Part 11

1.5K 85 18
                                    

Ruhail forcefully wants Meerab to sit on the car but Someone holds his hand and said;

"Hath chodo uska."

Ruhail:Yeh humara personal matter hai.Aap dur rahe.

Meerab looks at him and it's Murtasim.

Murtasim:Personal issue koi sadaq pe solve nahi karta.Jaha tak mein dekh raha hu aap ek ladki ko uske marzi ke khilaf kahin lee jaa rahe hai.Is liye hath chode iska.
Ruhail:Nahi chodta kiya karega?

Then Murtasim punch on his face and he fall in to the ground.Murtasim kick him countless times with his boots.Meerab gets nervous.She looked terrified and put her hands on lips.Ruhail covered with blood. Then Meerab stop him and said;

Meerab:Please use chod de.Mar jayega.
Murtasim:Ise to mar jana chahiye.

Then Meerab called Murtasim's guard and they hold him.

Meerab said one of his guard to take Ruhail to the hospital.And they take him there.

Meerab comes to Murtasim and said;

Meerab:Kya zarorat thi raste mein scene create karne ki.
Murtasim:Uske Itni himmat kaise hui ki woh aap ko hath laga sake.
Meerab:Woh mein handle kar leti aap ko bich mein bolne ki zarorat nahi thi.
Murtasim:Baat agar aap ke hui to mein bich mein bolunga.
Meerab:Kyun aap kyun bolenge mere mamle mein?Boss hai aap meri Lekin meri personal matter pe interfere karne ka koi haq nahi hai aap ko.
Murtasim:Mein to bolunga Kyun ki mohabbat karta hu mein aap se.

She couldn't believe what she was hearing from him.Meerab looks at him with big eyes.

Murtasim realised he just confess his love for her.He managed himself and comes closer to her and said;

Murtasim:Yeh sach hai Meerab main aap ko mohabbat karne laga hu.Socha tha aap na feelings mein chupa ke rakhunga Lekin aaj mein khud ko ruk nahi paya.Jo dil mein tha woh zuban pe aa gaya.Meerab kya aap mere tanha akele Zindegi mein sath dene ke liye mere humsafar banenge?Agar aap hath thamle to Zindegi ke safar asan ho jayega.

She Moved him with both of her hands and said;

Meerab:Duniya ke sare mard ek jaise hi kyun hote hai.

Meerab pick her stuff from the floor and leaves from there.Murtasim looks at her departure.

Meerab comes home with worried face and drinking a cold water.

Ujala sit next to her and asked;

Ujala:Aab kya hua hai?

Before Meerab say something,Ujala said;

Ujala:Jhoth yaa baat chupane ki koshish bhi maat karna.Teri chehre se pata chalta hai Aaj bohot bada kuch hua hai.Aab teri us boss ne kiya kiya hai?
Meerab:Mujhe propose kiya hai.

Ujala gets cough and she drinks the water and said;

Ujala:Kab kaise kaha?Tu sach bol rahi hai?
Meerab:To kya mein jhoth bola hai.
Ujala:Mujhe Yakeen nahi aa raha.Use mohabbat woh bhi tujh se how.
Meerab:Yeh baat use jaake puch.

Ujala teased her and said;

Ujala:Waise dekhne mein bura nahi hai Murtasim khan.You should give him a chance.

Meerab looks at her with angry glance and said;

Meerab:Mujhe pagal kutte ne nahi kata hai jo use chance de do.Dekh Ujala Maine apne Zindegi mein do kisam ke mard ko qarib se dekha hai ek hai mera baap.Jo hai to ek wakeel Lekin Ruhail ko pehchanne mein har gaye.Unko logo par aise andha Yakeen hota hai ki unke khilaf ek lafz bhi nahi sun sakte.Isi Bewokufi mein woh abhi tak apni beti ki Zindegi barbad karne mein beithe hui hai.Aur unki isi kamjori ka faida uthake Ruhail ne unhe Accha Bewokuf banaya Aur woh ban bhi gaye.Aur dusre mard hai Ruhail jo acchai ka dong rachake logo ko dhoka deta hai.Humesha mukhota pehnke rakhta hai chehre pe woh to Allah mujh pe meherban the is liye uska woh mukhota waqt rehte hi uske muh se hat gaya.Ise liye yeh mohabbat nahi hoga mujhse.

Ujala takes a deep breath.

Meerab:Chal chod is baat ko mein to kaal ko leke pareshaan hu pata nahi Murtasim khan ka samna kaise karunga.
Ujala:Hai to pareshaani ki baat.
Meerab:Mujhe lagta hai yeh Mujhe pareshaan karne ke liye yeh mohabbat ka card play kiya hai.Jab uske samne maine har nahi mani to yeh games plan kar diya.Lekin mein bhi uske baton mein nahi aanewali.Mein bhi dekhungi mujhse badla lene ke liye woh kis had tak jaa sakta hai.

Ujala looks at her with worried face.

Next day.

Meerab comes to the office.She feels hesitated to talk or look at Murtasim.She avoid to go to his room.She think;how long she can avoid him?At one time or another she have to face off with Murtasim.

After a while.

Peon comes to her and said;

Peon:Madam sir ne aap ko kaal jo blue file diye the woh leke jaane ko kaha hai.Aur khas kaha hai aap hi lee jai.
Meerab:Ok.

Meerab stuck in a terrible situation.Reluctantly she gets up and going to give the files to him.

In the cabin.

Meerab gives files to him and he holds her hand.

Murtasim looks at her angry eyes and leaves her hand.

Murtasim:Ek baat kaho.

Meerab didn't response.Murtasim smiles on her.For the first time Meerab noticed his smile.

"Isko hasna bhi aata hai.Aur kitna cute smile hai iska.Maat bhul yeh insaan nahi hewan hai.Smile accha hone se kya fadak padta hai."

Murtasim:Kya dekh rahi hai?

Meerab takes away her eyes from him.

Murtasim:Kaho ek baat?
Meerab:Bole.
Murtasim:Mohabbat hai Mujhe aap se.
Meerab:Yeh kya Baittamizi hai.
Murtasim:Kyun Accha nahi laga sunne mein?
Meerab:Nahi.Jiske sirat khubsurat nahi hota uske muh mein yeh sab sunke kisi ko bhi Accha nahi lagega.

Again Murtasim holds her hand.

Meerab:Hath chodiye mera.
Murtasim:Yehi hath ek din roz subha neend se jagayega Aur kehega o ji suniye subha ho gayi hai uth jaiye.Phir subha subha aap Mere liye coffee banake layenge.

Meerab pulled out her hand from him and said;

Meerab:Aap ko mein jaisa samjha tha waisa Bilkul nahi hai.Aap ghamndi hone ke sath sath ghatiya bhi hai.
Murtasim:Aap ki mohabbat mein.

Meerab gets angers.She left from the room.

Murtasim smiles and said;

"Gusse mein jab aap aise laal ho jate na to use dekke mohabbat Aur bar jaati hai."

[Don't forget to give your feedback]

JUNOON E MOHABBAT Where stories live. Discover now