58. Understanding each other

2.1K 146 437
                                    

Episode starts with a frustrated Kunj...Who was totally confused with Kiyaan's behaviour..He could not understand why Kiyaan was being so irritated and angered around Vishal..and was ignoring him (Kunj) too..

Where as on otherhand even though Twinkle had made Kiyaan understand that no one can ever take Kiyaan's place in Kunj's life..

He could still not believe that Vishal has completely changed..and has no ulterior motives to hurt Kunj..

On otherhand Ronita was trying her best to find a way to break Kunj and Kiyaan apart..She wanted to get all the property that was named after Kunj..but that was only possible if Kunj give up on the property and ownership himself.. and she was ready to do anything to make that happen..

It was almost evening..Addu and Aru were yet to return from college..where as Kiyaan had gone to attend an emergency case..

Kunj was at home preparing for an important presentation as no was allowing him to go office..since yesterday stunt..so he decided to work at home itself..

In Kunj's Room

Kunj was preparing some documents..when Akhilesh came there..

Akhilesh - Kunj..

Kunj - Ji bade papa..

Akhilesh - Kunj yeh Mehra contract ke file hai.. isse ek baar dekh lena aur kal ke presentation ke documents theek se check karlena..woh buhat important hai..

Kunj smiled - Don't worry bade papa..maine sab kal ke presentation check kar le hai..sab theek hai aur kal ache se hojayega..aap chinta mat kijiye..

Ronita was passing by Kunj's room and stopped hearing there conversation..

Akhilesh smiled - Tum ho isiliye toh mujhe chinta nahi hai..Aaj se kuch saal pehle mujhe sirf issi baat ke chinta thi ke agar mujhe kuch hogaya toh yeh business ke zimmedari kon sambhalega..aur agar tum mein se koyi hoga bhi toh theek se sambhal payengay bhi ya nahi..par tumne sab kuch na he sirf buhat ache se sambhala hai..par aaj jo taraqi yeh company kar rahi hai..woh sirf tumhari wajah se hai..

Kunj - Areh bade papa..apne mujhe sab sikhaya hai toh sab kuch acha kaise nahi hota..?! Aur jitni mehnat meri hai..uss se kayi zyada mehnat apne ke hai buhat saalon tak aur woh bhi akele..

Akhilesh smiled - Haan par main jaanta hun ab meri mehnat un haaton mein hai jo usse kabhi barbaad nahi hone denge..aur sab se zyada sakoon iss baat ka hai ke tum kabhi bhi kisi ke saath koi bedbhav nahi hone doge..jis mukam par aaj yeh company hai..woh tumhare baghair mumkin nahi tha Kunj..aur tum mano ya na mano par Arun ke will ke according agar iss business ka koi sahi haqdaar or legal heir tha toh woh sirf tum ho..

Kunj smiled..Ronita heard Akhilesh and burned in anger..

Ronita thinks - Huh..Kunj iss property aur company ka eklota waris sirf apki wajah se hai.. agar apne meray bete ko mauka diya hota toh Arun bhaiya ke will ke according Vishal bhi heir hosakta tha..par nahi apne toh sab Kunj ke naam kardiya..par koi baat nahi..main woh sab haasil Karke rahungi jo apne meray bete se Cheena hai..just wait and watch..

Akhilesh - Acha bas ek baar yaad se yeh mehra contact ke file check karlena..buhat important hai..

Kunj - Je bade papa..

Akhilesh went away from there after discussing some important contracts with Kunj..Ronita heard everything Akhilesh said about important contract and smirked thinking something..

She waited for Kunj to leave his room or divert his attention so that she can sneak in his room.. and luckily Sumi called Kunj downstairs..So he left from there after completing his file..

Thori Khatti Mithi Life {Complete}जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें