Part 03

1.6K 85 13
                                    

In the next day.

Meerab taking her breakfast then Ujala comes there in hurry and said;

Ujala:Office ke liye kitna late ho gayi hu mein.
Meerab:Jab subhe se itni dafa uthane ki koshish ki to tab kyun nahi uthi.
Ujala:Oh teri ki!
Meerab:Kiya hua?
Ujala:Mein to bazaar laana bhul hi gayi.Lekin tension na lee mein Office se aate waqt lee ayungi.
Meerab:Tujhe takleef uthane ki zarorat nahi hai.Mein hu na.Waise bhi aaj meri half day hai so Office se aate waqt mein bazaar lee ayungi.
Ujala:Thik hai yeh paise rakhle.
Meerab:Phir se paise kabhi diye to ek ghumake marungi.Mein Itna qabil hu ke bazar lee aa sakti hu.Aab tu jaa warna bus miss kar degi.
Ujala:Ok bye.

In the Evening.

It's is a rainy day season.There is water in the road.Mud is in all around.Meerab didn't find any auto.That's why she coming with grocery shopping by walk.

After a while.

A car passed by her with full speed and Accumulated dirty water spilled over her white clothes.All the groceries fell down on the road.Meat fall in the dirty water.Meerab gets hell angered.

Then a man comes out from the car in 3 pieces suit.He is none other than Murtasim khan.

Murtasim takes off his sunglasses and said;

Murtasim:Tum?
Meerab:Tamiz se Mr Khan.Aur yeh kya tarika tha Raste mein gari chalane ka.
Murtasim:Mujhe sapna nahi aaya tha ki aap par aise kichar gir jayega.
Meerab:Gari mein beithne ke baad aap samajti kya hai yeh koi fancy plane hai jo aap jaise marzi Waise chalainge.Aap ko overspeeding ke wajah Fine hona chahiye.
Murtasim:Mere gari koi police pakde itna himmat kisi ke bhi pass nahi hai.
Meerab:To paiso se aap kanun ko bhi kharid liya?
Murtasim:Yaha paiso se sab bikta hai Miss Ahmed.Aur woh sab mein kharidta hu.
Meerab:Agar un paiso se aap thoda tamiz bhi kharid lete to kitna Accha hota Lekin afsos kisi ne aap ko woh becha hi nahi.
Murtasim:You shut up.
Meerab:Awaz niche rakke baat kare.Mein aap ke karida hua koi gulam nahi hu jo jaise marzi Waise pesh ayenge.Apni Galti pe sorry kehne ke wajai yaha khade khade attitude dikha rahe hai.
Murtasim:Sorry bolu woh bhi tum jaisi ek mamuli journalist se itna bura din nahi aaya mera.Murtasim khan kise se mafi nahi mangta Lekin haa mafi mangwa jarur sakta hai.
Meerab:Really!
Murtasim:Kuch paise rakh lijiye isme naye kapde kharid sakte hai.

Then Murtasim gives a bundle of money to her and wants to sit on his car.

Meerab takes a brick and hit on his car's back.

Murtasim:Yeh kiya harqat thi.

Meerab gives his money to him and said;

Meerab:Us din jab paise aap ke muh mein mara tha to aap ko samaj nahi ayi ke Meerab ko aap kharid nahi payenge.Phir se wohi Galti repeat kar di Khan Saab ne.Yeh paise Mujhe nahi aap ki zarorat hai.Yeh lee Aur jake gari ke thoda meramat kar dijiye ga.Aur ha khud ka karne ka bhi maat bhulna.Aap ko bhi fixing ki shakht zarorat hai.

Murtasim raising his finger and wants to say something but;

Meerab:Ungli niche karke baat kare.Aur kya keh rahe the aap mein ek mamoli ladki hu.Haa hu mein mamuli isme aap ko kya.Aur Waise bhi aise amir ghar ki bigdi hui hone se lakh guna behtar hai Mamuli hona.Jo rah chalte insaan ko insaan nahi samajte.

Then Maheer left from there and Murtasim looks at her departure.

Murtasim hits his car in anger and said;

"Miss.Ahmed I'm not going to spare you.You have to pay for this."

In the home.

Meerab takes a long shower and hell furious.Ujala comes home and finds Meerab mood is not ok.

Ujala:Office mein kuch hua hai kya?
Meerab:Nahi.
Ujala:To kiya hua Tujhe?
Meerab:Mat puch yaar woh ghamandi Khan ke sath Phir se mulakat ho gayi thi.
Ujala:Kiya baat hai!Do din mein do mulakate.Aise to filmo mein dekha tha kaise hero heroine aise milte hai jhagra karte ek dusre bohot nafrat karte hai Phir mohabbat bhi karne laag jate hai.Tumhare sath bhi aisa ho raha hai kya?

Meerab rolling her eyes and Ujala said;

Ujala:I'm sorry.Mein to bas tumhari mood thik karne ki koshish kar rahi thi.Aab bolo Phir kya hua?

Meerab narrated the whole incident.

Ujala:Yaa Allah tumne sara saman raste mein chod ayi?
Meerab:To kya karti woh gandigi se woh utha ke lee aati.
Ujala:Aab khayenge kiya?
Meerab:Kuch paise hai mere pas.Do din ka guzara ho jayega.
Ujala:Aap ni paise apne pas rakh.Chal bahar se kuch khake aate hai.
Meerab:Nahi usme bohot kharcha ho jayega.
Ujala:Kuch nahi hota ready ho ja.Meri taraf se treat hai yeh.
Meerab:Zara samhal ke kharach karna mahine ka last chal raha hai aab.
Ujala:Ok.

In Murtasim's cabin.

He is burning with anger and scattered around the all the things on the floor.Anwar khan entered his cabin and asked;

Anwar:Kiya hua hai beta?
Murtasim:Mujhe Filhal akela rehna hai Chacha.Please Mujhe akela chod de.

Anwar knows it's unnecessary to ask him anything,he will not say anything.That's why he left the room.Sometimes Anwar khan shocked to see His nephew and said to himself;

"Itna gussa use kisse mila hai.Na bhai aise the naa Bhabi.Pata nahi yeh kis pe gaya hai."

Murtasim called someone and said;

Murtasim:AB news channel company mein jo Kam karti hai Miss Meerab Waqas Ahmed Mujhe uski sare details chahiye.Even woh information bohot choti hi kyun na ho,Understand?

Murtasim cut the call and said to himself;

"Murtasim se jo sab darte hai woh mamuli ladki do do bar mera insult kiya.Mere ankhon mein ankhen dalke mujhse Baittamizi ki.Nahi chodunga use.Use mein bataunga ki Murtasim khan se takkar lene ka anjaam kitna khatarnak ho sakta hai uske liye.Just wait and Watch Miss Meerab Waqas Ahmed."

[I badly need your opinion about this story.Did you like it or not.Should I continue it or delete this story.According to your response I'll think about it.]

JUNOON E MOHABBAT Waar verhalen tot leven komen. Ontdek het nu