Part 08

1.2K 76 13
                                    

After a while.

Meerab makes the coffee for Murtasim.He tasted it and Makes a face.

Murtasim:Mere coffee mein sugar kyun nahi milaya tumne?
Meerab:Tamiz se sir.Mein aap ka employee ho sakti hai Lekin meri bhi koi izzat hai.Aur rahi baat Coffee mein sugar milane ki to maine pura jaankari leke hi sugar nahi diya.Kyun ki aap ko diabetic hai.
Murtasim:Lekin mein kabi kabar sugar leta hu Aur aaj Mujhe coffee khane ka maan hai with sugar.

Then Murtasim break the coffee mug and said;

Murtasim:Mujhe aab dusra cup coffee chahiye right now.

Meerab clean up the area and brings a new coffee for him.

Murtasim gets ashtonished by her patience.She is just obeying his order without saying further words.

In Meerab's place.

Meerab sitting on her chair and feeling so tired.It's seems like she is crying but doesn't show up.Murtasim watch her through the window.

Murtasim thinks;

"Isse takleef mein dekke Mujhe itna bura kyun laag raha hai.Mujhe to khush hona chahiye.Kya by any chance yeh Mujhe affected kar rahi hai.Nahi Murtasim aise maat socho.Tum fazool baate zehen mein maat laao.Yaad karo yeh wohi Baittamiz ladki hai jo pehle tumhare muh mein paise feke Phir tumhari gari ke glass tode uske baad tum par gandegi girai Aur Phir tumhe thapad mara.Itni sare Baittamizi ke Saza dena jaruri hai Aur thapad ka jawab dena bhi.Murtasim khan kisi ladki ke age kamzur nahi pad sakta.Kabhi nahi."

After the office,Meerab goes to her home.

Ujala:Kiya hua yaar Aaj bohot thake hui laag rahi ho?
Meerab:Thak nahi rahi khush hu.Mera boss change ho gaya.
Ujala:Aise kaise boss change ho gaya.AB channel company to kisi nuksaan mein nahi the Phir bhi kiya hua hai?
Meerab:Paiso ke aage sab bikte hai.Aur humara owner bhi bik gaya is liye suna hai muh mangi kimat se bhi Double deke qarida gaya hai company.
Ujala:Aur kon kharida?
Meerab:Ek bohot hi ghatiya insaan ne.
Ujala:Matlab?
Meerab:Matlab Aab AB Tv channel company ke owner MK yani Murtasim khan hai.

Ujala gives a shocking expression and;

Ujala:But how?Uske field to alag hai.Woh ek channel kaise chalayega.
Meerab:Uske pass paise hai Ujala.He can do anything.Paiso ki taqat se company bhi chala lega.
Ujala:Mujhe to tere liye dar laag raha hai Woh jis kisam ke insaan hai woh Tujhe nicha dekhane Aur us thapad ke badla lene mein koi kasar nahi chodega.
Meerab:Agar woh Murtasim hai to mein bhi Meerab hu.Woh mere age dat ke khada ho jai to mein dar ke bhikh runga nahi.Uske jid agar beshumar hai to meri sabr bhi behad hai.Dekhte hai is jang mein kon jitta hai kon harta.
Ujala:Mein dua karungi jit teri hi ho.Yeh sab chod fresh ho jaa Maine teri favourite pasta banai hai.
Meerab:Thank you yaar.

In Khan's home.

Murtasim returned to the home and everytime delighted to see him.

Mrs.Salma:Beta tum kaha the itne din?
Murtasim:Yahi tha.
Mrs.Salma:Call kyun nahi uthai?
Murtasim:Bas maan nahi kiya.
Mrs.Salma:Ek ladki ki gussa hum par kyun utar rahe ho?
Murtasim:Us baat ka zikr bhi maat karna Maa.

Then Anwar khan comes there and asked;

Anwar:Maine suna tum AB channel company ko takeover kar liya Aur Office bhi waha karte ho?
Murtasim:Bilkul sahi suna.
Anwar:Achanak us chaneel karidne ka maksad?Channel handle karna humara field nahi hai.
Murtasim:Paiso se sab handle ho jata hai chacha.Aur mera maan Kiya kharid liya jab maan karega bech dunga.Maine humesha wohi kya jo Mujhe accha lagta hai.Kisi ko safai dena mera fitrat nahi hai.

Then he goes to his room.

Anwar:Mujhe laga Bhabi Murtasim ne woh company waha ki journalist Meerab ki wajah se kharida hai.Itne asani se apna beizzati bhulnewala woh nahi hai.Dar hai woh gusse mein Kuch galat na kar beithe.
Mrs.Salma:Murtasim ke lakh dushman hai magar isse pehle use aise dushmani nibhate maine nahi dekha.Kuch to hai us ladki mein Murtasim ko aise bana diya hai.Woh kehte hai na Anwar jisse hum behad nafrat karte hai usse mohabbat hone mein der nahi laagta.
Anwar:Kaisi baat soch rahi hai aap Bhabi.Murtasim mohabbat karega woh bhi Meerab se.Woh na mumkin hai.

Mrs.Salma in big thought.

In the next morning.

Meerab comes to Murtasim's cabin.

Murtasim:Mera aaj ka schedule bataiye.
Meerab:Aaj aap ka media team ke sath meeting hai.Pisle hafte se humara Channel ki Trp lagatar gir raha hai.Trp kaise badhaya jai us bade mein discuss karne ke liye
Murtasim:To aap koi bhi famous insaan ko target karke video banake viral karde.Trp khud ba khud bad Jayega Miss.Ahmed.
Meerab:Agar mere ankhon ke samne Kuch galat hoga to mein woh jarur samne layunga.Is liye Mujhe kisi ko target karne ki zarorat nahi hai.khair 2 ghante mein aap ke meeting hai Sir.
Murtasim:Thik hai aap uske tayari kare.

Then Meerab left from the cabin.

After a while.

Meerab is fixing Murtasim's schedule then her one of Male co worker Zahir comes to her with tea.

Zahir:Chai pi lijiye.Aap ke mathe pe jo stress level hai woh hat jayega.

Meerab smiles and takes the cup.

Then gossip and sometimes laughing with each other.

Right then Murtasim comes there and said;

Murtasim:Yeh mera office hai koi cafe nahi jo jaise marzi Waise chalenge.Break time ke ilawa aise hasna baten karna Mujhe Bilkul pasand nahi.Yeh last warning hai.Aaya baat samaj mein?

Zahir nodded his head and goes to his table.

Meerab concentrate on her things.

Murtasim thinks;

"Aap ke pas kisi Aur ko mein aaj bardast kyun nahi kar paya.Itna gussa kyun aaya Mujhe.Aap har waqt mere sad pe kyun sawar rehti hai.Kyun chah kar bhi mein aap ka kheyal zehen se hata nahi pata.Yeh ho kya raha hai Mujhe jo mere samaj ke bhi bahar hai."

[After coming so much messages from my readers I changed my decision and decided to write on this and complete this one.Maybe I don't like it but you guys are enjoying it.And I can't hurting my readers feelings.]

JUNOON E MOHABBAT Where stories live. Discover now