Part 18

1.5K 69 8
                                    

Murtasim:Kiya hua hai jawab dijiye jaise pehle deti thi.

Meerab didn't look up to him.Then she said in low tone.

Meerab:Pata nahi.
Murtasim:Aab mein aap ke is jawab ko kya samjhu haa yaa naa.

Meerab didn't reply.

Murtasim:Agar mohabbat karte hai to saf saf lafzon mein bata de.Kyun tadpate hai aap Mujhe humesha.Mere dil ke aur kitne tukde karenge aap?

Meerab looks up and sees tears in Murtasim's eyes.

Murtasim:Aap ko kya Mere liye zara bhi taras nahi aata?

Meerab feels someone stab the knife on her chest.First times she feels Murtasim's howl for her.

She cried and said;

Meerab:Mujhe nahi pata.Mujhe sach mein kuch bhi nahi pata.Yakeen kare mera.Mujhe khud bhi samaj nahi aa raha yeh kya ho raha hai mujhe.Mein pure Yakeen ke sath nahi keh sakta Mujhe aap se mohabbat hai Lekin haa agar aap ko Kuch ho jai to mujhe bhi Accha nahi lagta.Aap ko bimar dekke mere dil mein dard uthta hai.Aap ko chodne ki khayal se bhi mere sanse ruk jati hai.Aap mere dil ke dhadkane tej karne ki wajah hai bhi yaa nahi woh Mujhe nahi pata Lekin aap ke begair yeh dhadkane band hone ki wajah jarur hai.

Murtasim listen to her and he feels now he will be in peace after a so long.

He comes closer to her and touched her face.

Murtasim:Kuch bhi kehne ki zarorat nahi hai.Mere sare sawal ka jawab mil gaya.Aap ki ankhon se pata chal raha haj aap ke dil ke haal.Aur yeh bhi aap ke dil mein rehta kon hai.Meerab aaj aap ke dil mein  jo Kuch tha woh batake Mujhe jo sukoon diye hai naa woh mein aap ko lafzon mein nahi bayan kar sakta.Agar Mujhe aap ka sath mil jaye to mein pura Duniya chodne pe bhi razi hu.Aap Mujhe wada kare kabhi Mujhe chodke nahi jayenge.Mein bohot tanha tha Meerab aap ke aane se pehle.Maine kabhi nahi socha tha Mujhe itni siddatwala mohabbat bhi kisi se ho sakta hai.Lekin aap ke mohabbat ne Murtasim khan ko pure tarha se badalke rakh diya hai.Agar uske naseeb mein aap ke mohabbat mil jaye to use Aur Kuch bhi haseel karne ki khawaish nahi rahega.Karenge na mujhse wada?

Murtasim extended his hand and Meerab holds it.

In khan house.

Mrs.Salma:Mujhe to Yakeen nahi aa raha Murtasim aab meri khilaf jake us ladki ko apnayega.
Anwar:Mohabbat karta hai woh usse.Aur aap bhi to kehti thi jise woh pasand karega usi se hi shaadi karwayenge.To aab kya hua Bhabi?
Mrs.Salma:Kya woh ladkki humare khandan ki bahu banne ki qabil hai?Shaadi na hote hui bhi mere beto ko meri khilaf bhadka rahi hai.
Anwar:Usne kuch nahi kya.Aap ne jo uski waldain ki naam lekar uski be izzati kiye the woh maine sun liya tha.Aap ne Bilkul sahi nahi kiya tha woh.Maine bola tha Murtasim ko.
Mrs.Salma:Anwar.
Anwar:Aur bhabi bina Meerab ki khandan ki bade mein janke kaise man liya woh humare Khandan ki bahu banne ki qabil nahi hai.Kya aap uske gharwalo se mile?

Mrs.Salma didn't reply.

