first day at sandipani aashram

923 36 8
                                    

Rudraa pov.

An extremely angry Krishn and I made the I am the most innocent person in the whole world.

Suddenly I heard even more laughter I looked back and saw a boy a few years older than me and Kanha then I asked him.

R - kshma karna per aapka naam kya hai ?

B - Tumhen kshyma mangne ki koi jarurat Nahin Hai aur mera naam Balram hai aur mein Krishna ka bada bhai Hoon.

R - toh aap krodhit Nahi hai ki Maine Aapke bhai pe Pani phekha.

B - tumpe aur krodhit Nahi kabhi Nahi .

R - Kyun?

B - kyunki Abhi samye HO hi chuka tha ki Koi iske sath Bhi aaisa kare.

K - dau ye buri baat hai aapko meri taraf Hona chahiye .

B - Achcha main kyon hun Tumhari Taraf Jo Mujhe Roj satate Ho Aab Tumhari Bari.

K - dau! Aap Toh Rahane Do Aur Tum maine Tumhen bachaya aur tum mere Upar Pani fenk rahi ho Kitni Buri baat hai.

R - Achcha main Tumhen Bulaya tha ki mujhe bachane ke liye Ye Nahin Na Main to Shriram ko Bula rahi thi lekin tum pata nahin kahan se chale hai

K - lekin main Tumhen bataya na Ki Sri ram Ko Bulana aur Mujhe Bulana Ek barabar hai to tumne mujhe hi Bulaya tha.

R - Shri Ram Ko Bulana aur Tumhen Bulana Kaise Ek Ho Sakta Hai Tum To manushya Hona aur Shri Ram dev hai.

K - kintu Priya Meri Baat To Samjho. Rahane do Tum Nahin samjhoge pahle tum mujhe yah batao ki tumne Mere Sar per pani ke upar Kyun feka.

R - yah Priya kya hai?
main tumhari Priya Nahin hun to Agali bar Mujhe Priya mat Kahana .jahan tak baat hai hai tumhare Sar per Pani dalne Ki vah Main isiliye kya Taki main Tumhen Tumhare khayali pulao se bahar Na Saku.

K - khayali pulao khayali pulao Nahin banaa tha khayali pulao banana Ti Hogi Tum.

R - Achcha To Tum khayali pulao Nahin banate to tum mujhe yah batao ki Pichhle 5 minut se main Tumhen gala faad faad ke Bula rahi thi to Tum Sun Kyon Nahin rahe the.

K - vah main Tumhare bare mein hi to Soch Raha Tha ki tum kaise badal gayi ho.

( hé says without realizing it but now it was to late so he sent a mental all the other gods to save him)

Krishn bites his lips while mentally banging his head on the imaginary wall.

R - huh ! Tum Mere bare mein Kyon soch rahe ho aur Mein Badal hai iska kya matlab hai Tum To Aise baat kar rahe ho Jaise Tu Mujhe Pahle Se jante ho.

K - Aisa Lagta Hai Ki Main Tumhen Pahle Se Jaanta hun.

R - Aisa Kaise Sambhav Hai Ham Is Jivan Mein Pehli Baar Mile Hain.

K - Sahi Kaha Tumne is Janm Mein Ham pahli bar mile hain.
kaun Jaane Mile Ho pahle Kisi Yug ya Janm mein.

R - kya kuch bhi Bole ja rahe ho Tumhara dimag kharab To Nahin Ho Gaya?

K - Jab Main Aakhri Baar Dekha Tha tab to mera dimag bilkul theek tha Aage ka mujhe pata nahin.

R - kya Kuchh Bhi matlab haad hai tumhare pagalpan ki.

K - Kya Tumne Mujhe Pagal kahan pagal tum ho.

R - Tumhari Himmat Kaise pagal bolane ki Haan , Mor Mukut Dhari.

Before Krishna can retort dau said.

Bal - ab bas bahut ho gaya Tum donon ka Shankar Ke rakha hai donon mein abhi donon ke Mukh Se Ek bhi Shabd nikala donon ko Kan pakad ke dhup mein Khada kar dunga.

Then they quickly shut up and they hear chuckling noise. Both their heads snapped in the direction to the voice so fast that they might have snapped.

Both at the same time - tum kya Hass rahe ho.

S - mera naam Sudama hai aur Main Krishna ka dost hun.

R - Tumse Milkar Achcha Laga Rudraanshi Rudra ya Radhika Jo Chaho bula sakte ho.

S - aapse Milkar acha laga Rajkumari aur yah Dekhe bhi achcha laga ki is Krishna ke sath Koi aakhirkar vad Mein vivad Mein Jeet saka hai aayo mein aur dau tumhe bacha hua ashram dikha dete hai .

Bal - Haan chalo.

R - avashya Chaliye Chalte Hain.

And they left leaving Krishan their alone.

K - hey Mahadev! kya din aa gaye hain apna hi bhai aur dost Kisi Aur Ke Sath chale gaye aur Mujhe Yahan aakela Chhod gaye.
aare ruko Mere Liye bhi ruko. Manmohan naam toh mera hai par Apki putri Inka man itna moh liya ki ye Mujhe hi Bhul gaye kuch kijiye na Aaradhya.

(M - Mahadev )

M - kshma Kare Aaradhya Kintu is Karya Mein Hamen aap ki sahayata nahin kar sakta Aur Ek aur baat agar aap Manmohan hai to vah bhi toh manmohini hai.

K - aapki baat bhi theek hai yah Aaradhya ab main chalta hun.

Then he goes inside the aashram and sees rudraa sitting near maharishi sandipani while he was explaining the rules he didn't catch on mujh but what he heard was.

(Ms - maharishi sandipani)

MS - Putri ab tum jakar aaj ke liye Vishram karo Yatra Se Aayi Ho thak Gai Hogi Ham kal pratahkal se Tumhari Shiksha Aarambh Karenge . Shub ratri.

R - Jo Aagya guruwar shubh ratri.

And then guruvar left rudraa turned to us and said.

R - Tum Sab Se Milkar Achcha Laga Apne Yahan per agale do Mahon Ke liye tum sabke sath rahe kar shiksha grahan Karne mein Ananad aaye ga. Shubh ratri .

Everyone wished her good night and she left to sleep.

And thus the day ended.









Rudranshi Radhika Where stories live. Discover now