1️⃣4️⃣ - trouble alert

1.1K 98 43
                                    

Next day atharva went to office after sending laksh to the college.

He work for sometime then his pa come to inform that mr.vardhan and his partner had come to meet you he was having a appointment.

Atharva - "kisase puchh ke appointment fix ki apne".

Pa - "sir they were contacting us through email for some days as they have some business proposal and today you have free schedule so only I gave them your appointment".

Atharva - "next time kisiko confirmation Dene se pehle ek baar mujse puchh lene whether i want to meet them or not now go send them".

After few minutes both man come and greet "hello Mr.singhaniya how are you".

Atharva - "hello to you too kahiye kyu milna chahte the".

Mr.vardhan - "that's why I am eager to work with you young man as you always on the point".

Atharva - "kaam ki baat kare mr.vardhan"

Mr.vardhan - "kaam me to aur kya hoga we want to deal with your company for purchasing weapons".

Athava - "Our company does not deal with individuals, we only supply weapons to government and army.We have talk about this earlier also".

Mr.vardhan - "it's all about past principles change with time and situation" .

Atharva - "atharva singhaniya apne usul nahi badalta na vakht ke saath na halat se majboor hoke".

Mr.vardhan - "ek baar fir soch lo atharva muh mangi kimat dene ke liye taiyar hu main".

Atharva - "me har chiz paiso ke liye nahi karta mr.wardhan there is nothing to negotiate agar aur koi kaam na ho to you may leave now".

Mr.vardhan - "badi jaldi hai hame bhejne ki are haa hogi bhi kyu nahi ghar jaan hoga kaam khatam karke apne bhai ke pass haina".

"Suna hai tumhara Bhai ab tumhare sath rehta hai bada pyar karte ho tum use".

Atharva - "kon mere sath rehta hai aur me kisase pyar karta hu is my personal life that is none of your business i appreciate if you don't poke your nose".

Mr.vardhan - "lagta hai sahi jankari mili hai muje bada pyar kartay ho".

"Vese ek advice hai jise ham pyar karte hai use samhal ke rakhana chahiye vo kya haina aaj kal zindagi ka bharosa nahi".

"Har jagah khatra mandarata rehta hai dhyan rakhna apne bhai ka" .

Atharva lost his cool and said "vardhan i am warning you apni gandi zaban se ek aur baar mere bhai ka naam liya na to halak me haath daal ke zaban kinch lunga me teri".

Mr.vardhan - "are tum to bura Maan Gaye mene to bas ek well wisher hone ke naate tumhare bhalai ke liye advice di hai" .

"Collage aate jate kahi kisi gaadi ne kuchal diya to, aaj kal kitni rash driving karte hai log tumhe to pata hi hoga Jaan bhi ja sakti hai" .

Atharva - "tum apni chinta Karo mere bhai ka khayal me khud rakh lunga".

Mr.vardhan - "ab ise tum chinta samjo ya chetawani dost ho ya dusman ham khayal sabka rakhte hai".

Atharva - "hogaya karli bakwas yaa aur bhi kuchh baki hai to ab mera jawab bhi sunlo me tumhari ye gidad dhamki se darta nahi hu mere bhai ko harm karna to dur uske aaspas bhi nahi pohoch paoge tum".

"Bohot dekhe hai tumhare jese bhonkane vale kutte mene. Tuje kya laga me teri so cold chetawani se dar ke haa kar dunga deal ke liye".

"Agar esa hai to sayad dimag nahi hai pehle vo kharid market me mil Jaye kahi to, kyuki uski sakht zarurat hai tuje" .

Nadan Parindey ( Complete )Where stories live. Discover now