Anwar:Bhabi Murtasim aap ka ek lauta beta hai.Usne agar kisi ko itne had tak chaha hai to zaror usme koi khas baat hogi.Aap maa hone ke nate bete ki khushi mein shamil ho jaye.Use maat kho dena aap ni zid ke wajah se.Mein janta hu Meerab ek bohot acchi ladki hai Aur woh dono ek dusre ke sath khush rahenge.Murtasim to har haal mein Meerab ko nahi chodega.Aap please jid chod de Aur Meerab ko apna le.

Mrs.Salma looks at him.

In the next day.

Someone knocked out the Door of Waqas Ahmed.He opens it and finds a unknown man there.

Waqas:Aap?
Man:Kya yeh Meerab ka ghar hai?

Waqas Ahmed getting nervous and said;

Waqas:Ji haaa Lekin aap?
Man:Kya mein andar aake baat kar sakta hu.
Waqas:Aiye.

That man entered the house and sit on the sofa.

Man:Aap Shayed meerab ki walid hai?
Waqas:Ji Lekin aap kon hai?
Man:Mein Murtasim khan.Kya aap Meerab ki walida ko bhi bula sakti hai.Mujhe aap dono se hi kuch jaruri baat karni hai.

Waqas Ahmed didn't understand anything still he called Anila.

Murtasim:Mein Murtasim khan hu.Is sheher ki top business man bhi keh sakte hai.Naam bhi Shayed suna hi hoga.Mere is Duniya mein Maa chacha Aur ek bhai ke ilawa koi nahi hai.

Waqas and Anila Looks at each other.

Waqas:Yeb sab aap hume kyun bol rahe hai?
Murtasim:Kyun ki mein aap ki beti se mohabbat karta hu.Aur use niqah karna chahta hu.Aap log uski guardian hai is liye shaadi ka proposal leke aap ke ghar aaya hu.Mein chahta hu aap khushi khushi aap ke beti ke hath Mujhe de.

Murtasim gives his card to Waqas and said;

Murtasim:Yaha Mere ghar ka Aur Office ka pata hai.Aap chahe to mere bade mein puchtaj kar sakte hai.Is baar kisi ke baton mein aake nahi sach much ka puchtaj kariyega.
Waqas:Sach kaha aap ne apni Bewokufi ke wajah se mein apni beti ki Zindegi barbad karna chahta tha.Lekin is baar puchtaj karne se Pehle Mujhe apni beti ki marzi janna hai agar woh raji hai to mein bhi raji hu.Meerab ki khushi ke ilawa aur kuch nahi chahiye hume.

Murtasim smiles.

Murtasim:Thik hai aap Meerab ki marzi janke Mujhe bataiyega.Mein niqah bohot jald karna chahta hu.Chalte hai.
Anila:Chai pike jaiye.
Murtasim:Aaj nahi.Ek baar aap ka damad ban gaya na to bohot mauka milenge aap ko khatirdari ka.

Murtasim left the home.

Anila:Kya yeh sach mein Meerab se shaadi karna chahta hai?Kahin yeh woh to nahi jo Ruhail ne..
Waqas:Mujhe nahi pata kuch bhi Pehle meerab se puchna padega.Aur Anila Ruhail ki baat ka kuch bhi asar Mujh pe nahi pada.Kyun ki Mujhe yakeen apni beti par Aur uske diye hui tarbiyat par hai.Woh kuch bhi karle Lekin aisa Kuch nahi karegi Jiske wajah se uske waldain ki sad jhuk jaye.

Anila looks at him with tearly eyes.This tear sign of happiness.

[And here's the 3rd part.As a reader I can understand when we read a story we're always get restless to read more chapter.That's why I always try to give 2 or 3 chapters per dat but sometimes I can't manage time to update more than one.But whatever is my busyness is for but I always try to update daily so that my readers can read it.So guys How You Like the chapter,gives me your feedback]

JUNOON E MOHABBAT حيث تعيش القصص. اكتشف الآن