Part 01

3.9K 100 5
                                    

"Mein us ladke se shaadi nahi karunga Baba.Aap is rishten ke liye mana karde."

Meerab said this while standing near his father Waqas Ahmed.

He said to her read the newspaper;

Waqas:Shaadi na karne ka wajah?
Meerab:Woh ek bad kirdar ladka hai.
Waqas:Aab tum koi bahana nahi dhund paye to uska character pe ungli utha liya.
Meerab:Koi ungli nahi uthai.Yeh sach hai.Aap nahi jante use.
Waqas:Tumse acchi tarha se janta hu mein use.Bohot hi nek Aur sharif ladka hai.
Meerab:Woh sharif ladka nahi hai baba.Mujhse yeh niqah nahi hoga.
Waqas:Rishtan tei ho chuka hai.Tarik pakki ho gayi hai aab inkaar ke gunzaish nahi hai.
Meerab:Naa aap rishtan judte waqt mujhse pucha Aur nahi tarik tei karte waqt to mera pura haq hai inkaar karne ka.Mein hargiz us ladke se shaadi nahi karungi.
Waqas:Mera izzat ka mamla hai.Agar bana hua rishtan tutega to log ungliyan mere khandan pe uthaiyega.
Meerab:Meri bhi yeh Zindegi ka mamla hai.Jaanbuj ke mein khud ko aag ke taraf nahi lee jaungi.Aap mana karde.
Waqas:Mein mana nahi karunga.Shaadi to tumhe wahi jaga karni hogi.Mein zaban de chuka unhe.
Meerab:To thik hai mein bhi is ghar mein nahi rahungi.Jaha pe meri marzi ki koi ihmiyat nahi hai waha mera kya kam.
Waqas:Jo karna hai karo.Mere taraf se tumhe pura azadi hai.

Then go to her room and Collect her stuff.

Anila Ahmed said to her husband;

Anila:Beti ghar chodke jaa rahi hai.Please use ruke.
Waqas:Puri zindegi agar us par ruk tuk karta to woh Mujhe aaj aise ruswa nahi karti.Kabhi nahi ruka naa to aaj bhi nahi rukunga.Jaha jaana chahti hai jaa sakti hai woh.Mere taraf se izazat hai.

Meerab left from the home.

SHe comes back from the past at the sound of someone's shoes.

She looked up to the man.A fair skin man with some beard in the face.Height is average.He is in Black suit in this hot weather.It looks like fire is coming out from his brown eyeball.

Without saying anything he came and sat on the opposite chair of Meerab.He turned the glass with his hand and asked without any discussion.

"To aap hi hai Miss.Meerab Waqas Ahmed."

Meerab:Bilkul sahi pehchana aap ne.Mein hi hu Meerab Waqas Ahmed.
Murtasim:Yeh sab karke tumhe kya mila?
Meerab:First of all mujhse tamiz se Baat kijiye.Mein aap ki koi rishtedar nahi hu jo aap mujhse is tarike se baat karenge.Aur rahi baat uski to Main bas sacchai samne lee ayi.That's it.
Murtasim:Tumhari...
Meerab:Tamij se Mr.Khan.
Murtasim:Aap ki ek harqat ne pata hai mere business Aur political career mein itna affected huya hai.Abhi bhi waqt hai aap apna Galti sudhar sakti hai.
Meerab:Pehle baat to yeh hai maine koi Galti nahi ki Aur dusri baat logo ko yeh janne ka haq hai unke youth leader Murtasim khan kaise hai.
Murtasim:Aap ko sacchai nahi pata.
Meerab:Aap bhi bata dijiye sacchai kiya hai.Kyun aap bich sadaq pe logo ko pitwa rahe the.Aap ki admi logo par hath utha rahe the Aur aap beithe beithe tamasha dekh rahe the.
Murtasim:Mein jo bhi karta hu Iska jawab Mein aap ko kyun du.Aur aap kis haq se mera woh video banake viral kar diya.
Meerab:As a conscious citizen yeh mera farz tha.Aur Waise bhi as aspiring journalist yeh mera kaam tha.
Murtasim:Log sahi kehte hai most of the journalist bina sacchai jane hi news viral kar deta hai.
Meerab:Thik hai maine bina sacchai jane hi aap ko viral kar diya.Aap bata dijiye sacchai.Bole.
Murtasim:Woh mera personal matter tha.
Meerab:Personal matter ghar pe solve kyun nahi kiya.Ghar ki Baat sadaq pe kyun leke aaye?
Murtasim:Yeh video net se hatane ke liye aap Kiya kimat lenge?
Meerab:Aap Mujhe kya de sakte hai?
Murtasim:Aab aayi na line pe.Pata tha Mujhe paiso ke aage sab bikte hai.

Then murtasim called his manager and said him to bring money briefcase to him.

Murtasim open the briefcase and give money to Meerab.

Murtasim:Yeh lijiye aap ki sacchai ki kimat.

Meerab looks at him.

Murtasim:Kya hua Aur chahiye?Aap bas kimat bataiye muh mangi kimat milegi aap ko.
Meerab:Accha itne amir hai aap?
Murtasim:Aap ki soch se jyada Amir hu mein.

Then Meerab stand up and Meerab takes the money.Murtasim smiles.

Meerab throw away the money on his face and said;

Meerab:Aap ki nazar mein sab chij paiso ke aage bikta hai na to in paiso se thoda tamij kharid lijiyega.Aap ko iski shakht zarorat hai.

Then Meerab left from there and Murtasim sitting there with burning on anger.

"Aap ke sath yeh mulakat humesha yaad rahegi Miss Meerab.Na mein kabhi bhulunga Aur nahi aap ko bhulne dunga.Mera yeh be izzati bohot badhi padegi aap par.Mein kabhi nahi bhulunga."

[Here's the intro part of the story.As I say before it'll be completely different from the drama and the other stories I wrote before.If you like it give me your feedback]

JUNOON E MOHABBAT Tempat cerita menjadi hidup. Temukan sekarang