Plans..

1.8K 157 7
                                    

Khushi, veer and karishma went to anubhav house as it was morning he was bound to be at home..

They reached his home and rang the bell... He opened the gate and found them together..

AS: aap dono aur yeh kon hai khushi.. (Confused)

K; anubhav.. I found my veer.. (Held veer's hand)

AS: woww.. (Genuinely happy but his face was pale) congratulations khushi veer.. Par behna aap yahan..

KS: ji aapko aapki jaan ke baare mai sab batate hai.. (His face lit up) chaliye ander..

They went inside and he was getting restless..

AS: (restlessly) ky.. Kya batana hai jaan me baare Mai.. (Hopefully)

V: dekho anubhav.. Mai haseena ka dost hun aur woh aaj bhi tumse bahut pyaar karti hai... Usne tumhari sagai photo dekhke khushi se baat ki..

K: (continued) maine use kaha ki mai ek ladke se pyaar karti hun aur usne samjha ki mai tumhari baat kar rahi hun... Aur mujhe koi takleef na ho isiliye woh tumhe chhod ke gayi thi.. (Emotional)

AS: matlab...

KS: aur abhi woh aapke paas aane se darti hai ki itne waqt mai toh aapne khushi ko patni ka darja de diya hoga aur unke aana khushi ko bura lagega.. Woh aapka jaana bhi bardaasht nahi kar paayin thi.. Aapke alag hone ke baad se hi woh MPT mai hai aur 15 din baad...

FLASHBACK
Karishma was tensed in thana as to where is haseena.... She tried calling her many times but it was switched off.. She went to her house and ammi was beating gate of her room..

KS: kya hua ammi.. (Scared)

A: dekhna haseena apne kamre ka darwaaza nahi khol rahi... Pata nahi kya kar rahi hai yeh ladki.. (Crying) tum kholo na beta..

KS: hu.. Hum kholte hai ammi... Aap chup ho jaaiye.. Hum gate tod dete hai...

She broke the gate and found a unconscious haseena on floor in pool of blood flowing from her wrist..

KS and A: haseena...

A: ya allaah..!! (Cried) is ladki ne kya kar liya hai khud ko uske pyaar mai.. Beta karishma ise hospital leke chal..

KS: han... Haann..ammi..

They take her hospital and she was admitted.... Doctor gave some stiches and then came out..

KS: kaisi hai haseena..

A: doctor woh.. Woh thik hai na..

D: ji... Aur sab toh thik hai par itne blood loss ke baad aapko unka aur dhyaan rakhna hoga kyunki she is pregnant... Yeh baag shayad pata nahi hogi because sirf 15 din hue hai inki pregnancy ko.. Par aap log inka dhyaan rakhen aur koi zyada stress na den..

KS: pregnant..?

A: matlab woh maa banne waali hai... Yeh baccha anubhav ka hai.. (Lostly)

KS: bhaiya ka baccha.. Matlab haseena aur bhaiya us din..

They get relaxed and decided to support haseena with her new journey.... Karishma asked ammi to go home as haseena is unconscious now.. She may meet her later.. She went inside and saw haseena.. As she sat beside her haseena started getting senses..

HM: anu... (Half conscious)

KS: haseena.. Utho.. Aaraam se..

HM: (sat straight with her help and started crying) kyun bachaya karishma hume.. Hume nahi jeena anu ke bina.. I can't live without him.. Please.. (Hugged her crying)

KS: haseena.. Shhh.. Apne bacche ke liye bhi nahi jeena.. (Smiling lightly rubbing her back)

HM: (shocked and looked up) bacchaa..

KS: aap pregnant hai haseena.. Yeh aapke anu ka hi baccha hai.. (Hopefully smiling) uske liye ab khud ke khush rakhiye.. Aap kisi ki maa banne waali hai.. (Cupped her face and kissed forehead)

HM: par ye.. (Remembered their last time) hum.. (Smiled on tears) hum maa banne waale hai... Humara aur anu ka baccha..

KS: haan.. Ab ghar chalte hai aur yahan se nayi zindagi shuru karte hai.. Aapke anu ke baare mai hum aapko bata denge aap dukhi mat ho... (Caressed her cheek)

Haseena nodded and then took care of herself for her baby..
FLASHBACK ENDS

AS: jaan ne suicide.. Yeh.. (Tears dwell up) hamari galati hai sab..

They tell him everything and he was very much emotional.... He desperately wanted to meet haseena...

KS: ab aap chahe toh hum unhe sach bata ke sab theek kar sakte hai..

AS: nahi.. Hum unko kisi aur tareeke se sab tarah ki khushiyan denge.. Force karenge ki woh pehle waali haseena ban jaayen aur phir dheere dheere unhe har sach bataenge.. Woh khud wapas aayengi hamare paas aur hamari beti ko bhi toh bharosa dilana hai.. Isme Waqt lagega aur tab tak hum khushi ko divorce de dete hai na.. (Smiled)

K: (hugged him) i am very happy anubhav.. Hum dono ko apna pyaar mil gaya.. Bas tumhe use jeetna baaki hai..

KS: hum bhi bahut khush hai..

V: abhi koi haseena ko kuch nahi batayega..

UPCOMING
Getting her back..
Stay tuned....
Bye...👋👋



You are mine but..... not mine... 😶जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें