Conspiracy and Misunderstanding - Part 3

523 45 4
                                    

After that dhara went from there leaving Dev and Shiva on Shop.

Dev - le hogaya intajam aab to muskurade mera bhai.

Shiva smile and order the thing and they both get into their works.

At evening,
Kanta kaki along with Sima(kanta's bahu) and Kalpana(random aunty) enter inside pandya store.

Kanta - Shiva beta ek kilo chini(Sugar) dena

Shiva - ji kaki

Shiva handle sugar to Kanta.

Kanta - Wase shiva maine suna hai teri biwi raavi pet se hai.

Shiva get shocked listening this that how she comes to know about their pregnancy because at dhara's and rishita's time suman has strictly prohibited them to share this news to other even from there family till 3 months.

Shiva - Ji aafko kyase

Kanta - Are wo suman ne bataya shiva mai kissi aur ki baat keu manun gi

Shiva in mind - Maa ne par bhabhi ki time to unhone kaha tha logo ki najar lagti hai kissi ko maat batana to unhone khud keu bataya

Kalpana - kya shiva teri biwi pet se hai aur tune kissi ko nai bataya galat baat ha shiva ham sab aafne hi to hai tera.

Shiva was about to say something but

Kanta - Wase shiva tu to afni dhara bhabhi se sabse jaida pyaar karta hai na

Shiva - Ha

Kalpana - Ek baat bata aagar tujhe uski khushi ke liya kuch karna pare to tu karlega na.

Shiva - Ha.

Kanta - Shiva dhara ne tere liya tere bhaiyo ki liya aur teri raavi ki liya kitna kuch kiya hai, tum tino ke liya usne aafna baccha nai kiya aur jab use baccha chaiya tha to raavi ki behen ki bajase uska baccha chin gaya bichari ka sapna tut gaya mujhe to laga wo Kavi maa nai banpai gi par yasa nai hai mujhe pata hai Tu aafni bhabhi se bohot pyaar karta hai uski jholi me khushiya jarur daldega use aafna baacha dekar hai na

Shiva get shocked listening this even Dev.

Kanta while eyeing toward Dev - Wase mujhe lagatha ghar ka pehla baccha dhara ko dedoge par Dev ne to nai diya aafni biwi ki pallu me bandkar aafni bhabhi ki mahanta aur tag bhul gaya par mujhe pata hai tu yasa nai ha hai na.

While shiva was in shock Dev get angry and shout

Dev shout - Oh hello kya ha kya bola aaf ghar ka pehla baccha ha aare wo baccha sirf mera hota mene jana hota to vi sayad ek baar soch leta par aafni rishita se uska baccha chinne ka sochvi nai shakta samjha aff aur aaf kon hote ho hamare ghar ke mamle me bolna wale ha.

Kalpana - Yeh kya tarika hai barose baat karne ka Dev biwi aai nai ki bhabhi ke shikai sanskar bhul gaya.

Dev shout - ha bhul gaya aafni biwi baccha ke aage sab bhul gaya kya kar loge.

Sima - Aafto bhulgai Dev bhaiya par hume pata hai shiva bhaiya nai bhulenge unke bhabhi ke pyaar aur balidhan ko hai na.

Shiva in a low voice - Sahi kaha tumne sima nai bhula hu bhabhi ke pyaar aur tag ko

Khanta - dekha maine kaha tha na shiva hi ha dhara ka asli beta wo aafni bhabhi maa ka tag nai bhula uske liya kuch vi kar sakta hai.

Shiva in a low voice - ha kuch vi karsakta hun jo bhabhi ne hamara liya kiya hai uske badle kuch vi karsakta hun aafni jaan vi desakta hun par aafna baccha na karne ka faisla dhara bhabhi ka tha meri raavi ne unhe nahi kaha tha wo keu sacrifice kare aafna baccha ha

Shivi StoriesWhere stories live. Discover now