9️⃣ :- dream college

Start from the beginning
                                    

Laksh - we can go today only if you not getting late for office

Atharva - thik hai ready hoja breakfast karke nikalte hai

After that they had their breakfast and went to college after seeing his dream college laksh eyes twinkle like star

He was seeing everything being excited they reached principal office and going to enter when they hear someone's voice from inside

Laksh who was busy in looking around didn't paid attention in their talk but atharva did

After a while the boy who was talking with principal come out in hurry and collide with atharva his eyes having tears atharva show emotions of helpless in his eyes

When they collide documents which the boy have fell down atharva help him to collect it and said i am sorry tumhe lagi to nahi

Boy - no sir me thik hu and no need to say sorry as it was my mistake agar me dhyan deta to esa hota hi nahi and he went from there in hurry

After that principal call them inside so they went inside and greet principal

Principal - congratulations laksh for scolership and welcome to the college

Laksh - thank you sir pleasure to be here

Principal - ye kuchh forms hai inhe fill karke dedo documents ka list to mail me bheja hi tha vo submit karadi ek hafte baad collage start ho raha hai you can join from then

First day pe schedule mil jayega aur books bhi library se issue ho jayegi

Atharva - laksh ja bachha jake college dekhna hai to dekhle tab tak me form fill kar dunga

Laksh said thik hai me abhi aaya principal give him a permission to roam around and see the whole college

After he went from there atharva ask sir if don't mind then can you tell me vo hamare Ane se pehle ladka yaha tha

Principal - vo ladka ayush tha he got a second rank in scolership exam with only two marks difference

Oraphanage me rehta hai but kyuki scolership program se har saal kisi ek student ko scolership milti hai to uska chance Miss ho gaya

Fees wo afford nahi kar sakta aur kisise financially help nahi lena chahta

Atharva - to aab kya karega vo

Principal - next year firse scolership exam dega agar mil gayi to college start ho jayega uska ek saal kharab ho jayega uska

Atharva - koi aur bhi to rasta hoga i mean he can take admission in any government college

Principal - he wants to make cereer in singing with his studies he have that opportunity here which he can't get anywhere else.

There is only one solution for his problem don't take me wrong par agar apka Bhai vo scolership kisi bhi vajah se chhod deta hai to use apke bhai ki chhodi Hui scolership mil sakti hai

Atharva think for a while and said laksh ko ye scolership nahi chahiye he is leaving this aap us bachhe ko dedo vo

Just then laksh come and hear what atharva said and ask ye aap kya keh rahe ho bhaiya why will I leave this

Atharva - kyuki me keh raha hu muje lagta hai mere bhai ko scolership ki zaroorat nahi hai

Laksh - mene itni mehnat karke paya hai bhaiya meri mehnat west ho jayegi

Atharva - mehnat kabhi west nahi hoti tune Jo bhi padha es exam ke liye vo kabhi na kabhi kahi na kahi kaam ayega hi

Laksh - par kyu chhod du me

Atharva - laksh samaj bachha kabhi kabhi hamari mehnat se hasil Kari hue chiz bhi hamare liye itni zaroori nahi hoti par

Don't you trust me laksh immediately said i trust you bhaiya esi baat nahi hai

Atharva - then trust on your trust me kuchh galat nahi karunga and tell principal laksh don't need scolership sir i will pay the fees

Principal - okay then laksh ko es form me sign karna padega aur fees aap cash counter pe jama karva sakte hai

Laksh unwillingly sign in the form they take their leave and atharva complete other formalities and pay the fees

Though laksh did what atharva said him but he was not happy with the decision atharva let it go for time being

Whole time laksh was gloomy and silent he didn't utter a word after signing on the document

After reaching home he staight away went in his room atharva sigh and thought to talk to him after a while

He getting freshnup went inside laksh room and find him sitting on the bed

He set beside him and take him in his arm and ask naraz hai bhaiya se

Laksh - nahi par iska ye matlab bhi nahi ki apne Jo Kiya muje achha laga

Atharva - janta hu tune bohot mehnat ki aur jab tune vo exam ke liye bohot mehnat ki hai

Tuje pata hai Jo ladka mujse takraya tha na Aaj principal office ke bahar usne bhi utni hi mehnat ki thi aur tujhse sirf two Marks kam the jiski vajah se usko scolership nahi mili

Tuje pata hai vo orphanage me rehta hai koi nahi hai jo uski zaroorat me madad kar sake

Ye scolership ke sahare vo apni age ki studies start kar sakta hai varna uska year kharab ho jata

Tumhare case me esa nahi hai laksh tuje scolership milne se ya use chhod dene se koi farak pada nahi na tu vaha padhna chahta tha tu vahi padhega hena

Kabhi kabhi hamari koi Khushi chhodna dusro ki life ke liye zaroori hota hai bachha ye baat tere Bhai se behtar koi nahi janta

Kyuki aaj jis situation me vo ladka hai kabhi us situation me tera Bhai bhi tha aur aaj mene tuje Jo karne ke liye kaha vo Kabir ne apni marzi se mere liye kiya tha

Agar usne tab vo scolership mere liye nahi chhodi hoti to Aaj me yaha es stage pe nahi hota

Agar hamari thodi si madad se kisiki zindagi savar sakti hai to usase badi khusi duniya me koi nahi hoti bachha

Laksh - ye sab apne muje pehle kyu nahi bataya

Atharva - sayad vo jagah sahi nahi thi nahi tu samaj pata us mood me now cheerup i don't like my laku so dull and gloomy

Laksh give his best smile and said while hugging him tightly aap kitne achhe ho i love you bhaiya

Atharva - i love you too laku chal ab lunch karte hai fir muje office bhi jana hai they had their lunch and atharva went office

That's for now

Hope you all like this please do vote and share your thoughts in comments

Votes 80 comments 150




Nadan Parindey ( Complete )Where stories live. Discover now