nritya na karne Lag Jaaye aur Agar Parth Nritya Karta bhi hai to usmein galat kya hai .
Yad Rahe Maharaj mere Pitadev Mahadev ka Anand Tandav Agar Jivan De sakta hai to Unka Rudra Tandav Jivan Le bhi sakta hai .
Mujhe Hastinapur se yah ummid bilkul Nahin thi kyunki kala ka aapman mujhe mere aapman ke Barbar lagta hai.

The king was scared of how angry Rudra was because insulting and angering a crown princess meant all-out war and that is something Hastinapur could not afford at the moment so he tried to speak but before he can say anything Shakuni intervined and said.

S - Meri bacchi.

R - gandharaj main aapke liye yuvrani rudranshi Radhika hun aap mujhe Meri bacchi Nahin bula sakte.

S - Jaisa aap Chahe yuvrani Rudranshi Radhika aur Jahan Tak Mera Kahana hai mujhe is baat ka yakin hai ki mera baccha Duryodhan sirf majak kar raha tha.

R - to aap aapke bacche Duryodhan se yah ka dijiye ki mujhe is Prakar ka mazak Jara Sa Bhi Pasand Nahin Hai. vaise Dekhne Main To yel Koi majak lag Nahin raha tha.
Inki awaaz mein parth ke liye itna Vish Bhara hua tha Ki Main Bata hi nahin sakti aur Agar aapko Meri Baat per Vishwas Nahin Hota Hai to aap bhrata yudhishthir se bhi poochh sakte hain mahamahim.

Everyone turns to yudhishthir as mahamahim asks him to confirm whatever Rudra had just said.

Y - ji han pitamaha mujhe bade Dukh ke sath Kahana pad jo Kuchh Bhi abhi Rudra ne kaha hai vah Sab Satya hai.

V - Jo Kuchh Bhi Duryodhan ne kiya vah bilkul sahi nahin tha isliye use yah dand Milana chahie ki vah yuvrani rudranshree Radhika aur Rajkumar Arjun se Kshama Mange.

Dh- theek hai mahamantri Duryodhan Tum Arjun aur rudranshi donon ek kshma mangoge.

D - Jo aage pitashri.

Comes and asks for both the forgiveness he comes and the both of them forgive him after this incident everyone retires to the room and Falls asleep but rudranshi on the other hand isn't able to fall asleep because she has a horrible nightmare she wakes up sweating and scared.

Rudra pov

He Narayan yah Kaisa Sapna Tha Charo Taraf Rakt he Rakt he Ishwar Kripa Karke Aisa Din Satya Mein Kabhi mat dikhana.

Krishna pov (didn't expect it did u)

Kshma karna Priye Kintu Kuchh varshon ke Antarar mein hai Aryavart Ki Yahi Halat Hone Wali Hai.

Khair vo To Kuchh varsh Aage Ki Baat Hai fihal Hath mein taklif uspe Dhyan den aur vah taklif yah hai ki Rudra ko Nind Nahin aa Rahi toh mujhe pata hai kya karna hai jisse ki Rudra ko Nind a Jaaye.

He takes out his flute and starts playing the most beautiful tune doesn't mesmerising the entire world the universe was mesmerized by the tune of it.

Krishna pov end

The here in Hastinapur.

Rudra was still unable to sleep but you are the most mesmerizing tune of flute in the world it almost felt familiar to her as if she has been listening to this tune since the beginning of the world and she would happily listen to it during the end of it.

Listening to that sweet tune Rudra fell asleep happily and had beautiful dreams all night.

Back in Dwarka

Somebody comes inside Krishna's room and taps his shoulder Krishna turns around and seas his dear elder brother standing there

K - dau aap Itni ratri ko mere kaksh me ?

B - main tumse yah puchna aaya tha ki to Mein Itni raat ko Bansuri kyun baja rahe ho.

K - han theek hai to puchiye.( he smiles cheekily)

B - Tu Mere Pyare Anuj Krishna Tum Itni ratri ko Bansuri Kyon Baja rahe the( he said in an irritated tone)

K - Kyunki Mere Pyare dau Rudra ko Nind Nahin aa rahi thi isiliye Baja raha tha Taki vah so Jaaye. Mere pass aapke liye ek prashn Hai Dau puchun.

B- avashya Poochho kya puchna chahte ho?

K - Toh dau aap mujhe Bar-Bar Kyon Yad dilate Hain ki main Anuj aur aap jesth?

B - Kyunki vah Satya hai aur yah Sach Hai Tumhen Hamesha Smaran Rahana chahie Aisi Meri ichcha hai isiliye.
( he says in an extremely angry irritated and sleep deprived voice ).

K - Per dau .

B - Kuchh par var nahi Khud bhi so aur mujhe bhi sone do shubh ratri

And he goes away from there much reading about irritating younger brothers.

And on that happy note the day ended.












Hi guys this is the first writers note for my readers

So I really hope that you guys have been enjoying my story

And from today onwards Shakuni ashwathama Duryodhan dushasan this quadrat will be known as the trouble some quatrat
Hope you enjoy this chapter and the upcoming chapters

Happy readings🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰











Rudranshi Radhika Where stories live. Discover now