Part 10

1.6K 76 8
                                    

Meerab:Aap meri fiqr na kare sir.Mein yeh kar sakti hu Aur nahi aap ko mujh par koi bhi taras khane ki zarorat hai.
Murtasim:Mein aap par koi taras nahi kha raha hu.Bas aap jis layek hai usko bas lauta raha hu.I'm sure aap iss channel yeh soch kar join nahi kiya tha ki aap ko kise ke liye coffee banana pade ya kuch aur.Aap Report banai,Spot pe jai logo ka interview kare yehi aap ki job hai.And no further argument please.Aur trp badane ke liye jo step Media team ne liya tha uska update chahiye Mujhe.
Meerab:Ok sir.

Meerab comes to her desk and recalled Murtasim's soft behaviour towards her.

Meerab:(in Mind) yeh kon tha.Kya yeh wahi ghamandi khan hai?Nahi yeh to koi aur hai.Itne naram lehze mein bhi yeh baat kar sakta hai aaj naa dekhti to pata nahi chalta.A new side of Murtasim.

After a while.

Meerab comes to him to give a update.Meerab talking to him and Murtasim starring at her.

First time Murtasim noticed Meerab properly.Meerab sees how Murtasim starring at her,She feels uncomfortable and fixed her dupatta.

Murtasim feels insulted and gets hurt his self esteem.

He talked to himself;

"Kiya samajti hai yeh khud ko.Thode der use dekh kiya liya to mein us par kiya koi ganda nazar dal raha hu.Aisa samajti hai Mujhe.Yeh to uski khush kismati thi ke maine use gor se dekha warna Murtasim to kisi ke taraf mud ke bhi nahi dekhta.Ladkiyan pagal hai uspe Aur yeh attitude dikhati hai.Mein bhi koi mara nahi ja raha use dekhne ke liye."

After finishing the discussion,Meerab asked;

Meerab:Aap kuch kehna chahte hai Sir yaa koi opinion dene hai?
Murtasim:Nahi.
Meerab:Kya mein jaa sakta hu?
Murtasim:Haa.Accha sune?
Meerab:Ji.
Murtasim:Apko jo dawai di gayi thi aap ne liye the?

Meerab gets surprised again and said;

Meerab:Ji Sir.

Then Meerab left from there.

In Khan house.

Lounge area.

"Kya tum us ladki Meerab se mohabbat karte ho?"

Mrs Salma asked to her son Murtasim who is sipping on tea.

For sometime he gets freeze.He stopped and looking at his mother.It is impossible for him to keep love and Meerab together.The question stuck on his mind.

Murtasim:Achanak yeh sawal.
Mrs.Salma:Hawayon mein baten ho rahi hai Murtasim khan aapni female employee ke age kamjur pad rahe hai.Bohot khayal hone lagi hai uska.
Murtasim:As a boss apne employee ka fiqr karna mera farz hai I think.
Mrs.Salma:Aur wahi farz maine kabhi tumhe kisi aur ke liye nibhate nahi dekha.Aaj Achanak uske badi ayi to farz yaad aa gaya.
Murtasim:Aap mujhse yeh puch rahi hai yaa jawab mang rahe hai.
Mrs.Salma:Dono hi.
Murtasim:Aap ko pata to hai mere kam mein kya karta hu uska jawab mein kisi ko bhi dena mein pasand nahi karta.Yeh Business bhale hi baba ne start kiya tha Lekin isko qamiyabi ki unchai mein lee gaya.Is liye mein kya karta hu yaa nahi karta hu uska jawab dene ka pawand mein nahi hu.

Then Murtasim gets up but Mrs Salma called him and asked;

Mrs.Salma:Akhri bar puch raha hu Tum Meerab se mohabbat karte ho yaa nahi.
Murtasim:Pata nahi.

Then he comes out from the home.

In the car.

Murtasim sitting on it and thinks why he can't say no to his mother.Why he can't denied that he don't love Meerab.What's stopping him to said that.

Murtasim closed his eyes.Suddenly Meerab's smiling face comes to his vision.Murtasim opens his eyes and said;

"Yaa Allah yeh kya ho raha hai Mujhe."

Then Murtasim started his car and going towards somewhere.

Murtasim lit up his cigarette.He wanted to blow away her thoughts with the smoke.

After drive for a while.Murtasim sees Meerab sitting on the back seat and smiling towards him.He stopped the car and sees in back but Meerab didn't here.

Murtasim sees Meerab all around.He can't understand why the filmy style activities happening with him.

Murtasim comes to near a lake then he saw the smiling face of Meerab in a lake.

Someone whispered in his ears;

"Agar kisi ko kise mohabbat ho jai to uske chehre har jaga dikhai dete hai."

Murtasim sitting on the bench and asking himself;

"Kiya Mujhe wakai mein usse mohabbat ho gayi.Kiya aise kisi ko bhi kisi se bhi mohabbat ho jati hai."

Then again someone whispered in his ears;

"Mohabbat aise hi hote hai.Bina soche samjhe kisi se bhi.Aur jo soch samaj ke kiya jai woh mohabbat thodi na hai."

Murtasim takes a deep breath.

In the next day.

Murtasim starring at Meerab through the cc tv and thinks will she ever get to know how badly he falls in love with her.What happens when she learnt about his feelings.Will she accept him?Maybe not.Meerab hate him.When she will learn she never accept his love but she will definitely insult him.Its good he hides his feelings for her.

It's a weekend.Meerab comes to the shopping centre to buy something for her and Ujala.

After coming from the shopping centre someone holds her hand.

Meerab looks at him and it's Ruhail.

Meerab:Tum yaha kya kar rahe ho?
Ruhail:Tumhe lene aaya hu.
Meerab:Mein tumhare sath kyun jao.
Ruhail:Kyun ki mein tumhara mangetar hu.
Meerab:Tumse mera koi rishtan koi taluk nahi hai.Jo rishtan jodnewala tha woh mein todke aap ne baap ke ghar chode hu.Aab tum kiya sochke apna rishtan bana rahe ho?
Ruhail:Rishtan tumne khatam kiya tha Maine nahi.Tum abhi tak mere mangetar ho.
Meerab:Mein tumse kabhi shaadi nahi karna chahti thi.Sirf Abbu ke jid ke wajai se manna pada Lekin tumhari asli chehra dekhne ke baad tumse shaadi impossible hai.
Ruhail:Mein sudhar chuka hu.Mein wada karta hu tumhare ilawa aur kisi ke bade mein kabhi nahi sochunga.
Meerab:Kutte ki dum jaise shidha nahi hota Bilkul Waise hi tumhare fitrat bhi kabhi nahi badlega.Accha hai picha chod do mera.
Ruhail:Pisa to mein tumhara kabhi nahi chodunga.Itne der pyar se baat ki to samaj nahi aaya aab ungli teri karni hogi.Chalo mere sath.
Meerab:hath chodo warna scene create karungi.
Ruhail:As pas dekho Meerab jyada log nahi hai yaha.Is liye scene create karte kuch haseel nahi hoga.Is liye chup chap mere sath chalo abhi isi waqt niqah karunga tumse.

Then Ruhail forcefully pulled her towards the car.

JUNOON E MOHABBAT Tahanan ng mga kuwento. Tumuklas ngayon