Part 04

1.6K 84 8
                                    

Meerab and Ujala comes to a restaurant.Then someone holds her hand.Ujala gets nervous and said;

"Ruhail."

Meerab looks at him and said:

Meerab:Tumhari himmat kaise hui mere hath pakadne ki.Chodo mera hath.
Ruhail:Nahi chodta.Tum Mujhe yeh bolu shaadi todke tum ghar se kyun chali aye.
Meerab:Kyun ki Mujhe tum jaise characterless admi se shaadi nahi karni thi.Aur Mujhe Bilkul afsos nahi hai apni harqat par.
Ruhail:(with shout) Kiya kya Maine?
Ujala:Please aap public place pe koi scene create maat kare.
Ruhail:(looking at Ujala) Aap kon hote hai humare bich mein bolne wali.Interfere maat kare aap.

Meerab gets more anger and said;

Meerab:Tumhari himmat kaise hui mere dost ke sath aise baat karne ki.Aur tum haq se mere hath pakad kar mujhse sawal jawab kar rahi ho.
Ruhail:Mangetar ho tum meri.
Meerab:Tumse mera koi rishtan koi taluk nahi tha naa hai Aur na hoga.
Ruhail:Mohabbat karta hu tumse.
Meerab:Really!Aur yahi baat aap Aur kis kisko bole the?
Ruhail:Kehna kya chahte ho tum?
Meerab:Yahi us din jo tumne hotel mein apni girl friend ko leke check in kiya tha woh nazara Maine apni ankhon se dekha tha.

Everything seemed him to messed up and don't understand how can he caught up?

Ruhail loosened his tied hand and Meerab released her hand from him and said;

Meerab:Tum jaisa characterless insaan ka koi jaga nahi hai mere Zindegi mein.Agar thoda sa bhi sharam baki ho to kabhi mere samne maat aana.

Meerab looks at Ujala and said;

"Chal yaha se."

Ruhail called her from behind and said;

"Meerab ruko mere Baat to suno please."

But Meerab didn't stop and left from the restaurant.

Meerab and Ujala walking on the road and Meerab said;

Meerab:Aaj to mera kismat hi kharab hai.Pehle Ghamandi khan ke sath mulakat aab is na layek ki milna.subha sara saman zaya ho gaya Aur aab yeh khana bhi naseeb nahi hua.Aaj pata nahi kiske shakal dekke subha uthi thi mein.
Ujala:Ayene Mein khud ki hi shakal dekhi honge tune.

Meerab looks at her with anger.

Ujala:Abhi chaal jwalamukhi woh dekh gol gappy Filhal wahi thuste hai.
Meerab:Chal yehi hai aaj humare kismat mein.

Then Meerab and Ujala comes in front of the gol gappy and order for them.

That time Murtasim was coming there for some conference meetings in the nearby hotel.He sees her and said;

"Yeh to wahi Baittamiz ladki hai."

Meerab puts the gol gappy on her mouth and she feels like the sour is not ok and it's like a dirty water with bad smell.

Immediately Meerab turned around her face and wants to throw out but when she throws out all the gol gappy fell down on Murtasim's suit.His guard said;

"Yeh kiya kiya aap ne?

Meerab bites her tongue.She wants to say sorry that's why looks at him and She gets scared.

He glared at her with violent eyes.His jaw is swelling like straw in hot pan.Meerab swallowed and looks at the around.There is lots of people there.If does happen there she will face lots of insult in front of them.Meerab know How his nature is.

Murtasim wants to say in provocation,Meerab holds Ujala' hand and screams;

"Ujala bhag yaha se."

Ujala without realising nothing flew away with her.Along With Murtasim everyone don't understand nothing.Meerab and Ujala go out from there vision.

Murtasim takes off his blazer and gives to his guard.But his anger didn't subside.He will peace if he could clean by holding her neck.He lunged like a poisonous snake.He said to himself;

"Jis din mein tumhe pakad lu us din tumhe bataunga mujhse panga lene ka Anjaam kitna khatarnak hai.Aab tak tum Mujhe pehchan nahi paye Miss.Ahmed."

To run for a long time,Ujala said;

Ujala:Mujhse Aur nahi hoga.Ruk yaar.

Meerab stopped and taking a long breath.

Ujala:Yeh bata hum bhag kyun rahe the.Tu us admi ko sorry bol deta Aur baat khatam.
Meerab:Baat aisa Bilkul khatam nahi hoti.Woh rakshak mera gardan pakadta Aur mujhse sab kuch saf bhi karwata aur apna pisla badla bhi leta.
Ujala:Ek minutes Yehi hai Murtasim khan.Are yaar Maine sirf use News mein Aur net pe dekha tha.aaj pehli baar samne se dekha.Bohot handsome hai yaar woh.
Meerab:Aur Baittamiz hai muft mein.Baat pe paiso ka ghamand jharta hai.Insaan ko insaan hi nahi samajta.Agar iske jaga koi aur hota to mein zarur sorry bolti Lekin sorry mein usse kabhi nahi bolungi.Is liye bhag aaya waha se.
Ujala:Aur Mujhe bhi bhaga diya.Are yaar hum to gol gappy ki paise naa dekar hi bhag aaye.Chal paise de aate hai.
Meerab:Maat jaa woh admi abhi bhi wahi hoga.
Ujala:Uska to Shayed aur kam dhanda nahi hai jo Tujhe pakadne ke liye waha abhi tak khada rahega.Mein de aati hu paise.
Meerab:Uska koi bharosa nahi hai khada reh sakta hai.
Ujala:Chalna yaar.

Then they going to give money.

In the night.

Meerab writing a article on her laptop then Ujala comes to her and said;

Ujala:Kaal bohot hectic day hoga yaar.
Meerab:Kyun?
Ujala:Kaal MK company ke ek exhibition hai Aur pura din waha jayega.
Meerab:Hectic nahi hoga.
Ujala:Woh kaise?
Meerab:Mein bhi chalungi tere sath kaal Mujhe bhi wohi exhibition ko cover karne ka task mila hai.
Ujala:Khuda ke waste kisi ko viral maat kar dena.
Meerab:Chal baba nahi karti.
Ujala:So jaate hai.Kaal jaldi bhi to uthna hai.
Meerab:Bas mera kam bhi khatam hone hi wala hai.Phir so jate hai.
Ujala:Ok.

[Thank you for liking my story.Don't forget to give feedback]

JUNOON E MOHABBAT Where stories live. Discover now