Part 13

1.2K 67 10
                                    

Meerab and her team comes to a hill area to highlight the lifestyle of their native people.

Meerab spend the whole day is here.

After a while.

Meerab goes to take some pictures of the natural beauty in there.She didn't realised the time and take too much time there.

After spending more than an hour there suddenly she realised she didn't inform her colleague about her coming there.She ran and goes to the place where her colleague was.When she go there and didn't find them there.

Meerab called one of her colleague.

Meerab:Kaha hai aap?
Colleague:Hum to nikal chuke hai waha se.
Meerab:Mujhe bina liye aap log kaise chale aye yaar..
Colleague:Hume laga aap Shayed nikal chuke hai.Humne aap ko bohot dhunda par nahi mila.Aur call bhi kiya par network issue tha.
Meerab:Ha woh mein jangal ki taraf chali gayi thi.
Colleague:Hum kya aa jai aap ko lene?
Meerab:Nahi aap log chale jaye.I can manage.
Colleague:Are you sure?
Meerab:Yeah.

Meerab cut the call and asked people about bus stand.

While walking she sees Murtasim car in there.Murtasim comes out from the car and comes closer to her.

Meerab gets angered and said:

Meerab:Aap yaha kya kar rahe hai?
Murtasim:Jaha aap waha mein.
Meerab:Aur aap kyun aaye hai yaha?Pisa kar rahe the?
Murtasim:Sach kahu to Haa.Aisi ghani jangal mein aap ka yaha aana Mujhe safe nahi laga is liye chala aaya.Aur aab lag raha hai Accha kiya aap ko sahara mil gaya.
Meerab:Maine kya aap se sahara mangi hai?
Murtasim:Sab kuch mangne ki zarorat nahi hoti Meerab.Yeh jo aap Mujhe mera dil nahi manga Phir bhi mein aap ko woh de beitha.

Murtasim takes a deep breath and said;

Murtasim:Mera yaha aane ka pehla wajah hai aap se mohabbat Aur dusra meri zimmedari.Aap ki safety ka khayal rakhna mere zimmedari hai.Aur aap ke kabhi nahi ho sakta mangetar kahin aap ka hath pakad ke zabardasti na kar sake woh dekhni ki zimmedari bhi mere hai.
Meerab:Aap ko yeh sab kaise pata?
Murtasim:Murtasim khan hu mere liye information collect karna koi badi Baat nahi hai.Waise bhi woh ladka zara bhi Accha nahi hai.Shaadi na karne ka faisla leke bohot Accha decision liya hai aap ne.Warna Murtasim khan ko kho dete.
Meerab:Aap ne bade mein kya khayal hai aap ka?Manti hu uske kirdar pe kharabi hai Lekin aap to pura ka purai hi kharab hai.Aur sabse pehla kharabi hai sad pe.Adhe pagal insaan hai aap.Aur aap ko mazid zehni ilaj ki zarorat hai.
Murtasim:Pagal to mein aap ke liye hu.Mere ilaj to aap hai.
Meerab:Uff!Aab aap jaye yaha se.Mujhe ghar bhi ponch na hai.
Murtasim:Accha sune.
Meerab:Aab kiya hai?
Murtasim:I love you.

Before Meerab say something,Murtasim said;

Murtasim:Mujhe pata hai bohot Baittamiz hu mein.
Meerab:(murmured) Pata nahi kis musibaat mein fas gayi hu mein.
Murtasim:Sun liya maine.
Meerab:Aap Mujhe batayenge kyun kar rahe hai aap aisa?
Murtasim:Kaha na mohabbat karta hu aap se.
Meerab:Mujhe acchi tarha pata hai aap aisa kyun kar rahe hai.Badla lena hai na aap ko mujhse.Jab aap ne dekha kisi tarha se aap mujhse takleef nahi poucha paa rahe to yeh mohabbat ka jhotha khel shuru kar diya.Aap ke target Mujhe aap ni baton mein fasake badlna lena hai.Acchi tarha se janta hu aap ke khel ko.Lekin aap bhi samaj lee Meerab aap ki baton mein nahi fasnewali jitna zur lagana hai lagale.
Murtasim:Aise samajti hai aap Mujhe?
Meerab:Aap ko mein Aur kya samjhu.Kyun ki aap jaise mard aise hi hote hai unka mohabbat bas aurat ki jism se hota hai.

Murtasim gets fire and shout on Meerab;

Murtasim:Shut up!Ek Aur ghatiya iljam mujh pe maat lagai.

Meerab gets scared and thinks is she cross the line?

Murtasim somehow control his anger and said;

Murtasim:Aap kyun nahi samaj rahi hai mein aap se sacche dil se mohabbat karta hu.Aap ko leke mere dil mein kabhi koi ganda irada nahi tha Aur nahi hai.Mein aap ko pura izzat ke sath apnana chahta hu.Lekin aap ki marzi ke khilaf nahi.Mujhe ummed hai meerab aap ko bhi mujhse mohabbat ho jayegi ekdin.

Meerab sees her watch and said;

Meerab:Rasta chode Mujhe der ho rahi hai.
Murtasim:Aap ko lagta hai mein aap ko is waqt akele jane dunga.
Meerab:To kya karenge aap?
Murtasim:Aap ko sahi salamat ghar pouncha dunga.
Meerab:Aap ko lagta hai mein aap ke sath chalungi?
Murtasim:Haa.
Meerab:Mein apni marzi se chalti hu.Mein aap ke sath aap ki gari se hargiz nahi chalungi.Agar meri marzi ka khayal hai aap ko to please hathen mere raste se.

Murtasim silently moved from her way and Meerab gets surprised.She thinks Maybe Murtasim will force her but he didn't.

Meerab goes towards the bus stand.

Meerab comes to the bus stand and sit on the bus.

Then Murtasim sit next to her.

Meerab shocked to see him and said;

Meerab:Aap yaha?
Murtasim:Kaha tha na aap ko sahi salamat ghar pouncha dunga.Aap mere sath nahi chalenge yeh aap ki marzi thi.Aur mein aap ki marzi ka ihteram karta hu.Is liye mein chala aaya aap ke sath chalne ke liye.

Meerab sarcastically smiles and said;

Meerab:Murtasim khan safar karenge woh bhi local bus pe.I can't believe this.
Murtasim:Murtasim khan apni mohabbat ko akela bhi to nahi chod sakte.
Meerab:Are sure aap ek local bus pe safar karenge.Dekhiye Mujhe iski adat hai Lekin aap adjust nahi kar payenge.Is liye aap jaise aaye the waise chale jaye.
Murtasim:Aap ke liye mein Sab Kuch kar sakta hu.Mere takleef mere problem sab bekar hai aap ke aage.Is liye don't get worried about me.

Meerab melting down inside but still keeping a hard tone in her voice,she said;

Meerab:Mujhe yeh sab keh ke mera dil nahi phiglega.Accha hoga aap agar aap ki kam mein dyan de.
Murtasim:Mera kam Mujhe bohot aziz hai.Aur sab se aziz hai aap.
Meerab:Are wah jis waldain ne Duniya mein laya.Sau mushkil e jhel ke bada kiya aaj aap liye do din Pehle mile ek ladki aziz ho gaya.Kamal hai!
Murtasim:Mere Zindegi mein sab ke priority alag hai.Mere liye Mere waldain bhi aziz hai Aur aap bhi.Koi kisi ka jaga nahi leta.Sab ki apni apni jaga hai Aur tarzi hai.Kisi ka bhi tarzi kam nahi hai Mere Zindegi mein.

Meerab looks at him.

JUNOON E MOHABBAT Where stories live. Discover now