pandavas - exited to meet their sister

1.3K 56 3
                                    

Two years have passed ever since Rudranshi started to learn from bhagvan parashuram. Now the 10-year-old was a 12-year-old.
(Rudranshi pov)
One fine evening,
I was resting when Gurudev called for me, I went and saw that he was meditating so I went near him and sat in the place where I sit, usually bharta karn would sit by me but he was out doing some work assigned by Gurudev, so I sat there and waited for Gurudev to end his meditation. Soon his mediation ended I went to him and asked :

R- "Gurudev bataiye aapane Hamen Yahan kyon bulaya hai?"
( Gurudev, you called for me?)

P-"Putri hamara ek shishya apne kuch shishyon Ke sath aane Wale hai. Vah kal ka pura din aur kal ki puri Ratri Hamare Sath Yahi ashram Mein rahenge. To Tum unke Aane ki taiyari kar lo."

R- Gurudev Agar aapki aagya ho to mere hriday mein ek prashn, hai kya poochhne ke aagaya hai?

P- avashya Putri Pucho Na kya puchna chahti ho?
R- aapke shishya aur unke Chhatra kaun hai?
P- Mere Shishe ka naam hai Dronacharya aur uske Chhatra Hastinapur ke Rajkumar hai.
R- Hastinapur ke Rajkumar! kya ve swargiya Maharaj Pandu aur Hastinapur ke Maharaj Dhitrashtra Ke putra hai?
P- han Putri kya tum unhen janti ho?
R- Nahin Gurudev mata ne ek bar bataya tha ki Unki jestha "Rajkumari Kunti" ka Vivah Hastinapur ke swargiya Maharaj Pandu ke sath hua tha To vah Mere Badima Ke bete hua na is rishte se ve mere Bhai hue hai na.
P- han is Rishte se vah Tumhare bhai hue.
R- abhi tak to unke bare mein sirf Suna Tha cal Unse milke Anand aa Jaayega. Ab Mujhe aagya De Gurudev.
P - avashya jao Putri Vishram karo.

Somewhere in the forest near hastinapur were the princes of hastinapur attending their gurukul.
One day their Gurudev "guru Dronacharya" called for them, one by one everyone gathered around and the eldest Pandav came up to the Gurudev and asked :
( y-Yudhistira, b-bheem, a-Arjun
N-nakul, s-sahadev, D-Duryodhan As-Ashwathdhama, GD-gurudrom)
GD- bacchon Ham sab kal pratah kal mein "Guru Parshuram" ke ashram ke liye prasthan Karenge ham kal ka din Aur Kal Ki Ratri vahin pe vyatit karenge Agar kisi ke koi prashn Hai tu abhi poochh le!
A- Gurudev kya aapke "guru Bhagwan Parshuram" abhi Kisi ko Shiksha Pradhan kar rahe hain?
As- han Pitaji! ki kya vah kisi ko is samay shiksha pradan kar rahe hain?
GD - Jahan Tak Mujhe Pata Hai gurudev abhi do logon ko shiksha pradan kar rahe hain.
N- Unke kya naam hai Gurudev ?
GD- vah filhal ek brahman putra Vrisha aur ek Rajkumari ko shiksha pradan kar rahe hain.
D- kya ek Rajkumari Kintu Mujhe Tu Laga tha ki "Bhagwan Parshuram" Kshatriyon ko Shiksha pradan Nahin karte.
GD- han kintu vah Rajkumari ek Sadharan Rajkumari nahin Hai vah Ayodhya ki Rajkumari hai aur aur "Mahadev" aur "Devi Parvati" ki Putri hai. Theek hai abhi sab Ja sakte hain.
And everyone dispersed while going to their respective huts the Pandavas started to talk among themselves :
S- mene mata se suna tha ki Ayodhya ki samragni chitralekha unki Chhoti bahan hai iska tapasya ki Ayodhya ki Rajkumari Hamari Chhoti bahan Una bhartasri.
Y- han Anuj Raj Kumari rudranshi Hamari Chhoti bahan Hui.
B- Kash vo is Duryodhan Jaisi Na Ho.
N- han meri bhi bus Yahi Asha hai Ki Rajkumari, Duryodhan Jaisi Ghamandi Na Ho.
Y - are Duryodhan Hamara bhai hai Tumhen Uske bare mein aisa Nahin bolna chahie aur, Jahan Tak Mujhe Rajkumari Rudraanshi ke bare mein pata hai vah ek bahut hi Udar aur Pyari Rajkumari hai
Mahadev aur Devi Parvati ki Putri hone ke bad, Ayodhya ki Rajkumari hone ke bad Bhi unhe koi ghamand Nahin Hai.
A- agar aisa hai to main Unse milane ka Intezar nahin kar sakta kash kal jaldi se a Jaaye.
Thus the day ended.

Rudranshi Radhika Where stories live. Discover now